ek saal pehle hum kisi aur ghar main rehte tain us ghar main ek jin rahti ti jo humare ghar ke larko ko tank karti ti hum sab cousin sath rehte hai.ek din us ne mere ek cousin ko tank kiya jo sirf 4 saal ka hai un ka kamra lock ta un ke kamre ki chabiya mere mamo ke takiye ke niche te pata nahi us ne kis tara mere cousin ko kis tara kamre se bahir nikala aur laiken kamre ki chabiya wahi pari ti.us wakt mere bade mamo ki night duty ti .uno ne mere cousin ke rone ki awaz suni to woh un ke kamre ke pass gaye to mamo ko kisi ke zour se bagne ki awaz sunai di ........
us ke baad us ne mere saab mamoo ke baito ko darana shoro kiya.....
yeh sab hone ke bad hum ne wohn ghar churd diya............
us ke baad us ne mere saab mamoo ke baito ko darana shoro kiya.....
yeh sab hone ke bad hum ne wohn ghar churd diya............