Meri Daastan-e-safar

  • Work-from-home

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
MERI DAASTAN-E-SAFAR
- MAP -
ye rasta tha jo hum ne tey kia, jaate waqt.jo k takreeban 2100 km ka safar tha.
Day :1
ek ajeeb si khushi or muskurahat le ker gher se me chal dia, ye khushi thi mujhe mere Allah ke gher jane ki, chun ke me bht safar pehle ker chuka hun, is lie mujhe is safar me kuch alag sa ehsas mehsus ho raha tha, wo ehsas kya tha, kyu tha, kise pata... Bas jo bhi ehsas tha jo bhi jazbaat they bht hi mukhtalif they.​
Umrah k lie bus me bethe intezar me tha, asar ki namaz k bad ka waqt tha or humara kafila safar k lie nikal para.apne sheher k logo ko dekh raha tha bus ki khirki se. Sab apne apne kam me masruf dikhe, Laga jese k me kitna khush kismat hun k aj me apne sab kam bhol ker sirf ek adna insan ban k ja raha hun, jis k daman me apne rab k lie koi ache amal nai, phir bhi uske dar per chal para hun. Dil me bas ek hi dua aa rahi thi, aey Allah mere umrah ko kobool ata farmadena, me tere dar pe ek esa fakir hun jis k pas koi pyala nai, per mangne k lie bht kuch hai.​
Raat ka waqt takreeban 9, bus abu dhabi k ek sunsan sehra me khule ek chote se dhabey per ruki jahan namaz ka bhi intezam tha or pet ka sahara bhi, kuch halki phulki ghiza khane k bad me wapis bus me betha hun, agla stop hoga UAE / Saudia ki border ka jo k is jaga se 250 km se zada k fasle per tha, me is doran khwabo ki dunia me jane ka irada ker chuka tha...​
1:15 am or hum ab saudia me hain border or check post per.kyu k khula medan tha duur tak na koi emarat na koi pahar is lie bht thand thi.​
3:30 baje ka waqt hai, bus k bahar jane ki himmat hi nahi ho rahi thi, kyu k hawa bht thandi or tez chal rahi thi. is doran mera rapta raha sajid bhai (hansmukh bhai) se or un ki prediction bhi yehi thi k humara khafila fajar k waqt hi puhanchega makkah me.​
-----------------------------------------------------------
Day 2:
subha ki tez roshni se meri ankh khuli , 8 baje ka waqt tha or safed rait hi rait thi dur tak abadi ka naam nai tha. Ye area qatar ki border se thora niche saudia ka tha.​
Takreeban 1:30 baje hum riyadh ke ek patrol pump per ruke hain, namaz parne ke bad waha k ek resturant se mandi ( arabic biryani ) khai, ab hum yaha se phir chal pare hain taif ki or jaha meekat se ehram pehna jata hai,​
waqt hai takreeban 4:30 pm, yaha raste me ek ajeeb si bat dekhi yaha ke jo pahar they wo tarashe hue they, ese lagta tha paharo ko tarash. Kr kuch banane ki koshish ki hogi kisi waqt me. mere zehen me ek hi bat ai "jaha me hai ibrat ke har su namone, magar tuihko andha kia rung-o-bo ne, kabhi ghor se bui ye dekha hai tu ne, jo mamoor they wo mehal ab hai soone"​
Guide k mutabik wo kehta tha k yaha pehle samandar hua kerta tha jab dunia bani thi is lie ese nishan bangae hain, kise pata hakeekat siwae Allah ke kyu k mene bhi is bare me nahi suna tha.​
Kher kafi ghanto k safar k bad hum log meekat per puhanch gae they, ye wo hudood hai jis se ap ko ehram pehna perta hai, ehram pehne k bad hum log rawana hogae masjid ul haram ki taraf.​

to be continued...
kal hum or kuch dino ki dastaan bayan karenge with pics
kal hum bayan karenge humara umrah ka tajurba kesa raha.​
ye total 13 dino ki baat hai jo hum share karenge ahista ahista, or mazeed pics bhi share karenge or TM k 4 members se humari mulakat ka kissa bhi isi me bayan karenge with pics so stay tuned.​
Masha'allah bht hi khubsurat likha hai aapne..:)
n bohat bohat mubarak aapko umrah..:)
hamare liye bhi dua karna tha..:)
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

