Mujy yaad rakhna!

  • Work-from-home

dream girl

Khwabon se bahre Naina
VIP
Jul 30, 2008
20,331
11,629
0
ITALY
[FONT=Lucida Handwriting, Cursive]dost![/FONT]
suno mari baat
zara ghor say zara
dehaan say
apni kushiyon mein
apnay ghumon mein
mujy b yaad rakhna
na mehsoos karna
mari adat-e-dansta ko
kabi tum say hans kar
batein karna
kabi asy he kahmosh
ho jana!
dost............
gusa na karna
ye mari adat-e-dansta hein
mugar itna kheyal rakhna
mein jase b hon
mujay yaad rakhna
chahay nafrat mein chahy
mohabat mein
mugar.........
mujy yaad rakhna!
 
Top