Na Main Heer, Na Tu Hai Raanjha

  • Work-from-home

Sana Ahmad

Newbie
Nov 11, 2009
21
22
0
aUS

Na Main Heer, Na Tu Hai Raanjha

Pyar Me Dard Magar Hai Sehna


Mile Jo Ranjha Ban Kar Mujhe Tum
Husn Mera, Ho Gaya Kaatil Tera


Pyar Se, Bahut Chaao Se Tum Kehte
Meri Heer Tu Meri Raato Ka Taara Hai
Koyal Jaisi Meethi Hai Aawaaz Teri
Kaano Me Ghol Di ho Jaise Misri Ki Dali


Meri Zulfo Ko Chhu Jaate Tere Lab
Bhar Ke Aankho Me Ajeeb Si Shararat


Chal Pade Hum Anjaan Safar Par
Kabhi Socha Na Anjaam Humne

Mohabbat Se Laga Jo Dar Thaa
Khabar Hui Mujhe Aur Zamaane Ko


Piya Maine Zeher Ka Pyaala Pyaar Me
Mehndi Ka Rang Hua Laal Khoon Se
Siya Tune Zakhmo Ko Kaanto Se

Machal Uthi, Tadap Uthi Dharti Fir Se
Heer Raanjha Ki Daastaan Se


Written By Sana Ahmad





---------- Post added at 10:02 AM ---------- Previous post was at 10:00 AM ----------

Ye poem mein nai dil say likhe hai, dosto zaror batana kise lage aap sab ko, is poem ki themes heer ranjha ki story pe hai. Mean Revision Of Heer Ranjha Story In This Century
 

piyarpiyarpiyar

Active Member
Jan 7, 2009
355
192
1,143
bohat khob janab aap ki piyari si poem par kar
aap ke liye bhi aik choti si poem
kahani


ye jo he heer ranjha ki kahani

sun kar acha laga aap ki zubani

omeed he aap kuch na kuch or bhi sunati rahai gi
yaha is hi tarha se aap ati rahe gi

aap se kuch na kuch mazeed ka intezaar rahe ga
ye piyar ab chalta he mazeed ab kuch na kahe ga

from
piyarpiyarpiyar

{(friendz)}
 

Sana Ahmad

Newbie
Nov 11, 2009
21
22
0
aUS
bohat khob janab aap ki piyari si poem par kar
aap ke liye bhi aik choti si poem
kahani


ye jo he heer ranjha ki kahani

sun kar acha laga aap ki zubani

omeed he aap kuch na kuch or bhi sunati rahai gi
yaha is hi tarha se aap ati rahe gi

aap se kuch na kuch mazeed ka intezaar rahe ga
ye piyar ab chalta he mazeed ab kuch na kahe ga

from
piyarpiyarpiyar

{(friendz)}

shukiriya jiii, kosih jare rahe ge, ki jo poems likho ab aur improvement aur pyar ki saath likho......{(yahoo12)}{(yahoo12)}{(yahoo12)}
 
  • Like
Reactions: piyarpiyarpiyar
Top