wooow .....staru sab tm mem ko mota krne k irady hain kiaASLAM O ALAIKUM...aj mai ap sey layered pratha ka easy method share kr rhi ho,,,,mera ye pratha sabko bohot passand hai ye bohot asaan aur crispy bnta hai aur zyada heavy nhi hota dosrey prathon ki trha,,,,mai ney stey by step snaps bnai thi ,,,,,,ap asani sey samjh jaey gey....sab sey pehley dough ko is tarha achey sey thin aur equal kr lain.... ab is pr oil ....gheee ya butter jo bhi ap chahey lga lai ,,,abhi pic mai oil saf nazer nhi a rha....aur is tarha roll krtey jaey full roll krney key baad isko hath ki madad sey equal kr lain jis trha mai is pic mai kiya hai,,,,phir isko is tarha roll kr lainab isko 1st pic ki trha equal kr key oil key sath pakka lain......here is result....View attachment 57380View attachment 57381View attachment 57382View attachment 57383View attachment 57384View attachment 57385View attachment 57386
han mota ho jao sabwooow .....staru sab tm mem ko mota krne k irady hain kia
main to nae houn gi chahy 3 time kha lun .......baqiyon ki fikr kro nahan mota ho jao sab
jaldi syfedex key zariye bhaijti hon lado rani[DOUBLEPOST=1357128074][/DOUBLEPOST]
nhi uski share kron gi recipe ye simple hai,,,wo thora aur type ka hota hai[DOUBLEPOST=1357128223][/DOUBLEPOST]
try kro ban hi jaey ga kisi din
a jao welcom welcom ,,,,kya kya khao gi bta do mai bna kr rakhonsuperbbbbbbbbbbbbbbbb rooh afza
ab maine tumhare ghar ajana hai seriously
kr do kisi ko nhi bhaijon gi pratha,,,,,jis ney khana hai merey ghar ayefir ap ki complain kr dw gie
awww how sweet khana aapni marzi ka bana dena mai zyada demand kanrney wali mehman nhi hona jao welcom welcom ,,,,kya kya khao gi bta do mai bna kr rakhon
sahi mai dhuwan kabbab aur speghity bnaon gi,,,awww how sweet khana aapni marzi ka bana dena mai zyada demand kanrney wali mehman nhi hon
okay mein awaz lga rhi hw Don ko fir k TM py pratha nhi dye rhi appikr do kisi ko nhi bhaijon gi pratha,,,,,jis ney khana hai merey ghar aye
haha theek hai done aur do logo k liye banana @Mahen bhi ayegi saath maisahi mai dhuwan kabbab aur speghity bnaon gi,,,
yeahaha theek hai done aur do logo k liye banana @Mahen bhi ayegi saath mai
tawwa thanda ho tou paratha sakht banta hai,,,,roti daltey waqt heat high ho phir roti daltey hi midium kr do,,,,its not ezy staritna mushkil hy ye to...2nd mera paratah kasta nae hota bal k kharak hota hay
paratah slow heart pay pakana chahye ya hight flame pay??
acha or samosay ki dough ate hay tumay star?
allo ka jo hota hay na samosa,
net pay bht recipy hy,but mujy u batao step by step agar ata ho to plzzzz
or ha mujy shawarma bananay k lie peeta bread gar may banana hy so plz mujy uska b dough banana bata do