Yay kis qism ki namaz bata rahay hain aap, Kis firqa ya qaum main is tarha namaz parhi jati hai.
Mera khiaal hai teen dafa Subhan e Rabbi al Azeem ya Subhan e Rabbi al Ala aur Alhamdolillah kay baghair namaz hi naheen hoti. Yay kia ajeeb o ghareeb tareeqay hain aur kin kay ijadad karda hain.