Du'a Topic Dua

  • Work-from-home

Khwahish

Super Star
Jul 9, 2010
10,367
2,827
1,313
28
Peshawar
Topic: Dua
Al Quran: Jab meray banday app say meray mut'alik Pochain (to keh de jeye) main qareem hon. Jab dua kernay wala dua kerta hai to main dua qabool kerta hon. Pas In co bhi chahye k woh meray hukam co qabool kerain aur mujh per he emaan rakhain ta'k bhalai payen
(Al-Baqrah 186)
Topic: Dua
Al-Quran: Usi (Allah) co pukarna he haq hai. Mushrik jin co us k siwa pukartay hain woh un ke dua qabool nahin ker saktay. (Un ke misal us piyasay ke see hai) jo apnay hath pani ke taraf pheela rakhay taa k woh us ka mu'n tak a pohcnhay magher woh kabhi us k mu'n tak nahi pohcnhay ga isi terhan kafiro'n ke dua bayqar chali jati hai.
(Al-Raad 14)
Topic: Dua
Hadees: Hazrat Nauman Bin Bashir raziallahu anhu say riwayat hai k nabi.e.akram sallahu aleyh wasalam ne fermaya: .
"Dua he ibadat hai"
(Jamia tirmizi 3372 - Sunan Ibn.e.maja 3828)
Topic:Dua
Hadees: Hazrat Salman Farsi raziallahu anhu say riwayat hai k nabi.e.akram sallahu aleyh wasalam ne fermaya:
"Taqdeer co Dua k bagair koi cheez nahi pher sakti aur umer co naiki k siwa koi cheez ziada nahi ker sakti"
(Jamia Tirmizi 2139)
Topic: Dua
Hadees: Hazrat Abu Huraira raziallahu anhu say riwayat hai k nabi,e,rehmat sallahu aleyh wasalam ne fermaya:
"Jo shaks Allah say dua na mangay Allah us say naraz ho jata hai."
(Jamia tirmizi 3373)
Topic: Dua
Hadees: Hazrat Abdullah bin mas'uud raziallahu anhu say riwayat hai k nabi.e.akram sallahu aleyh wasalam tashreef laye. Hazrat abu baker aur hazrat umer raziallahu anhuma bhi app sallahu aleyh wasalam k sath they. Main namaz k baad baitha to Allah ke tareef key phir nabi sallahu aleyh wasalam per durood bheja aur apnay leye dua ke.
Nabi.e.akram sallahu aleyh wasalam ne fermaya
"Jo mangna hai mang, dia jaye ga. Mang dia jaye ga"
(Jamia tirmizi 593)
Topic: Dua
Hadees: Banda apnay Rabb k sab say ziada Qareeb us waqt hota hai jab woh sajda ke halat main hota hai. Tum sajda ke halat main ziada dua kia karo
(Sahih Muslim 482)
Topic: Dua
Hadees: Muslman ke apnay bhai k haq main ke gaye gaye-bana dua qabool hoti hai us k sir per aik farishta muqarar hota he Jab bhi woh apnay bhai k leye dua-e-kher kerta hai to is per muqarar farishta kehta he "Aameen" aur (kehta hai) teray leye bhi is ki misl ho.
(Sahih Muslim 2733)
Topic: Dua
Hadees: Nabi.e.akram sallahu aleyh wasalam ne fermaya:
"Is yaqeen k sath Allah say dua mangu k woh zaroor qabool ho gey. Jan rakho Allah ghafil, khelnay walay ke dua qabool nahi kerta"
(Jamia tirmizi 3479)
Topic: Dua
Hadees: Nabi.e.Rehmat sallahu aleyh wasalam ne fermaya:
"Bayshaq tumhara Rabb haya daar kareem hai. Woh apnay banday say hayaa kerta hai k jab woh hath buland keray to woh hathon co us ke taraf khali loota day"
(Sunan Abu Daud 1488)
Topic: Dua
Hadees: Nabi Akram Sallahu aleyh wasalam ne fermaya
"Jab koi muslman dua kerta hai jis main gunah aur qata rehmi ke baat na ho to Allah 3 baton main se aik zaroor ata fermata hai
1. Dua k mutabiq iski khawahish pori ker de jati hai
2. Ya is ke dua co akhrat k leye zakheera bana dia jata hai
3. Ya dua ke waja say kisi museebat co taal dia jata hai
Sahaba Ikram rizwanullahe aleyhim ajmaeen ne arz kia tab to hum kasrat se dua kerain gaay. Tu Nabi sallahu aleyh waslama ne fermaya
"Allah k khazanay boht ziada hain"
(Masnad Ahmad)
Topic: Dua
Hadees: Hazrat abu zaheer raziallahu anha say riwayat hai k aik raat mai hum Rasool Allah sallahu aleyh wasalam k sath bahir niklay. Hamara guzer Allah k aik banday per hua jo Allah say mang raha tha. Rasool Sallahu aleyh wasalam kharay ho ker is ke dua aur Allah k hazoor main is ka mangna, girgirana sunany lagay. Phir app sallahu aleyh wasalam ne fermaya:
Agher is ne dua ka khatima sahih kia aur muher (stamp) theek lagaye to jo is ne manga iska is ne faisla kera lia."
Hum main say aik nay pocha k " Huzoor sallahu aleyh wasalam sahih khatima aur muher theek laganay ka kia tareeka hai " ?
App sallahu aleyh wasalam ne fermaya:
"Akhir main Aameen keh k dua khatam keray (To agher is ne aisa kia to bus Allah kareem say tay kera lia)
(Sunan Abi Daud)
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK

SUBHAANALLAH JAZAKUMULLAHU WA KHAIRAAN

ALLAH PAK aapko hamesha khush rakhe
aur aapko aise ilm o hidayat se nawaze ke jinke baad kabhi gumrahi na ho
aapko apne shukrguzar aur ibaadatguzar bandon me se kar de Ameen Sum Ameen

Masha'ALLAH dil khush kar diya aap ne is pur noor o mufeed sharing se . . .
 
  • Like
Reactions: Khwahish

Khwahish

Super Star
Jul 9, 2010
10,367
2,827
1,313
28
Peshawar
bohot bohot shukriya :)
and allah hamary sath sath baki sary musalmano ko bi apne shukrguzar aur ibaadatguzar bandon me se kar de Ameen Sum Ameen :)
 
  • Like
Reactions: مسلم
Top