Asalam o alikum to all muslims
Muslim sahi kaha.......
aap to shayed bahut barry muhaqiq hain aor shayed aap ko arabic pe bhi mukamal aboor hay k quran aor hadees ko asaani se perh lety hain aor os ko khud samajh k os se khud hi masayel bhi akhaz kar lety hain bina ksi imam ki madad liye beghair
lakin meri itni heseyat nahi hay aor na hi mujhy arabic aati hay k mien quran ki ayaat ka tarjuma kar saku aor os ko samajh k khud masayel akhaz kar saku.........................
aor agar aap ye samjhty hain k islam k bigarrh mien sab se bara kirdar muqalideen( HANFI, HAMBLI, SHAAFI AOR MALAKI) ne pahunchaya hay to bahut achy. mujhy es se koi problem nahin hay ye aap ki apni tehqeeq hay..
bas apni es baat pe pakky qayem rehna k muqalideen( HANFI, HAMBLI, SHAAFI AOR MALAKI) ne islam k bigarrh mian sab se barra kirdar ada kiya...
mr fahad mera ab bhi yehi sawal hay k sirf aor sirf rafa yaden pe hi itna zoor kyun????????
ya to rafa yaden k beghair nimaz na hoti ho to phir aap ka zoor dena banta hay to kiya aap yehi samjhty hain k rafa yaden k beghair nimaz nahin hoti?????