FaRiShtay BaHaRay

__|eēzå_rØsē__
TM Star
Jul 2, 2012
2,328
2,219
713
29
nØo onĒ cān υnderѕтand мeн

mashallah......adi.very good.
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

Atif-adi

-{عادي}-{Adi}-
VIP
Oct 1, 2009
34,469
21,486
1,313
Sharjah, U.A.E
-----------------------------------------------------------
MERI DAASTAN-E-SAFAR
Day :3
Haram puhanch ker meri sab se pehli nazar pari mekkah tower ki clock per jo fajar ka waqt bata rai thi, jise dekh ker hi mere dil se "MASHALLAH" nikal gaya...​
fajar ki namaz k bad umrah shuru kerne se pehle makkah tower ka ek dilkash manzar
Allah tallah ne hume moka bhi dia to fajar ka apne gher ko dekhne k lie, bar haal hum logo ne fajar ki namaz per k tawaf k lie mataaf ki or chal die, waha ja k jese hi bait-u-allah per nazar pari to jitni duaein thi sab k lie mangte raha bina nazar hatae, kyu k kehte hain k pehli jhalak bait-ul-ullah per pare or jo dua dil se nikle wo kobool hojati hai, chunachey mene apni family or tamam apne musalman behen bhaio k kie dua ki apne mulk k lie or sab dosto k lie jitne bhi yad ate gae. Us k bad walida ko wheel chair per umrah karaya, ek ajeeb c rehmat bhi thi ek ajeeb sa khauf bhi tha yawaf k doran k hum Allah k gher me hain or kitne gunehgar hain, bas yehi dua hai k Allah humara umrah kobool ata farmade.​
(bait-ul-Allah per pehli nazar)​
Kher tawaf k bad safa marwa ki taraf walida ko wheelchair per jab ja raha tha to meri nazar zam zam k coolers per parhi, mene jese hi ek glass pia to dil se le ker rooh tak bht sukoon mila jitne bhi ap mashroob pi le chahe jitni bhi soft drink ya or kuch per zam zam pani pine ki jo baat hai wo kisi me nai aati.​
Ab tawaf k bad hum bahar agae or bal katwa ker gher ki or chal die chun k construction ka kam jari hai haram me to kafi sari buildings tor di hai jis ki waja se saloon kaafi dur mila. Phir naha ker jab gher me thak k leta hun to khayal aya k hum kese hain sirf bus me safar kia or wheel chair per umrah karaya walida ka or thak gae or wo kese log hunge jo milo ka safar pedal ker k atey they Allah k gher, beshak Allah ki raza k lie musalmano me ek jazba hota hai, jo waqti tor per chup jata hai per jab ap kisi hajj ya umrah kerte burho ko dekhenge tab ap samjhenge us jazbe ko...​
safa-marwa

