Oho aap sughar hain...?????Sab kuch bana leti hein. Akhir sughar hein meri tarah
Oho aap sughar hain...?????Sab kuch bana leti hein. Akhir sughar hein meri tarah
oh acha is ka matlab to ye hoa k ratta marne wala hoga tabhi larkiyan ziada yahan arahi hain
mazay ki bat to ye hai k is bar ye subject English me hi aya hai bas ... to alif bay ki zaroorat nahi paregibt mje tu is ki b alif bay ni pta
@Zee LeoToday Questions
1. Tum aaj subha kitney bajey soo ke uthi hoo?
7am
2. Aaj lunch main kya khaya?
Kari
3. kya dinner karney ka irada hai?
Biryani(kal wali)
4. Which color dress u have wear today?
Peach
5. Aaj kahan pe janey ka irada hai ?
Nhi yahin bethne ka irada hai
very funny,jaisy k mje eng main parhny main mushkil ho gi,hunmazay ki bat to ye hai k is bar ye subject English me hi aya hai bas ... to alif bay ki zaroorat nahi paregi
lo nahi na ... i know aap ki english bht achi hai ... aap ko to alif bay nahi ati ... aap ne hi to kaha thori deir pehle ...very funny,jaisy k mje eng main parhny main mushkil ho gi,hun
sis wasy he question kia thaHan......
hufff kabhi toe bahir bhi nikla karoo moto
Konca?[DOUBLEPOST=1349696685][/DOUBLEPOST]@Silent Soul mene bhi bech me ek swal pocha tha jee ... sahi jawab dene pe Black & White Television aap ka hojaega ...
Hahaha.......kitna bhi bahar chale jao sakoon to ghar mai he milta hai.hufff kabhi toe bahir bhi nikla karoo moto
acha ye batao last time tum ki pitai kab lagi thi?Konca?[DOUBLEPOST=1349696685][/DOUBLEPOST]
Hahaha.......kitna bhi bahar chale jao sakoon to ghar mai he milta hai.