Assalaamu alaikum musalmaanon
aaj kal musalmaanon mein nazar e bad
lagne per ajeeb rasumaat chal nikle hain
masalan:-
anda phair kar phenkna ya jalana
dhaaga dam karwa ke bandhna
laal kaale mirch sar per phair ka jalana
kisi ka naam likh kar jalana
gali se mitti la kar jalana
ye sub mushrikana mangharat rasumaat aur rizq ka ziyan hain
aaiye ISLAMI tareeqa seekhen aur amal karen is per
IN SHA ALLAH.....!!
Nazar e bad lagna HAQ hai
Beshak nazar e bad(buri tarah se)asarandaaz hoti hai
Nazar e bad lagne wale per dam karna
Nazar e bad ki wajah se amwaat
Nazar e bad lagne per ilaaj ke tareeqe