Meri Daastan-e-safar

  • Work-from-home

Atif-adi

-{عادي}-{Adi}-
VIP
Oct 1, 2009
34,469
21,486
1,313
Sharjah, U.A.E
- MERI DAASTAN-E-SAFAR -
Day: 8
is din humara madine ki ziyarato ka tey hua tha, subha 7 baje hum nikal pare or in makamat ki ziayarate naseeb hui.​
Jabel-e- uhad
Janat ul baqi
Masjid-e-qiblatain
Masjid-e-quba
jabel-e-uhad ka manzar
jabel-e-uhad ka manzar or 70 shaheed sahaba R.A karam ke roze mubarak char diwari me dikh rahe hain
jabel-e-uhad per humari ek tasweer
jabel-e-uhad ka manzar
masjid-e-qiblatein me dakhil hote hue
masjid-e-qiblatein ka khoobsurat fanoos, bait-ul-mukadas ki taraf jo pehle qibla tha us ki direction uper dikh rai hai
masjid-e-qiblatein me nafil namaz perne k bad masjid ke bahar humari tasweer

masjid-e-quba
masjid-e-quba k piche ka manzar
janat-ul-baqi
janat-ul-baqi

-----------------------------------------------------------
Day:9
Is din mene apne dosto or family members k lie shoping ki mom k sath jis me madine k khajoor me ne lie.​
-----------------------------------------------------------
 
Atif-adi

-{عادي}-{Adi}-
VIP
Oct 1, 2009
34,469
21,486
1,313
Sharjah, U.A.E
-----------------------------------------------------------
Day : 10
Subha sawere fajar ki namaz k bad TM k 3 members nasir bhai (saviou), arshad bhai (dawn)or naveed (muslim) se mulaqat hui, han la k meri tabiyat buhat na saaz thi body pain flu or fever tha phir bhi in dosto se milne k lie bekarar tha, me ne arshad bhai ko to buhat pehle dekha tha jab sajid bhai (hansmukh) ne share ki thi ek pic, kher mashallah jesa tasawur kia tha us se kai ber k paya un logo ko, fajar se jumme ki namaz tak me sath hi tha in logo k. Phir nashta or dopeher ka khana bhi sab ne sath kia, mashallah buhat si batein hui nasir bhai or arshad bhai dono hi se, naveed (muslim) se kam is lie hui k wo hum sab se umer me chote hain or buhat sharmeela bhi. buhat kam baat kerte hain, ya shayad apne bare bhai (nasir bhai) ke ehtram se khamosh they. per Nasir bhai or arshad bhai k sath buhat acha waqt guzra, in logo ki khas bat ye thi k ye log humare hi culture k hain matlab k Hyderabad se talluk hai in ka bhi or humara bhi, isi waja se humare walid sahab ko bhi in dosto se mil ker behad khushi hui. Kher asar k bad hum gher pe agae or wo log. Bhi apne gher rawana hogaye, bht khushi hoti k kese ajnabi log dost ban jate hain or wo bhi itne ache k sajid bhai jese apna her waqt yaha tak office ka time bhi sath spend kerein, ya phir nasir bhai or arshad bhai jese bhi, jo apna ek hi chutti ka din bhi kurban ker k 450 km duur se safar ker k ek dost se milne aye.bht hi muhabbat mili in dosto se, mecca or madina me. Or dono ne hi mujhe kuch kitabo k tohfe die hain, sajid bhai ne bait ullah ki tareeq ki kitab di jo buhat hi umda hai jaha tak mene pari hai. or is k ilawa kuch sher-o-shayeri ki kitabein di, jab k nasir bhai ne kuch deeni kitabo se hume nawaza inshallah un ka mutallah ker k buhat kuch seekhne ko milega. kher kal humara akhri din hai madina k is mubarak sheher me.phir parso rawangi thi sharjah k lie.​
(nasir bhai ki tasweer crop kerdi hai un ki request per, ager ap ko unki puri tasweer dekhni ho to ap nasir bhai se request ker sakte hain :D :p )
TM k members nasir bhai, arshad bhai or naveed ke sath humari ek tasweer
humare ulte hath per nasir bhai hain jin ki pic crop ki hai humne. or seedhe hath per naveed. or right corner per arshad bhai hain.
masjid-ul-nabwi ka ek dilkash manzar
masjid-ul-nabwi ka ek dilkash manzar
masjid-ul-nabwi jate raste ka ek dilkush manzar

