kaha kartay hain log

  • Work-from-home

kareem

Newbie
Jan 26, 2009
275
45
0
makkah
asalam-wa-aaleekum
kiya hall hain
sab k
main nay logo say aksar hi suna hai
k
piyar jitni mushkil say hasil hota hai utni hi aasani say chooth bhi jata haii kiya yeh sahii bat haii
mujhee to sahii lagii u log baataoo apni rayee {(batain)}
 
  • Like
Reactions: nrbhayo

NakreWali

Newbie
Jan 26, 2009
2,184
246
0
36
Chicago, IL
wsalaam

sahi bataon toh i disagree.. paana na pana muskil ho ya nahi woh situation pe depend kerta hai.. lekin mere khayal se kisi ko paa kar usko chor dena.. usko bhool jana.. uski yaad na ana.. kafi muskil hota hai..

koi log jaldi attach ho jatay hain aur kafi strongly bhi.. n some people its easy to let go.. lekin i think its hard ke kisi ko paa kar chora jaiye.. {(cry2)}
 
  • Like
Reactions: nrbhayo

kareem

Newbie
Jan 26, 2009
275
45
0
makkah
g pyar to huamien har jaga par milta hai par use hum mehsos nahii kartay
hum to use hi dhontay hain jin say hum pyar kartay hain aur wo kuch mushkil say miltay hain !
aur haaaaaan mazak mazak main kayee rishtay natay toot jatay hain !
 
  • Like
Reactions: nrbhayo
Top