Rootha Zra Si Baat Pe Uth Kr Chala Gaya.. Aysa Gaya K Laut K Aaya Na Phir Kabhi..

  • Work-from-home

*Sarlaa*

Moderator
VIP
Apr 16, 2013
17,846
7,109
363
33
Pakistan.. karachi
Chehra koi b Aankh mein thehra na phir kabhi...
Dil ne kisi b shakhs ko chaha na phir kabhi..
Rootha zra si baat pe uth kr chala gaya..
Aysa gaya k laut k Aaya na phir kabhi..
Kuch youn mila Tpaak se bus ishq ho gaya..
Woh ajnabi tha kon tha' socha na phir kabhi..
Us ne Btaur tohfa diya tha Libas-e-hijr !!!
Pehna jo 1 baar' utaara na phir kabhi...
Mohsin !.. Guzr chuka tha had-e-aitdaal se
Jany kahan gaya' usay dekha na phir kabhi.
 
Top