nice dress db . shukar hai yaar tum ne boys ki izzat rakh li {(oh0(} ub dekho aaj main jata hon medan mainakhir kar sb ka intezaar khatam hua boyz mai akhir phele maine hi share kar diya as usal fast service huh
is ka colour choclate brown hai par yahan light ki wajah sai colour dim a raha hai mobile sai li hi pic
waise kise ko pasand nahe aya yai par jo cheez mujhe pasand a jaye wo kise ko aye na nahe mai care nahe karta
khair mujhe acha laga