Day:11
Akhri din hume moka mila riyaz-e-jannah pe nafile ada kerne ka, kaha jata K ye zameen per jannat ka ek tukra hai, ye ap (S.A.W) k roze k sath hi hai, kyu k buhat se log khwahish rakhte hain us jaga per namaz perne ki to is lie waha moka buhat hi mushkil se milta hai, per ye moka alhumdilillah hume mil hi gaya.​
Isha ki namaz k bad hum log gher laut ae bas ab ek fajar ki namaz thi jo humne masjid ul nabwi me parni thi or ek akhri alwida kyu k na jane phir zindagi rahe na rahe or is pak-o-muqadas masjid me sajde kerne ka moka mile na mile...​
riyaz-ul-janna per namaz perne ki bhed
masjid-ul-nabwi me maderssa
masjid-ul-nabwi me maderssa
raat k waqt masjid-ul-nabwi ka ek khoobsurat manzar

Day:12
Subha savere hi humara khafila nikal para, takreeban 600 km se bhi ziyada safar tey kerna tha riyadh sheher k lie jo humari agli manzil thi, is tarha hum log dilkush sehrao k nazare dekhte hue nikal pare manzil ki oor.​
5:50 pm saudia ka time hua hai, or hum log buraydah sheher jaha per nasir bhai or arshad bhai rehte hain us area me puhanche hain, riyadh city ab bhi takreeban 350 km duur tha, der hone ki waja ye thi k humari bus ka tire kharab hogaya tha or us k pichle tire ka break system bhi, kamal ki bat ye hai k nasir bhai jab hum se mil ker ghar ja rahe they to isi rastey per un ki car me bhi tire kharab hua tha per alhumdullilah Allah taala k karam se kisi ko bhi koi nuksan nai hua wo kher kheriyat se puhanch gae they, kher ab agla stop shayad riyadh city ho jis per hum log isha ki namaz k waqt shayad puhanch jaein.​
Isha ki namaz hum ne riyadh me pari phir waha se khana khane k bad takreeban 10 baje nikal gae waha se.​
madinah sheher se buraydah jate hue raste me anookhe pather or pahar.
buraydah ka ek patrol pump
riyadh ka ek patrol pump

Day : 13
fajar tak hum log saudia ki border per they.or phir abu dhabi ki border per yaha saman or passport check ho raha tha.​
Kher dopeher k 3 baje hum log sharjah puhanche. Or behad thak bhi gae they kyu k bus 6 ghante se zada chali thi bina kisi makam per ruke. Kher ye thi humari daastan-e-safar. Jo 13 dino per mushtamil thi.​
abu dhabi or saudia ko connect kerti hui sila road
wapsi jate waqt ka rasta, tire kharab hone ka hadsa jaha pesh aya wo bhi saaf wazeh hai is nakshe me
Allah tallah se yehi dua hai k Allah hume apne dar per phir se bulae, ta k hum or sahi dhung se or dil se, or berh ker ibadat ker sake, or yehi dua hai k Allah tallah tamam musalmano ko ye sa’adat naseeb kare ameen.
umeed hai ap sab ne ye humari dastaan-e-safar enjoy kia hoga.
keep smiling n stay blessed

Wasif Safi

!!pRaISe D CReAtOr!!
Banned
Oct 1, 2009
14,987
4,810
513
Hyderabad, India
Masha'ALLAH Umrah bohot mubarak ho bro, ALLAH khabool kare aapka Umrah Ameen:)

Aur bohot ache se aapne aapki saari dastan sunai hai maine shuruaat se to nahi parhi per saari pics dekhi hai bohot khoob :)
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
:oops: :oops: kitney din tak lag raha tha k bus mai hi hai aur bus chal rhi hai:eek: 13 days ka safer phir tou thakawat bhi dair sey hi door hoi ho gi:rolleyes:
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar

Ameen summa ameen
well Iam sorry pura saffar nai read kersake sewae eske but just photos review kiye...
Allah aapke ibadat aur ummrah kabool kare Ameen..
aur wakiye her ek muslim ko hajj ki sadat aur es serzameen ko dekhne ki khwahish hai aur mujhay bhi Allah hum subko ko es mubarak serzameen ka deedar naseeb kare.. Ameen.. thanks for sharing... :)
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

ShyPrincess

Iz Perfectly Imperfect :)
TM Star
Oct 29, 2012
3,488
3,520
1,313
TX
MashAllah @Atif-adi bhaiya bahot acha laga aap ka safr perh k :)
Allah ta'ala hum subko bhi Hajj o Umra ki sa'adat naseeb fermaye (aameen)

