Khuwab plz help me

  • Work-from-home

loveziya

Newbie
Apr 24, 2010
3
2
0
slam kya aap mujhe bata sakte hai khawab ki tabir bta sakte hai
mene khawab me apni shadi hute hue ddekhi hai is ka kya matlab haai pz help me
 
  • Like
Reactions: nrbhayo

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
are you sure? kiun k aysa khuwab may nay ek dafa apnay bachpan may dekha tha when I was 7 years old... and Still unmarried...
 
Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
are you sure? kiun k aysa khuwab may nay ek dafa apnay bachpan may dekha tha when I was 7 years old... and Still unmarried...
:)) haha funny...

slam kya aap mujhe bata sakte hai khawab ki tabir bta sakte hai
mene khawab me apni shadi hute hue ddekhi hai is ka kya matlab haai pz help me
aise sapne toh zyadater athe hain but shadi ka dream mei ana it doesn,t mean always k aapke shadi hujaegi
but it gives the meaning of prosperity and happiness as well eska matlab life mei khoshi ka ana bhi hota hain something like that... or sometimes yeh bhi hota hian k kessi chees k bare mei hum zyada soche toh voh dream mei bhi dhkte hain joh eska wajah uske bare mei zyada sochne ka hota hain..
but let me tell you khwab ka tabeer aap her kessi se na kare serf kessi aise insan se tabeer jane joh dreams ka sahi tabeer kare and religious banda ho
baki her koi diffrent meaning batayega which is not good...
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Wa Alaykum Assalam Wrwb

sabse pehle apne salam ko galat likha hai slam aur koshish karen k Assalamu Alaykum kaha karen
aur dusri baat aap apna khwab aise har kisi se na kahen aur nahi kisi tv channel par bhi ye bilkul galat hai
agar apko pata hai koi aalime deen jo k apko iski tabeer ki shakal bata sakte hain to unse kehna..ya phir isse parhez hi karen

khwaab k bare me apke samne ham ek hadees bayan karte hain is par gaur karen

ek aurat Allah k rasul saw k paas aayi aur kehne lagi k mera khawind bohot din se ghar nahi aaye aur maine khwab me dekha ki wo faut ho gaye hain to Aap saw ne kaha fikar na karo kuch nahi hua wo chale gayi phir issi tarah do martab Ap (saw) ke paas aayi aur wohi jawab mila phir chohti martaba wo jab aayi to Allah k rasul saw nahi the to usne Aisha ra se ye khwab kaha to unhone kaha shayad tera shohar mar gaya hoga aur phir baad me ye sach hua uska shauhar faut hogaya...Jab ye baat Aap saw ko pata chali to aap (SAW) ne Aisha ra se [-]kaha[/-] fermaya jiska ilm apko na ho uske bare me kisi se kuch na kehna warna hosakta hai apka kaha sach ho

is par gaur karne wali baat ye hai k ham apni taraf se kisi ko koi fatwa na den haan agar hame Quran aur Hadees se dalail hain to zaroor kahen

aur ek hadees me Aap saw ne farmaye agar kisi ko koi achcha khwaab aaye to wo Allah ki taraf se hai aur usse khush hona chahiye aur dusron ko bhi ye khwaab kehna chahiye aur agar koi bura khwaab dekhe to wo shaitan ki taraf se hai usse ispar tawajjo nahi deni chahiye aur nahi hi kisi se kehna chahiye

ab aap ko agar ye shadi wala khwaab acha laga apk liye acha hai to aap khush hon shayad apke haq me kuch behtar hi hoga
agar ye apk liye bura hai to bas iss par dhyan na den Allah bohot bada hakeem hai

aapse aur sare doston se guzarish hai ki aap sab Quran aur hadees ko samajh kar padhne ki koshish karen
ham duniya ki kitaben to padhlete hain par deeni ilm se piche rehjate hain

