bohat bada walahanji,,koi shak?
khud pta chalna aur jta jta k ehsas dila dila k krna alag cheezain hain,,,Beshak baghair jtaye ya ehsas dilaye kisi k liye kuch kiya jaaye to aur b ziada ehsas hota hy....bohat bada wala
aese kese hosakta han ya phir kheyalon main soch soch k ho sakta hai ....warna ap kisi k lie itna kro or use pata na chale imposible q
achha ye bat sahi ...k do log aik sath hon warna over all to bat nahin lagti sab pe jese main ap ko bager ahsaas dilae ap k lie kia krsakti ...khud pta chalna aur jta jta k ehsas dila dila k krna alag cheezain hain,,,Beshak baghair jtaye ya ehsas dilaye kisi k liye kuch kiya jaaye to aur b ziada ehsas hota hy....