Bahot pyaara mazer hai her pic mein ..bahot achay se bayan kia aisa laga jese mein such me wahan maujood hon :) JazakAllah khair!
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
-----------------------------------------------------------
Day : 10
Subha sawere fajar ki namaz k bad TM k 3 members nasir bhai (saviou), arshad bhai (dawn)or naveed (muslim) se mulaqat hui, han la k meri tabiyat buhat na saaz thi body pain flu or fever tha phir bhi in dosto se milne k lie bekarar tha, me ne arshad bhai ko to buhat pehle dekha tha jab sajid bhai (hansmukh) ne share ki thi ek pic, kher mashallah jesa tasawur kia tha us se kai ber k paya un logo ko, fajar se jumme ki namaz tak me sath hi tha in logo k. Phir nashta or dopeher ka khana bhi sab ne sath kia, mashallah buhat si batein hui nasir bhai or arshad bhai dono hi se, naveed (muslim) se kam is lie hui k wo hum sab se umer me chote hain or buhat sharmeela bhi. buhat kam baat kerte hain, ya shayad apne bare bhai (nasir bhai) ke ehtram se khamosh they. per Nasir bhai or arshad bhai k sath buhat acha waqt guzra, in logo ki khas bat ye thi k ye log humare hi culture k hain matlab k Hyderabad se talluk hai in ka bhi or humara bhi, isi waja se humare walid sahab ko bhi in dosto se mil ker behad khushi hui. Kher asar k bad hum gher pe agae or wo log. Bhi apne gher rawana hogaye, bht khushi hoti k kese ajnabi log dost ban jate hain or wo bhi itne ache k sajid bhai jese apna her waqt yaha tak office ka time bhi sath spend kerein, ya phir nasir bhai or arshad bhai jese bhi, jo apna ek hi chutti ka din bhi kurban ker k 450 km duur se safar ker k ek dost se milne aye.bht hi muhabbat mili in dosto se, mecca or madina me. Or dono ne hi mujhe kuch kitabo k tohfe die hain, sajid bhai ne bait ullah ki tareeq ki kitab di jo buhat hi umda hai jaha tak mene pari hai. or is k ilawa kuch sher-o-shayeri ki kitabein di, jab k nasir bhai ne kuch deeni kitabo se hume nawaza inshallah un ka mutallah ker k buhat kuch seekhne ko milega. kher kal humara akhri din hai madina k is mubarak sheher me.phir parso rawangi thi sharjah k lie.​
(nasir bhai ki tasweer crop kerdi hai un ki request per, ager ap ko unki puri tasweer dekhni ho to ap nasir bhai se request ker sakte hain :D :p )
TM k members nasir bhai, arshad bhai or naveed ke sath humari ek tasweer
humare ulte hath per nasir bhai hain jin ki pic crop ki hai humne. or seedhe hath per naveed. or right corner per arshad bhai hain.
masjid-ul-nabwi ka ek dilkash manzar
masjid-ul-nabwi ka ek dilkash manzar
masjid-ul-nabwi jate raste ka ek dilkush manzar
-----------------------------------------------------------
Day:11
Akhri din hume moka mila riyaz-e-jannah pe nafile ada kerne ka, kaha jata K ye zameen per jannat ka ek tukra hai, ye ap (S.A.W) k roze k sath hi hai, kyu k buhat se log khwahish rakhte hain us jaga per namaz perne ki to is lie waha moka buhat hi mushkil se milta hai, per ye moka alhumdilillah hume mil hi gaya.​
Isha ki namaz k bad hum log gher laut ae bas ab ek fajar ki namaz thi jo humne masjid ul nabwi me parni thi or ek akhri alwida kyu k na jane phir zindagi rahe na rahe or is pak-o-muqadas masjid me sajde kerne ka moka mile na mile...​
riyaz-ul-janna per namaz perne ki bhed
masjid-ul-nabwi me maderssa
masjid-ul-nabwi me maderssa
raat k waqt masjid-ul-nabwi ka ek khoobsurat manzar
-----------------------------------------------------------
Day:12
Subha savere hi humara khafila nikal para, takreeban 600 km se bhi ziyada safar tey kerna tha riyadh sheher k lie jo humari agli manzil thi, is tarha hum log dilkush sehrao k nazare dekhte hue nikal pare manzil ki oor.​
5:50 pm saudia ka time hua hai, or hum log buraydah sheher jaha per nasir bhai or arshad bhai rehte hain us area me puhanche hain, riyadh city ab bhi takreeban 350 km duur tha, der hone ki waja ye thi k humari bus ka tire kharab hogaya tha or us k pichle tire ka break system bhi, kamal ki bat ye hai k nasir bhai jab hum se mil ker ghar ja rahe they to isi rastey per un ki car me bhi tire kharab hua tha per alhumdullilah Allah taala k karam se kisi ko bhi koi nuksan nai hua wo kher kheriyat se puhanch gae they, kher ab agla stop shayad riyadh city ho jis per hum log isha ki namaz k waqt shayad puhanch jaein.​
Isha ki namaz hum ne riyadh me pari phir waha se khana khane k bad takreeban 10 baje nikal gae waha se.​
madinah sheher se buraydah jate hue raste me anookhe pather or pahar.
buraydah ka ek patrol pump
riyadh ka ek patrol pump
-----------------------------------------------------------
Day : 13
fajar tak hum log saudia ki border per they.or phir abu dhabi ki border per yaha saman or passport check ho raha tha.​
Kher dopeher k 3 baje hum log sharjah puhanche. Or behad thak bhi gae they kyu k bus 6 ghante se zada chali thi bina kisi makam per ruke. Kher ye thi humari daastan-e-safar. Jo 13 dino per mushtamil thi.​
abu dhabi or saudia ko connect kerti hui sila road
wapsi jate waqt ka rasta, tire kharab hone ka hadsa jaha pesh aya wo bhi saaf wazeh hai is nakshe me
Allah tallah se yehi dua hai k Allah hume apne dar per phir se bulae, ta k hum or sahi dhung se or dil se, or berh ker ibadat ker sake, or yehi dua hai k Allah tallah tamam musalmano ko ye sa’adat naseeb kare ameen.
umeed hai ap sab ne ye humari dastaan-e-safar enjoy kia hoga.
keep smiling n stay blessed
-----------------------------------------------------------

