hahaha q u b maire tarha be ghar hu kiya ?Nice Thread....
Lekin ab Room ki pic share karna zaruri hai kya![]()
ooopsh @ babar bhaya
@ safi bhaya agar room ki pics share karna zaruri nhi hay to aapko thread may nice kia laga![]()
![]()
Nahi bro abi to ghar per hi hu, Lekin jald hi beghar hone wala hu
hahaha q u b maire tarha be ghar hu kiya ?![]()
Allah khair kary! q bhai ghar mai saas agaye kiya?
Nahi bro abi to ghar per hi hu, Lekin jald hi beghar hone wala hu![]()
Saas ku aane abi bohot tym hai Bhai, Mai hi ghar se beghar hokar jaraha hu
Allah khair kary! q bhai ghar mai saas agaye kiya?
oooopsh @ both
rooms ki pics share karni thi aap dono ne kahani ghar ghar ki shuroo kar di![]()