Awww ye jhoota ilzam hai bro , main koi tung nahin krta iskobhai almost sab karte hai {(upset)}
likin yeh X kuch zyada hi esko aap samjao
tume maine chance hi nhi diya kaise tang karoge
aur ab agar tang karne ka socha bhi tou tumhari baato mai nhi aani
Hehe ji nahin krna chahta to main kr skta tha, laikin mujhe taras agaya tum pe
Hehe don't worry, ab to tum ko pata chal gaya ab nahin karon ga, kisi din surprise don ga