muje b bht khushi hui bhai apse apke bhai aur apke walid sahab se milke
mera salam kehna apke walid sahab aur bhai sahab ko
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

piya

Newbie
Jul 21, 2011
992
672
243
Istanbul
Masha'ALLAH Umrah bohot mubarak ho Adi Freind, ALLAH khabool kare u koUmrah Ameen:)

U ki dastan slowly slowly read karoon gi..:)
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

MSC

!t'z N3v@ L@t3
Hot Shot
Nov 23, 2009
29,951
11,674
1,113
Jheel se ankho mei...
MashaALLAH
bht khobsorat pix aur interesting jaga bhi
Allah Talla Sab Musalmano ko es muqadas jaga mei jane k sa'ddat Naseeb farmayen.... Aur app sab k ibadat aur duae Qabool farmayen! Ameen
JazakALLAH khair @Atif-adi
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
-----------------------------------------------------------
Day : 10
Subha sawere fajar ki namaz k bad TM k 3 members nasir bhai (saviou), arshad bhai (dawn)or naveed (muslim) se mulaqat hui, han la k meri tabiyat buhat na saaz thi body pain flu or fever tha phir bhi in dosto se milne k lie bekarar tha, me ne arshad bhai ko to buhat pehle dekha tha jab sajid bhai (hansmukh) ne share ki thi ek pic, kher mashallah jesa tasawur kia tha us se kai ber k paya un logo ko, fajar se jumme ki namaz tak me sath hi tha in logo k. Phir nashta or dopeher ka khana bhi sab ne sath kia, mashallah buhat si batein hui nasir bhai or arshad bhai dono hi se, naveed (muslim) se kam is lie hui k wo hum sab se umer me chote hain or buhat sharmeela bhi. buhat kam baat kerte hain, ya shayad apne bare bhai (nasir bhai) ke ehtram se khamosh they. per Nasir bhai or arshad bhai k sath buhat acha waqt guzra, in logo ki khas bat ye thi k ye log humare hi culture k hain matlab k Hyderabad se talluk hai in ka bhi or humara bhi, isi waja se humare walid sahab ko bhi in dosto se mil ker behad khushi hui. Kher asar k bad hum gher pe agae or wo log. Bhi apne gher rawana hogaye, bht khushi hoti k kese ajnabi log dost ban jate hain or wo bhi itne ache k sajid bhai jese apna her waqt yaha tak office ka time bhi sath spend kerein, ya phir nasir bhai or arshad bhai jese bhi, jo apna ek hi chutti ka din bhi kurban ker k 450 km duur se safar ker k ek dost se milne aye.bht hi muhabbat mili in dosto se, mecca or madina me. Or dono ne hi mujhe kuch kitabo k tohfe die hain, sajid bhai ne bait ullah ki tareeq ki kitab di jo buhat hi umda hai jaha tak mene pari hai. or is k ilawa kuch sher-o-shayeri ki kitabein di, jab k nasir bhai ne kuch deeni kitabo se hume nawaza inshallah un ka mutallah ker k buhat kuch seekhne ko milega. kher kal humara akhri din hai madina k is mubarak sheher me.phir parso rawangi thi sharjah k lie.​
(nasir bhai ki tasweer crop kerdi hai un ki request per, ager ap ko unki puri tasweer dekhni ho to ap nasir bhai se request ker sakte hain :D :p )
TM k members nasir bhai, arshad bhai or naveed ke sath humari ek tasweer
humare ulte hath per nasir bhai hain jin ki pic crop ki hai humne. or seedhe hath per naveed. or right corner per arshad bhai hain.
masjid-ul-nabwi ka ek dilkash manzar
masjid-ul-nabwi ka ek dilkash manzar