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen

bus apki shadi hojye gi
are you sure? kiun k aysa khuwab may nay ek dafa apnay bachpan may dekha tha when I was 7 years old... and Still unmarried...
:)) haha funny...

aise sapne toh zyadater athe hain but shadi ka dream mei ana it doesn,t mean always k aapke shadi hujaegi
but it gives the meaning of prosperity and happiness as well eska matlab life mei khoshi ka ana bhi hota hain something like that... or sometimes yeh bhi hota hian k kessi chees k bare mei hum zyada soche toh voh dream mei bhi dhkte hain joh eska wajah uske bare mei zyada sochne ka hota hain..
but let me tell you khwab ka tabeer aap her kessi se na kare serf kessi aise insan se tabeer jane joh dreams ka sahi tabeer kare and religious banda ho
baki her koi diffrent meaning batayega which is not good...
 
  • Like
Reactions: nena

adnan mauwiya

Newbie
Jun 28, 2010
1
0
0
36
Asslamo Aalaikum

Pehli yeh Ag Khuwab Ajaeye tu us ka tazkra sirf us shaks k samne karna chaheye jo ahle ilm ho..........q k agr aap koi khuwab byaan krti hain
aur koi kam ilm us ki tabeer byann kt deta hai hai tu khywab ki tabeer waise hi ho jaye gi......khuwab sirf us shakas ko byaan krna chahye jis ka
taliq allah bht mazboot hai......aur kisi k samne nahi krna chahiye......Aik Dafa Aik shabi k pass k 2 shahks aya pehle ne kaha main khuwab
dekha hai k main azan deta ho hoon sahabi rzai allahu tallah anhu ne farmaya k tum ko badsht mle gi dosre shahks ne kaha main ne bhi khuwab main azan di hai aap ne farmaya tum ko phansi di jaye gi ab bzahir tu khuwab aik hai but tabeer mukhtif hai...... is leye khuwab her kisi ke samne byan nahi krna chahiye
Asslamo Aalaikum
 
afzalshad

Newbie
Aug 12, 2010
3
1
0
38
Kaafi discussion parhny k baad, mai ek cheez add karta chalun k, jub bhe aap mai say koi Ahadees to quote kar raha ho to please koshish karen k "Proper reference" say dain. Agar ho saky to book ka link bhe attach karain.

Aam baat aur Hadith mai boht farq hota hai.

I hope you will understand..!!
 
Wafaa.Jannat

Newbie
Jun 29, 2010
28
8
0
aapse aur sare doston se guzarish hai ki aap sab Quran aur hadees ko samajh kar padhne ki koshish karen
ham duniya ki kitaben to padhlete hain par deeni ilm se piche rehjate hain

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 
*lucky*

Newbie
Aug 9, 2010
4,386
1,581
0
sweet home
Wa Alaykum Assalam Wrwb

sabse pehle apne salam ko galat likha hai slam aur koshish karen k Assalamu Alaykum kaha karen
aur dusri baat aap apna khwab aise har kisi se na kahen aur nahi kisi tv channel par bhi ye bilkul galat hai
agar apko pata hai koi aalime deen jo k apko iski tabeer ki shakal bata sakte hain to unse kehna..ya phir isse parhez hi karen

khwaab k bare me apke samne ham ek hadees bayan karte hain is par gaur karen

ek aurat Allah k rasul saw k paas aayi aur kehne lagi k mera khawind bohot din se ghar nahi aaye aur maine khwab me dekha ki wo faut ho gaye hain to Aap saw ne kaha fikar na karo kuch nahi hua wo chale gayi phir issi tarah do martab Ap (saw) ke paas aayi aur wohi jawab mila phir chohti martaba wo jab aayi to Allah k rasul saw nahi the to usne Aisha ra se ye khwab kaha to unhone kaha shayad tera shohar mar gaya hoga aur phir baad me ye sach hua uska shauhar faut hogaya...Jab ye baat Aap saw ko pata chali to aap (SAW) ne Aisha ra se [-]kaha[/-] fermaya jiska ilm apko na ho uske bare me kisi se kuch na kehna warna hosakta hai apka kaha sach ho

