WaQar Collection

  • Work-from-home

Waqar Hussain

M@In ALbela M@I M@sTana
VIP
Aug 12, 2008
26,932
5,548
113
chand k paar
kio khud ko jalaoun nafrat k sholoun se
apne hi zakham ka merham kio na banoun

kio ashk bahaoun firaq mai tere
hijir ki raatoun ki saher kio na banoun
 

Waqar Hussain

M@In ALbela M@I M@sTana
VIP
Aug 12, 2008
26,932
5,548
113
chand k paar

kuch adhore kuch mukamal rishte ........ ye hamare or thumhare rishte.............kuch dheke or andheke rishte...............kuch apne or paray rishte ..............ye hamare or thumhare rishte .........unglio per bante rishte .........dilo se nibhate rishte .........ye rishte buhat ajeeb rishte ............ye hamare or thumhare rishte ...........ye dhuko se dilo k rishte ..........ye pani se badlo k rishte ...........ye aankh se aanswo k rishte ..........ye hamare or thumhare rishte ...............

jese b hain per hain ye apne rishte ..................
 

Waqar Hussain

M@In ALbela M@I M@sTana
VIP
Aug 12, 2008
26,932
5,548
113
chand k paar
Zindagi ki Raah Mein aage Chalte jana har Pal,

Mur ke na dekh Beete hue Pal

Jo Nahin tha Tera Tujhe Nahin mila,

Jo Milgaya Uske Sath Guzaar Apna har pal
 

Waqar Hussain

M@In ALbela M@I M@sTana
VIP
Aug 12, 2008
26,932
5,548
113
chand k paar
Mein Nay Bhi Teri Bewafai Per Tujhay Bhola Diya
Ta-Ajub Hai Kay Mein Kis Kadar Baywaafa Niklaa

Roz Rokta Hoon Magrib Mein Soraaj Ko Jaanay Say
Ankh Lagtay Hi Mashriq Say Har Subaah Niklaa

Lagta Hai Kay Teray Sitam Bholta Ja Raha Hoon
Jo Dekha Apna Zakham To Kuch Bhara Niklaa

Jab Ishq Haqeqat Tha Mera, Tu Nay Jaana Hi Nahi
Ab Arzoo Nahi To Har Shaqs Dilruba Niklaa

Jitnay Bhi Khawab Bonay Sub Us Baywafa Kay Liye
Na Tum Na Ek Khawab Hamara Baa Wafaa Niklaa
 

Waqar Hussain

M@In ALbela M@I M@sTana
VIP
Aug 12, 2008
26,932
5,548
113
chand k paar
MERI KUSHI K LAMHAY IS QADAR MUKHASIR HAIN FARAZ......

K GUZAR JATY HAIN MERY MUSKRANY SY PEHLY.................



MERI HANSI MAIN CHUPY DARD KO MEHSOOS TO KAR "SOINA"

MAIN TO YUNHI HANS HANS KAR KHUD KO SAZA DETA HOUN


AGR TUM USAY NA PA SAKO JISE TUM CHAHTE


HO TO USAY ZARUR PA LENA JO TUMHE CHAHTA


HAI KIU K CHAHNE SE CHAHE JANE KA EHSAS ZYADA


KHUBSURAT HOTA HAI



KISI SE RISHTA GEHRA NA KARNA


BHOL KAR BI ADHURE SAPNE NA SAJANA


ZINDAGI ME KISI SE DIL NA LAGANA KIU K


GEHRE RISHTE ADHURE SAPNE OR DIL AKSAR


TUTJATE HAIN
 

Waqar Hussain

M@In ALbela M@I M@sTana
VIP
Aug 12, 2008
26,932
5,548
113
chand k paar
Too Bhi Kisi Ka Piyar Na Paaye Khuda Karey

Tujh Ko Tera Naseeb Rulaye Khuda Karey
Raaton Mein Tujh Ko Neend Na Aaye Khuda Karey

Too Dar-Ba-Dar Ki Thokarein Khaaye Khuda Karey
Aaye Bahaar Terey Gulistaan Mein Baar Baar

Tujh Par Kabhi Nikhaar Na Aaye Khuda Karey
Meri Tarah Tujhey Bhi Javaani Mein Gham Miley

Tera Na Koyi Saath Nibhaaye Khuda Karey
Manzil Kabhi Bhi Piyar Ki Tujh Ko Na Mil Sakey

Too Bhi Dua Ko Haath Uthaaye Khuda Karey
Tujh Par Shab-E-Wisaal Ki Raatein Haraam Hon

Shammein Jala Jala Ke Bujhaaye Khuda Karey
Ho Jaayein Bad Duaayein Meri Dosto Ghalat

Ab Un Pe Koyi Harf Na Aaye Khuda Karey
 

Waqar Hussain

M@In ALbela M@I M@sTana
VIP
Aug 12, 2008
26,932
5,548
113
chand k paar
Ansoo may nahaye woh eik masoom larki

Kitni khubsurat lag rahi thi us raat may

Us ki Woh udass see bari hohe anhkayen

Kitni khali khali see nazar arahi thi

Sub may aik laga sa chara uska tha

Sub may hoo ker be woh sub may nai thi

Uski khubsorat ankhon may kuch udassi see thi

Uskay ansoo may koi chara nazar ata tha

Dhakta tha woh sub kuch tha uskay pass

Nazar may Dhaka tu kuch be nai tha uskay pass

Woh masoom say chara aur Dard bari ankhanye

Uskay guzaray howay halat bayan kerti thi

Chand be uska dewana nazar ata tha us raat ko

Chand nay be apni roshani de uskay charay ko

Mahfil may sub uskay charay ko dhaktay rahy **

Ankhon ka Dard uski eik kubsurati ki ada ban gaye

Ansoo may nahaye woh eik masoom larki

Kitni khubsurat lag rahi thi us raat may
 
Top