masjid-ul-nabwi jate raste ka ek dilkush manzar
-----------------------------------------------------------
Day:11
Akhri din hume moka mila riyaz-e-jannah pe nafile ada kerne ka, kaha jata K ye zameen per jannat ka ek tukra hai, ye ap (S.A.W) k roze k sath hi hai, kyu k buhat se log khwahish rakhte hain us jaga per namaz perne ki to is lie waha moka buhat hi mushkil se milta hai, per ye moka alhumdilillah hume mil hi gaya.​
Isha ki namaz k bad hum log gher laut ae bas ab ek fajar ki namaz thi jo humne masjid ul nabwi me parni thi or ek akhri alwida kyu k na jane phir zindagi rahe na rahe or is pak-o-muqadas masjid me sajde kerne ka moka mile na mile...​
riyaz-ul-janna per namaz perne ki bhed
masjid-ul-nabwi me maderssa
masjid-ul-nabwi me maderssa
raat k waqt masjid-ul-nabwi ka ek khoobsurat manzar
-----------------------------------------------------------
Day:12
Subha savere hi humara khafila nikal para, takreeban 600 km se bhi ziyada safar tey kerna tha riyadh sheher k lie jo humari agli manzil thi, is tarha hum log dilkush sehrao k nazare dekhte hue nikal pare manzil ki oor.​
5:50 pm saudia ka time hua hai, or hum log buraydah sheher jaha per nasir bhai or arshad bhai rehte hain us area me puhanche hain, riyadh city ab bhi takreeban 350 km duur tha, der hone ki waja ye thi k humari bus ka tire kharab hogaya tha or us k pichle tire ka break system bhi, kamal ki bat ye hai k nasir bhai jab hum se mil ker ghar ja rahe they to isi rastey per un ki car me bhi tire kharab hua tha per alhumdullilah Allah taala k karam se kisi ko bhi koi nuksan nai hua wo kher kheriyat se puhanch gae they, kher ab agla stop shayad riyadh city ho jis per hum log isha ki namaz k waqt shayad puhanch jaein.​
Isha ki namaz hum ne riyadh me pari phir waha se khana khane k bad takreeban 10 baje nikal gae waha se.​
madinah sheher se buraydah jate hue raste me anookhe pather or pahar.
buraydah ka ek patrol pump
riyadh ka ek patrol pump
-----------------------------------------------------------
Day : 13
fajar tak hum log saudia ki border per they.or phir abu dhabi ki border per yaha saman or passport check ho raha tha.​
Kher dopeher k 3 baje hum log sharjah puhanche. Or behad thak bhi gae they kyu k bus 6 ghante se zada chali thi bina kisi makam per ruke. Kher ye thi humari daastan-e-safar. Jo 13 dino per mushtamil thi.​
abu dhabi or saudia ko connect kerti hui sila road
wapsi jate waqt ka rasta, tire kharab hone ka hadsa jaha pesh aya wo bhi saaf wazeh hai is nakshe me
Allah tallah se yehi dua hai k Allah hume apne dar per phir se bulae, ta k hum or sahi dhung se or dil se, or berh ker ibadat ker sake, or yehi dua hai k Allah tallah tamam musalmano ko ye sa’adat naseeb kare ameen.
umeed hai ap sab ne ye humari dastaan-e-safar enjoy kia hoga.
keep smiling n stay blessed
-----------------------------------------------------------
Ma Sha Allah :)
Jee hame bhi bohot khushi huyi aap se milkar
aur ye aapas ki khuloos Mohabbat hi hai jo hame net ki dunia se nikal kar haqeeqi dunia me laa mila diya
umeed hai phir aisi kisi mauqe par apse mulaqat ho aur aap ke Walidain ko hamara salam kahiyega

Jazak Allah :)
 
Top