good one zee....
Kash...
kash mai koi shair hota
tujh pay aik shock Ghazal kehta
kash mai koi mufassir hota
Teray husn ka aik Falsafa kehta
kash mai koi mussavir hota
Tere tasveer ko Taj mahal kehta
kash mai Tera Che-hakta Anchal hota
Sada Teray Sath mai lehrata
Kash mai koi Darya Hota
Chu kar teray Haseen paoon behta
Kash mai Neela Badal hota
tujh ko har pal dekhta rehta
Kash Mai Hawaon ka jhuka Hota
Har Pal Teray Ang Ang mai rehta
Kash mai koi Aashiq hota
Tereay Ishq mai Dobaa Rehta
kia karoon aisaa kuch bhi tu nahi hai
shayad Mujhay tu hasil ju nahi hai
ye raha new image
e
Teri Bargah Mein Ay Khuda, Junhi Sar Ko Maine Jukha Diya,ye raha new image
e
tum duur they to kya hua, tum milgae to kya hua,ye raha new image
e
ye raha new image
e
Jab Door Ufaq Per Laali Hoye rha image
zabardast MASHAALLAH
Teri Bargah Mein Ay Khuda, Junhi Sar Ko Maine Jukha Diya,
Usi Waqt Teri Khudayi Ne, Mujhe pastiyon Se Utha Diya,
Main Zaleel Tha Main Haqeer Tha, Tere Dar ka Aik Faqeer Tha,
Tu Ne Aik Hi Sajday Mein, Mujhe Kya Se Kya Bana Diya,
Rag-e-Jaan Se Bhi Tu Qareeb hai,Tu Hi Likhta Sab K Naseeb Hai,
Jisay Chaha Pal Mein Utha Diya, Jisay Chaha Pal MeinGira Diya…..!!!!
very nice
tum duur they to kya hua, tum milgae to kya hua,
veeraniya kam na hui, tanha tha me tanha raha...
ek aas thi, tum aogi, to zindagi khiljaegi
ek bar dekhogey idher to roshni miljaegi,
jab agae, to kya hua, ankhein meri jalti rahi,
or dil mera bujhta gaya...
tum duur they to kya hua, tum milgae to kya hua,
veeraniya kam na hui, tanha tha me tanha raha...
Suraj ko dafnanay ayeye raha new image
e