jis karwat lete the hum tum
chaand tumhari peshaani ko choom raha tha
dekho jaana
chaand wahan se hijrat ker k
pairo tak aa poncha hai
so jao ab
baqi batein kal ker lein gein
mera kya hai
lekin chaand ko sona ho ga
chaand tumhari peshaani ko choom raha tha
dekho jaana
chaand wahan se hijrat ker k
pairo tak aa poncha hai
so jao ab
baqi batein kal ker lein gein
mera kya hai
lekin chaand ko sona ho ga