Zindgi ko samaaj kay mustamal hawaloon kay sath karo gay to yah tumharay daman main phool kalyaan rakh day gi.
Apni marzi ka jina chaho gay to tumharay paoon zaein par nahain aanay day gi.
Allah aur Rasool kay tabay’farfan raho gay to rooh main golab-o-umbar otar aa’ein gay aur qaboliat kay saray darwazay khul jaein gay likin naizay ki anni moqadar tehray gi ta'hum shahidoon ki saff main shamil ho kar na’seraf zindah raho gay balkah apnay Allah kay haan say khair ka rizq bhi hasal karo ga.