Day: 4
Is din meri mulakat TM ki jani mani hasti or staff member jo reh chuke hain, her dil aziz or mere bare bhai jese sajid bhai ( Hansmukh ) se hui. In k bare me bayan karunga to ye thread kam per jaegi, bas itna hi kahunga jesa suna tha us se kai guna ber k wo ache insan hai or bht hi muhabbat o khuloos wale or saaf dil k malik hai, esa laga hi nai k hum pehli bar mil rahe hain, laga jese bht salo purani jan pehchan hai. Sajid bhai ne be inteha humari waha madad ki or bht sath dia Allah unko khush rakhe, ese insan se makkah jese sheher me milna jaha hr dosra shaks rokha mizaj ho waha sajid bhai jese insan se milna meri khush naseebi thi. Na sirf mujhe bul k sajid bhai se milker mere walid or walida bhi bht khush hue.sajid bhai ka beta bhi mashallah se bht pyara hai or shararti bhi bikul mere bhatije ki tarha.​
sajid bhai or humari pehli mulakat ziyarat se pehle
Hafte ka din zayarat ka tey hua tha to hum sab subha 7:00 baje sajid bhai or un k bete ahmed se mukhtasir mulakat k bad ziyarat ko nikal pare waha per humne ziyarat ki in makamat ki.​
Jabele soor
Masjide nimra
medan arafat
Jabele rehma
Jabele noor/ ghare hira
Masjid jin
Masjid fatha
Ye chand makamat ki ziyarat naseeb hui. Per kisi bhi pahar ki charai na ker saka kyu k khafile walo k pas waqt kam tha. Siwae jable rehma k.​
jabl-e-soor
jable soor ki charai kerte log white color k dikh rahe hain red circle k ander ghor karien.
jable rehmat
jabl-e-rehmat kuch dosto k sath jo humare khafile me they
jabl-e-noor (ghar-e-hira)
jabl-e-noor ki charai kerte log white color k dikh rahe hain red circle k ander ghor karien
masjid-e-nimra
fire proof tents for haji
fire proof tent or 3 shetan
din ke waqt makkah tower ka dilkash manzar
isi ziyarato k doran meri call pr bat hui nasir bhai ( saviou ) or arshad bhai se hui, jo TM ki jani mani shakhsiyat hai, or tey hua k jumme k din madina me mulakat hojaegi.​
Waha se wapsi humari zuhar tak hogai jo hum ne haram shareef me pari, waha se aker sajid bhai se tafseelan bat hui. or sajid bhai ne hi hume lunch kerwaya.hum sab ne humari family or sajid bhai sab ne sath me lunch kia.​
sajid bhai or humari pehli mulakat ziyarat ke bad
to be continued...
kal hum or kuch dino ki dastaan bayan karenge with pics
kal hum bayan karenge humara dosra umrah jo humne apni khala k lie kia jin ki abhi recently death hui thi.or sajid bhai se mazeed mulakatein jo ki un ki batein bhi.​
ye total 13 dino ki baat hai jo hum share karenge ahista ahista, or mazeed pics bhi share karenge or TM k 4 members se humari mulakat ka kissa bhi isi me bayan karenge with pics so stay tuned.​
 
Fa!th

--> BIRDY ♪♫♩
Hot Shot
Jul 20, 2010
37,229
12,298
1,113
Who Cares....

MASHA'ALLAH meri wish hai k mai jabal e noor pe charun
but INSHA'ALLAH next time ....
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

