Namaz Salah (Prayers)Step by Step

  • Work-from-home

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
10-Concluding Salah by Tasleem:
After you recite the Tashahhud and make the supplications, turn your head to the right and say:

السَّلامُ عَلَيكُم وَرَحمَةُ اللهِ وبَرَكَاتُه
Assalaammu 'alaykum warahmatul-lahi wabarakatuh
May Allaah's Peace, Mercy and Blessings be upon you.
Then turn your head left and say:
السَّلامُ عَلَيكُم وَرَحمَةُ الله
Assalaammu 'alaykum warahmatul-laah
Prayer is Concluded
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Affwann...........Jazakallah khair Naveed
ham sab ek hain Quran me Allah ne farmaya INNAMAL MOMINU IQWA yane momin apas me bhai bhai hain....aur rahi iqhtelaf wali baat to chote chote to rahenge hi usme bhi Allah ki taraf se rehmat hai aur hamne yahan kisi firqe ya jamat ya koi maslaq k hisab se koi cheez pesh nahi ki balke Quran aur ahadees se jo dalayil milte hain wohi yahan laye hain aur ek hadees me aata hai ki Allah k rasul saw ne farmaya SALLU KAMA RAITUMUNI SALLI namaz aise padho jaise mujhe padhte huye dekhte ho

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen


thanx 4 sharing...
but hamara hath bandhny ka tareeqa mukhtlif he
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Jazakallah khair Bint e Aisha........hame bohot khushi huyi aap sab ne isse islah k taur par liye momin ki ye bhi ek nishani hai ki usme ta'sub nahi rehta aur wo haq baat ko tasleem karleta hai.....

insha Allah hamari koshish rahegi mazeed aisi maloomat aap sab k sath sher karne ki agar Allah ne taufeeq di to

yahdikumullahi wa yuslihbalakum


bilkul sahi kaha he ap ne saviou

hum ummeed krte henk ap aise threads mazeed share krte rahenge jinse humari islaah ho or humen apni choti choti ghaltiyan sudarne ka moqa mile
 

MSC

!t'z N3v@ L@t3
Hot Shot
Nov 23, 2009
29,951
11,674
1,113
Jheel se ankho mei...
9-Sitting for Tashahhud (Testification of Faith):

First Tashahhud
(i) Once you finish the second Rak'ah, follow the same way of sitting as above. Hold your right hand closed with its thumb and middle finger touching each other like in a circle while pointing the index finger straight in the direction of the Qiblah and moving it through the recitation of the Tashahhud:



[التَّحِيَّاتُ لِلَّهِ وَالصَّلَوَاتُ وَالطَّيِّبَاتُ السَّلَامُ عَلَى النَّبِيُّ وَرَحْمَةُ اللَّهِ وَبَرَكَاتُهُ السَّلَامُ عَلَيْنَا وَعَلَى عِبَادِ اللَّهِ الصَّالِحِين. أَشْهَدُ أَنْ لا إِلَهَ إِلَّا اللَّهُ وَأَشْهَدُ أَنَّ مُحَمَّدًا عَبْدُهُ وَرَسُولُهُ. ]




Jazakallah khair....
very nice sharing may Allah give u the reward of it.....Ameen

mei ne yeh message eslie quote kiya coz jaise Circle mei show kiya hai
yeh Point karna zaroori hai?..(Hold your right hand closed with its thumb and middle finger touching each other)
maltab pahly mei bhi karte lekin phr suna k its not that much important n if u r not mentally there then it can be coz of sin.....
so aap zara tafseel se batayengay.....

Thanks for sharing......
 
Top