ye kaunse bhai hain apke?un ko suna k alert kiya hai k aisa sab kuch ho sakta hai...
albata Bhai ko khoob sunayi hai bhabi ko samnay bitha k.... main ne to waise hi sunayi bhai ko.. kehne lagay k tumhen koun khabar de raha hai humaray ghar ki
ba jab bhi aisi kaifiyat ho to hath me chaku churi danda aisa kuch mat rakhiyegaaap wahan move kar dijiay.. mujhay nahi pata tha, waisay bhi jab main junooni kaifiyat mein hon to mujh se idhar udhar nahi dekha jata.
us waqat kuch aisi hi kaifiyat thi