Tishna-Kaam

Senior Member
Aug 24, 2007
629
319
1,163
wa'alaikum salam

masha ALLAH

ALLAH her kisi ko ye sa'adat naseeb kare ameen suma ameen[DOUBLEPOST=1362230018][/DOUBLEPOST]masha ALLAH
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
MERI DAASTAN-E-SAFAR
- MAP -
ye rasta tha jo hum ne tey kia, jaate waqt.jo k takreeban 2100 km ka safar tha.
Day :1
ek ajeeb si khushi or muskurahat le ker gher se me chal dia, ye khushi thi mujhe mere Allah ke gher jane ki, chun ke me bht safar pehle ker chuka hun, is lie mujhe is safar me kuch alag sa ehsas mehsus ho raha tha, wo ehsas kya tha, kyu tha, kise pata... Bas jo bhi ehsas tha jo bhi jazbaat they bht hi mukhtalif they.​
Umrah k lie bus me bethe intezar me tha, asar ki namaz k bad ka waqt tha or humara kafila safar k lie nikal para.apne sheher k logo ko dekh raha tha bus ki khirki se. Sab apne apne kam me masruf dikhe, Laga jese k me kitna khush kismat hun k aj me apne sab kam bhol ker sirf ek adna insan ban k ja raha hun, jis k daman me apne rab k lie koi ache amal nai, phir bhi uske dar per chal para hun. Dil me bas ek hi dua aa rahi thi, aey Allah mere umrah ko kobool ata farmadena, me tere dar pe ek esa fakir hun jis k pas koi pyala nai, per mangne k lie bht kuch hai.​
Raat ka waqt takreeban 9, bus abu dhabi k ek sunsan sehra me khule ek chote se dhabey per ruki jahan namaz ka bhi intezam tha or pet ka sahara bhi, kuch halki phulki ghiza khane k bad me wapis bus me betha hun, agla stop hoga UAE / Saudia ki border ka jo k is jaga se 250 km se zada k fasle per tha, me is doran khwabo ki dunia me jane ka irada ker chuka tha...​
1:15 am or hum ab saudia me hain border or check post per.kyu k khula medan tha duur tak na koi emarat na koi pahar is lie bht thand thi.​
3:30 baje ka waqt hai, bus k bahar jane ki himmat hi nahi ho rahi thi, kyu k hawa bht thandi or tez chal rahi thi. is doran mera rapta raha sajid bhai (hansmukh bhai) se or un ki prediction bhi yehi thi k humara khafila fajar k waqt hi puhanchega makkah me.​
-----------------------------------------------------------
Day 2:
subha ki tez roshni se meri ankh khuli , 8 baje ka waqt tha or safed rait hi rait thi dur tak abadi ka naam nai tha. Ye area qatar ki border se thora niche saudia ka tha.​
Takreeban 1:30 baje hum riyadh ke ek patrol pump per ruke hain, namaz parne ke bad waha k ek resturant se mandi ( arabic biryani ) khai, ab hum yaha se phir chal pare hain taif ki or jaha meekat se ehram pehna jata hai,​
waqt hai takreeban 4:30 pm, yaha raste me ek ajeeb si bat dekhi yaha ke jo pahar they wo tarashe hue they, ese lagta tha paharo ko tarash. Kr kuch banane ki koshish ki hogi kisi waqt me. mere zehen me ek hi bat ai "jaha me hai ibrat ke har su namone, magar tuihko andha kia rung-o-bo ne, kabhi ghor se bui ye dekha hai tu ne, jo mamoor they wo mehal ab hai soone"​
Guide k mutabik wo kehta tha k yaha pehle samandar hua kerta tha jab dunia bani thi is lie ese nishan bangae hain, kise pata hakeekat siwae Allah ke kyu k mene bhi is bare me nahi suna tha.​
Kher kafi ghanto k safar k bad hum log meekat per puhanch gae they, ye wo hudood hai jis se ap ko ehram pehna perta hai, ehram pehne k bad hum log rawana hogae masjid ul haram ki taraf.​
-----------------------------------------------------------
to be continued...
kal hum or kuch dino ki dastaan bayan karenge with pics
kal hum bayan karenge humara umrah ka tajurba kesa raha.​
ye total 13 dino ki baat hai jo hum share karenge ahista ahista, or mazeed pics bhi share karenge or TM k 4 members se humari mulakat ka kissa bhi isi me bayan karenge with pics so stay tuned.​
Masha'ALLAH ....
ALLAH un sbko bhi umry ki sa'adat naseeb frmaye jinhon ny abhi tk 1 baar b nhin kiya AMEEN.
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

SUBHAANA

Hot Shot
Nov 14, 2009
19,371
8,854
713
Qatar

Mashallah

Boht acha laga jan kar :)
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

Umm-e-ahmad

Super Star
Feb 22, 2010
11,352
5,314
1,313
home
mashallah beautifull sharing
bht maza yaa parh k aur pix bht zabardast hain mashAllah

Top