thora munh kholo kahin.............................jaante ho na tumhare munh ke makeen macchar aur makkhian aa jayengi
RV agar yeh churailon ka parlour hai to phir tum jaise jinn yahan kyun aate ho insaanon ke parlour kyun nahin jaateye churelo ka beauty parlor abi tk band ni hua.............lolx![]()
RV agar yeh churailon ka parlour hai to phir tum jaise jinn yahan kyun aate ho insaanon ke parlour kyun nahin jaate![]()
jee haan jiss main jinnon ke baal kaate jaate hain![]()
tumhari marzi
agar yeh churailon ka parlour hai to baar baar idhar kyun aate ho...............
aur agar tumhain baal katwane hain to main tumhare baal free main kaat dungi kyun ki tum hamari nasal se jo ho![]()
agar bund karna hai to kar do naa
kis ne roka hai aur sahi kaha tum ne ke tumhara shumaar mujh main nahin hota kyun ki main to farishta hun
main tumhain katal kar dungi RV
aur main confuse nahin hun
sirf sach yeh hai ke yeh jo tumhare shaitaani dimagh main baaten aati hain aur tum kehte ho in ka jawab mujh jaisi normal insaan ke paas nahin hai