Jadu By Bd

  • Work-from-home

Tasawwur

Bashir Nadir
TM Star
Apr 3, 2013
4,725
1,536
363
Jhagrrei karwana,
Ghar ka ujarr jana,
Ghussa ka barr jana,
Ik dum sar dard hona,
Khush gawariat mein phaddei hona,
Bhulakarr bun jana,
Kisi khushi mein khush na rehna,
Bhiyanuk khwab ka baar baar ana,
Bimar rehan ziyada ziyada,
Sust or dheela tareeka apnana,
Aik baat keh kar mukar jana,
Sub jadu kei asar se hota hei,
Iss liye Islami taleem leina zaroori hei,
Dum wa kalamullah zaroori hei,
Yahi sahi tareeka hei,
Jadu sei bachnei ka,
Apnei amaal sahi rakho,
Faeda tumahra hei iss mein!

@hoorain @Mahen @DuFFer @Masom_girl @Arsalan_Afzal
 

Mahen

Alhamdulillah
VIP
Jun 9, 2012
21,845
16,877
1,313
laнore
Dum wa kalamullah zaroori hei,
Yahi sahi tareeka hei,
Jadu sei bachnei ka,
Apnei amaal sahi rakho,
Faeda tumahra hei iss mein!

:-bd Jazak Allah for sharing {}{43r5
 
  • Like
Reactions: Tasawwur
Top