By the way rat ko choro adi tum ne cockroach bhi mar lea to woh he enough ho ga. . .
hihi theek kaha
By the way rat ko choro adi tum ne cockroach bhi mar lea to woh he enough ho ga. . .
aur wesay mein soch raha tha k pata nahi kion aaj kal sab hi k dimagh mein shadi k topics kion aarahay hein. warna mere saath pehlay tu aesa nahi huwa kuch dino se jab falton beth ta hoon koi na koi topics shadi k baray mein aajata hei aur zaban mein khujli shuru hu jati hei k sab se zikir karon. pata nahi kiya huga mera yaar dua karo. agar aesay hi chalta raha na tu hu gayi mery parhai.
ya llah yaha kesi kesi batein ho rahi hian...kisi ko khayal hi nahi k yaha mere jesa koi masoom bacha bhi asakta haimujhe to lagta hai ahmed daal kali hai tumhari...
koi larki warki dekhli kia
kahin dil to kho nahi bethe
kiya baat kar rahin aap ne khud itnay topics is baray mein lagay hein.aur is baat ko agree bhi kiya hei k aap kaafi ziyada aesay topics laga rahin hein. yaqeen aata tu dekh lein http://www.tafrehmela.com/baat-cheet/127450-pyaar-shadi-4.html#post563999Hhehehe ahmed apnay dil ki batain ham sab k sath kio mix kar rahay ho, sab k mind may aisay topics nai balkay sirf tumharay mind may aisay topics aa rahay hain
oye hoyeeee...
ya llah yaha kesi kesi batein ho rahi hian...kisi ko khayal hi nahi k yaha mere jesa koi masoom bacha bhi asakta hai
ahmed sawal ye hai k ager pahli raat biwi ne billi maar di to aap kia karo gay???
or haan ye such nhi hai ab to pakistan main larkay 20 k hotay nhi shadi ki pahlay par jati hai...
3rd answer biwi ko sir charhao ya nhi ye kaam wo khud kar laiti hai aap ye socho usay sir se utaro gay kesay{(dancing)}
ye bat to thek kahi lekin larke 20 k hote hain to shadi ka saochte hian,larkian to bachpan se hi shadi ka sochti hain lols,...esa kyun??ahmed sawal ye hai k ager pahli raat biwi ne billi maar di to aap kia karo gay???
or haan ye such nhi hai ab to pakistan main larkay 20 k hotay nhi shadi ki pahlay par jati hai...
3rd answer biwi ko sir charhao ya nhi ye kaam wo khud kar laiti hai aap ye socho usay sir se utaro gay kesay{(dancing)}
kuch nahi 3 lafz bol don gan usi waqt.ahmed sawal ye hai k ager pahli raat biwi ne billi maar di to aap kia karo gay???
or haan ye such nhi hai ab to pakistan main larkay 20 k hotay nhi shadi ki pahlay par jati hai...
3rd answer biwi ko sir charhao ya nhi ye kaam wo khud kar laiti hai aap ye socho usay sir se utaro gay kesay{(dancing)}
kiya baat kar rahin aap ne khud itnay topics is baray mein lagay hein.aur is baat ko agree bhi kiya hei k aap kaafi ziyada aesay topics laga rahin hein. yaqeen aata tu dekh lein http://www.tafrehmela.com/baat-cheet/127450-pyaar-shadi-4.html#post563999
yeh kis ne kaha k aap bari hein mashalla se 22 years k honay wala hoon. aur rahay aesay topics ka sawal tu Mein Phd karnay wala hoon shadi aur larkion ki soch k baray mein. isi liye jitna jan sakon acha hei.
tum mughe choroo, main tumse to bari hon na, apna batao k aisay topics kio aa rahay hain mind may
chinoo u tu apna munh hi band rakhna jab bhi kholti hu galat hi golti hu. aesa lagta hei k mein ne tum se paisay udhar liye hon aur wapis na kiye hon.RR mai bataoon ahmed ka raaz?
mein ne kiya keh diya?ahmed..aj kal to pari se bhi ziada hawa mei urh raha hai