tajjub haihumein to aayinay mein bas apni soorat nazar aati hai.
tajjub apke jawab par thatajjub kaisa?
apko kisi aur ki aati hai kiya?
tajjub humein aap k javab par huwa...tajjub apke jawab par tha
zahir si baat hai jo aine k samne hoga uski hi ayegi
ham to zaahir par baat kar rahe hain ye androoni mamle hame kya patatajjub humein aap k javab par huwa...
aisa bhi to hota hai k jo aankhoN mein basa ho, aayina dekhne par woh nazar aaey. hum ne to sedhe seedhe apni baat btayi thi ... bas zara si ghuma kar

androoni mamlaat...............ham to zaahir par baat kar rahe hain ye androoni mamle hame kya pata
jaise jawab de rahe hain waise hi hainandrooni mamlaat...............
yaani k
jo damm ghaafil so damm kaafir
kaise hain aap Mohtram
is ka matlab hai k kuch khoay khoay se haiNjaise jawab de rahe hain waise hi hain
kuch nahi poore k pooreis ka matlab hai k kuch khoay khoay se haiN
dil, jigar, dimaagh samait....kuch nahi poore k poore
Alhamdulillah aala kulli haaldil, jigar, dimaagh samait....
yeh maajra kaise huva?
sab khairiyat na?
woh to maloom hai sath mein kilos b to btaaiay na kitnay?250 grams
apko kya karna hai jaan kar?woh to maloom hai sath mein kilos b to btaaiay na kitnay?
malomaat meiN izafa.............. kiya pata kis time phir se aap par likhne ka mood ho jaaeyapko kya karna hai jaan kar?