Ab mujhey tu tum ney batana hey na...ziada sy ziada threads lagayn or jis ko partner bnana chahty hen uski profile py bat kar len ya us sy kahen apko PM kar len
Ab mujhey tu tum ney batana hey na...ziada sy ziada threads lagayn or jis ko partner bnana chahty hen uski profile py bat kar len ya us sy kahen apko PM kar len
woh is liay na k hum soch rahay thay k 3 hissay hon gay to @saviou mohtram , @Shiraz-Khan aur @Hoorain siso k sath jori ban jaey gi... lakin lagta hai k dil k armaan ansooN mein hi beh jaanay hain...100% True koi shak nahi'n,
laikin kaha kyoo'n tha keh mairey hissey kerdo?
woh is liay na k hum soch rahay thay k 3 hissay hon gay to @saviou mohtram , @Shiraz-Khan aur @Hoorain siso k sath jori ban jaey gi... lakin lagta hai k dil k armaan ansooN mein hi beh jaanay hain...
kia andaza ho jaye ga? humm ney tu last year hissa hi nahi'n tha.http://www.tafrehmella.com/threads/tm-logva-hamari-samaj-me-nahi-avat-he-report-by-pk-p-p.275548/
ye or TM contest ky page 4 py baqi sab ka last year dekh len apko andaza ho jay ga
@shehr-e-tanhayi @Lost Passenger @Zombiie @muttalib @Aaidah @Zulfishan @Aaylaaaaa
aap ki iss sust raftaari ka raaz kiya hai?Ab ye tu ziadhti ki baat hey na keh ziyadha post kerney waley ko patner banalo ge tum log tu mujh jaisey kaam chor kko bhi tu ek taiz post kerney wala partner chahiye mai'n tu buhat hi kaam post kerta hoo'n khud hi daikh lo mai'n kab ka member hoo'n aur mairi abhi 1000 post bhu nahi'n hui'n.
kull mila kar kitna weight hua?
i mean apko pta chal jay ga k kesa task milta he kia karna ho ga apko nextkia andaza ho jaye ga? humm ney tu last year hissa hi nahi'n tha.
ohh ham to kuch aur samajh rahe thejee jee zehani lehaaz se.
ya phir elaan e jungfinal?? wesy to ap or @saviou bhai @Shiraz-Khan or @Hoorain hon to kamal ky 4 chand lag jayn hahahahahhaha
arrya bahen se koi naraz bhi hota hai bhala?Nhi mai nhi khel rhi @saviou Bhaiya naraz ho gaey hai shayed mujh sey
shukar hai rooh ka shumar nahi kiya aap nelakin @saviou mohtram raastay mein chor janay ki baat kartay hain...... manzil tak sath dene ka wada kareN to iradaa khud se ban jaaey ga.
waise sachi kahen to hum mazkoora teeno k baghair adhooray hain.... aik dil hai to aik dharkan aur teesra dimagh. ab aap soch k btaaiay koun kiya hai.... inaam milay ga acha waala.
aap logoN b bta saktay hain @saviou @Shiraz-Khan @Hoorain
iss mein humara qasoor to nahi naohh ham to kuch aur samajh rahe the
us ki gunjayesh hai abhishukar hai rooh ka shumar nahi kiya aap ne
bilkulhoooo
@saviou bhai to kabi naraz nahi hoty kisi sy
lagta hai kal se jo hamara samajhne wala amal tha ab aap par asar ho raha haiho gaey hain
kya baat hai yahan to log hame achi tarah samajh rahe hainwoh ghussa pi jatay hain , narazgi hargiz nahi..
abhi check karen aap sab sahi hai converstion honi chahiyeabhi tak conversation nahi hoti meri to kis se baat ho
hum ap per is k jawab mey emotional attack kerne lagey the bt @saviou bro or @Hoorain sis k miskeen sey chehrey samne agaey or aap ka dil rakhne ka way ki respect ker mey zaban band kerli...woh is liay na k hum soch rahay thay k 3 hissay hon gay to @saviou mohtram , @Shiraz-Khan aur @Hoorain siso k sath jori ban jaey gi... lakin lagta hai k dil k armaan ansooN mein hi beh jaanay hain...
wo aap jane or Birdi..ye aur b acha hay muje mhenat nhi krni pregi part le k ,,,
pehle police waley sey bachat ka tehreeri naama likhwalen... apko pata hey mere chotey chotey behen bhai heinme ban jaon apky sath jab nahi hon gy to apka kam kar don gi
Ab itney raz ki baat tum beach maidan mai'n poch rahi ho, khair baat ye hey keh masrofiyet buhat ziyadha hoti hey, mai'n yaha'n ya kisi bhi site per hoo'n tu thread lagata hoo'n posts kam hoti hai'n, ab khud hi daikh lo mairi itni kam post hai'n phir bhi TM per writer tag sirf 2 afrad k pas hey aur ek mai'n hoo'n aur as writer Arts Council of Pakistan (ACP) ka member bhi hoo'n, kyoo'n hey na mazey ki baat ab is baat per mithai khilana hogi...aap ki iss sust raftaari ka raaz kiya hai?
hum to chah kar bhi aap jaise nahi ho saktay.
ye poori jori nahi balke sawa yane (1.25) jori banegi phirwoh is liay na k hum soch rahay thay k 3 hissay hon gay to @saviou mohtram , @Shiraz-Khan aur @Hoorain siso k sath jori ban jaey gi... lakin lagta hai k dil k armaan ansooN mein hi beh jaanay hain...
charon ka mila kar sirf 51?51 kg
aap hi ka haiiss mein humara qasoor to nahi na
ohh to phir wo rooh wale khush naseeb hongeus ki gunjayesh hai abhi
miskeen ya masoom?hum ap per is k jawab mey emotional attack kerne lagey the bt @saviou bro or @Hoorain sis k miskeen sey chehrey samne agaey or aap ka dil rakhne ka way ki respect ker mey zaban band kerli...
wo aap jane or Birdi..
@Bird-Of-Paradise dekho ye Hoor sahiba kuch kehrae hein....