tooooo itna sa kaam kartey haath may dard hay u k kia huh
muft ki cheez hai bhla main kasy chor sakta hun
but meat ka intazam karo aaj dil kailaiji nahi chorni main nay wo lay k ao
meat bana he nahi ata nikami larkiya tm ki ye kaam b hum tm k larko khud karna paray ga huh
aur main eid k din farigh rehti hoon
aap aisa karain baazar se mangwa lain