wo shikayatain ya gila karay

  • Work-from-home

dream girl

Khwabon se bahre Naina
VIP
Jul 30, 2008
20,331
11,629
0
ITALY
Wo shikayatain ya gila karay,
Magar aisa Shakhs hua karay,
Jo meray liay hi saja karay,
Mujh se hi baatain kia karay,
Kabhi roay jaey wo be panah,
Kabhi be tahasha udaas ho,
Kabhi chupkay chupkay dabay Qadam,
Meray peechay aa k hansa karay,
Meri Qurbatain meri chahatain,
Wo yaad rakhay Qadam Qadam,
Main taveel safar mein hon agar,
Meri waapsi ki Dua karay,
Wo Shikayatain ya gila karay,
Par aisa shakhs hua karay.....
 
  • Like
Reactions: nrbhayo
Top