Ek roz koi to soche ga...
Dewanon ki ik bsti mein
Ek shakhas tha pagal pagal sa
Pr baatein
theek hi
kehta tha
Barish ki trah pur'shor na tha
Sagar ki trah chup rehta tha
Jan roty roty kho betha
Dil hansty
hansty haar
diya
Jo nazm likhi bharpur likhi
Jo shair diya shah'kaar diya
kyun jeete jee dar'gor hua?
Kis chah mein
tan man war diya?
Tha dushman kon us pagal ka?
Kis dil ne usko maar diya?
EK ROZ KOI TO SOCHY GA.
Dewanon ki ik bsti mein
Ek shakhas tha pagal pagal sa
Pr baatein
theek hi
kehta tha
Barish ki trah pur'shor na tha
Sagar ki trah chup rehta tha
Jan roty roty kho betha
Dil hansty
hansty haar
diya
Jo nazm likhi bharpur likhi
Jo shair diya shah'kaar diya
kyun jeete jee dar'gor hua?
Kis chah mein
tan man war diya?
Tha dushman kon us pagal ka?
Kis dil ne usko maar diya?
EK ROZ KOI TO SOCHY GA.