is par gaur karne wali baat ye hai k ham apni taraf se kisi ko koi fatwa na den haan agar hame Quran aur Hadees se dalail hain to zaroor kahen

aur ek hadees me Aap saw ne farmaye agar kisi ko koi achcha khwaab aaye to wo Allah ki taraf se hai aur usse khush hona chahiye aur dusron ko bhi ye khwaab kehna chahiye aur agar koi bura khwaab dekhe to wo shaitan ki taraf se hai usse ispar tawajjo nahi deni chahiye aur nahi hi kisi se kehna chahiye

ab aap ko agar ye shadi wala khwaab acha laga apk liye acha hai to aap khush hon shayad apke haq me kuch behtar hi hoga
agar ye apk liye bura hai to bas iss par dhyan na den Allah bohot bada hakeem hai

aapse aur sare doston se guzarish hai ki aap sab Quran aur hadees ko samajh kar padhne ki koshish karen
ham duniya ki kitaben to padhlete hain par deeni ilm se piche rehjate hain

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
Mashalla bohat achi traan smjhaya hai...

jazakallah
 
Ajnabhi

TM Star
Jan 28, 2010
4,027
911
813
Jazak Allah Khair........
aap ne bahoot ache se samjhaya but aap ne ek hadees kahi hai
please aap us ka reference den..........

Abu Sa'id Al-Khudri reported that he heard the Prophet, peace be upon him, saying, "When someone among you sees a good and pleasing dream, he should know that it is from Allah, and so he should praise and thank Allah, and describe to others what he saw in the dream. But if he sees something he dislikes then it is from Satan, so he should seek Allah's refuge from its evil and should not mention it to anyone. It will not harm him." (Reported by Tirmidhi and Bukhari)

Abu Hurayrah narrated Muhammad (S) said, "There are three types of dreams: a righteous dream which is glad tidings from Allah, the dream which causes sadness is from Shaitan, and a dream from the ramblings of the mind. (Sahih Muslim)

Muhammad (S) said, ...If he has a dream that he dislikes, then it is from Shaitan. He should seek refuge with Allah from its evil, and he SHOULD NOT MENTION IT TO ANYBODY, then it will not harm him." (Sahih Al-Bukhari) If one does tell somebody about the bad dream then there could be the chance that some harm will come out of it.

Abu Qutaadah said: the Prophet (peace and blessings of Allahbe upon him) said: “Good dreams come from Allah, and (bad) dreams come from Shaytaan. Whoever sees something that he dislikes, let him spit to his left three times and seek refuge with Allahfrom the Shaytaan, for it will not harm him.” (Narrated by al-Bukhaari, 6594, and Muslim, 5862). The “spitting” referred to here is a soft, dry spitting with no saliva ejected.
 
  • Like
Reactions: Ajnabhi and nena

Ajnabhi

TM Star
Jan 28, 2010
4,027
911
813
Thanks bro..........
I totally agree with you but i asked you reference of this hadees.............

khwaab k bare me apke samne ham ek hadees bayan karte hain is par gaur karen

ek aurat Allah k rasul saw k paas aayi aur kehne lagi k mera khawind bohot din se ghar nahi aaye aur maine khwab me dekha ki wo faut ho gaye hain to Aap saw ne kaha fikar na karo kuch nahi hua wo chale gayi phir issi tarah do martab Ap (saw) ke paas aayi aur wohi jawab mila phir chohti martaba wo jab aayi to Allah k rasul saw nahi the to usne Aisha ra se ye khwab kaha to unhone kaha shayad tera shohar mar gaya hoga aur phir baad me ye sach hua uska shauhar faut hogaya...Jab ye baat Aap saw ko pata chali to aap (SAW) ne Aisha ra se kaha fermaya jiska ilm apko na ho uske bare me kisi se kuch na kehna warna hosakta hai apka kaha sach ho
 
Top