Ameen
apko urdu samajh me nahi aayi
iska mafhoom batate hain
Allah tala farmate hain agar mera banda zameen bhar gunah yane sari zameen jitne gunah bhi leke aayega lekin shirk nahi kiya hoga to main uss ke saare gunah baksh dunga
matlab agar koi shirk se paak hai to uske liye bakhshish hai warna uske sare amal zaya hain aur uska thikana jahannum
Allah hame apni rehmat me lele Aameen
summa Aameenbohat pyare hadees ha
Allah karay ham shirak ko samaj jain is ki holnakian hamre samaj main ajain ur ya sab hamin quraan ur hadees say hi milay ga
ya Allah hamian shirak say bachay rakh ham tujay hi apna kar saaz bagre bannay walay mushkalain hall karnay wala kar sazz samajtay han ya Allah hamain iman par zinda rakh ur iman par hi moot ata farma ameen
bohat shukrian Nasir bhai & jazak Allah