Sad Ashaars

  • Work-from-home

farhan memon

TM Star
Aug 18, 2011
2,121
377
233
41
Karachi
Bhout Khoob

---------- Post added at 02:21 AM ---------- Previous post was at 02:20 AM ----------

Jab bhi sham ati hai
Aur is kay saye
Phailne lagte hain
Tab mera dil yehi sochta hai
K yeh sham
Itni Khamosh koun hai
Shayd yeh bhi meri tarah
Kesi k intezar main dhal rahi hai
 

P3RD4SI

Newbie
Jul 15, 2011
15
7
0
36
London
aaa mujhy dykh jisy dykh ker nazrain keh dain

hum ny bazar main phirta howa gham dykha hai


---------- Post added at 02:22 PM ---------- Previous post was at 02:13 PM ----------

halat-e-hazra ny sikandar bna diya

sir per hamary dykhiye gham ka taaj hai
 

farhan memon

TM Star
Aug 18, 2011
2,121
377
233
41
Karachi
jahan phoolo ko khilna tha wahin khilte to acha tha
tumhi ko humne chaha tha tumhi milte to acha tha
koi aakar humein pooche tumhein kaise bhulaya hai
tumhare khat ko ashkon se shab-e-ghum mein jalaya hai
hazaron zakhm aise hain agar silte to acha tha

tumhi ko hum ne chaha tha tumhi milte to acha tha

tumhein jitna bhulaya hai tumhari yaad aai hai
bahar-e-noh jo ai hai wohi khusboo hi lai hai
tumhare lab meri khaatir agar hilte to acha tha
tumhi ko humne chaha tha tumhi milte to acha tha
jahan phoolo ko khilna tha wahin khilte to acha tha
tumhi ko humne chaha tha tumhi milte to acha tha
 

farhan memon

TM Star
Aug 18, 2011
2,121
377
233
41
Karachi
Kuch Khushi k saye me
or kuch Ghamo k Sath Sath


Zindgi kat hi gai hai uljhano k Sath Sath


Aj tak us thakan se dukh raha hai ye Badan


Ek safr ma ne kia tha khwahishon k Sath Sath


Kis tarha khaya hai dhoka kia bataon tumhen


Doston k Mashware thay Sazishon k Sath Sath


Is dafa sawan me teri YAD k badal chaay rahe


Is dafa ma khoob roya barishon k sath sath




Shehr me kuch log mere chahne wale bhi thay




Phool bhi lag rahe thay patharon k sath sath
 

farhan memon

TM Star
Aug 18, 2011
2,121
377
233
41
Karachi
Dil na umeed to nahi, nakaam hi to hai,
lambi hai ghum ki shaam, magar shaam hi to hai,


dast e falak mein gardish e taqdeer to nahi,
dast e falak mein gardish e ayyaam hi to hai,


aakhir to ik roz kregi nazar wafa..
Wo yaar e khush khasaal sar e baam hi to hai,


bheegi hai raat Faiz Ghazal ibtadaa kro,
waqt e sarod dard ka hangaam hi to hai..
 

farhan memon

TM Star
Aug 18, 2011
2,121
377
233
41
Karachi
Saray Manzar Hi Badal JayenGay Is DECEMBER Main
Hm Tere Shehar Se Nikal JayenGay Is DECEMBER Main


Dilon K Beech Likhi Huwi Kahani K
Saray Kirdar Hi Jal JayenGay Is DECAMBER MAin


Wafa K Suraj Jo Manzil Pay Nazar ANay Thay
Beech Rastay K Hi Dhal JayenGay Is DECEMBER MAin


Shidat Dard Say Sukhi Huwi Banjh Ankhon Say
Tere Naam Pay MOOTi Nikal JayenGay Is DECEMBER Main


Chandni Raat Main Jo Tum Thamay Safar Karti Thi
WO Hath HAthon Say Phisal JayenGay IS DECEMBER Main


Rasm-E-Doorie Pe WO Hath Hilanay Ka Manzar
Dekh K Pathar Pighal JayenGay Is DECEMBER MAin


Aik Muddat Hamari Yadain Rahengi Campus Main
Hm Magar Chor Numl JayenGay Is DECEMBER Main
 
Top