beautiful......Ghalat hay na'ra yeh tera saqi, k badal gaya hay nizaam-e-mehfil
Wohee shikasta si botalain hain, wohee shikasta say jam ab bhee
Treay maikhana-e-watan ka wohee kohna nizaam ab bhee..........
Kisi ko ja'iz sharaab ab bhee, kisi ko paani haraam ab bhee.........
yeh Sawal he yaa Shikwa??Intezaar unka karte karte dil ne dhakdna band kar diya,
Ab kya unki zindagi ke mere se zaruri mukaam unhe mil gaye?
Pahle line mein to apna dard byaan kiya hai shayar neyeh Sawal he yaa Shikwa??