pehli baat to yeh ke tumhain is se koi matlab nai hona chaiye k kaun jaa raha hai TM se aur kaun aa raha hai..............aur haan koi b example do jis ko nazar main rakh k tum dono ne yeh thread lagai hai?
konsi example chaye apko? khamoshi se TM left kar dene walon ki
ya thread bana ker or elaan kar ke jaa ker wapis ajane walon ki?
hainnnn to maine khud ko aqalmand kab kaha? lekin is bat se apne yeh zaror eccept krlya ke main aqalmand hon n uske lye thanks alote warna mujhe to pta hi nhi tha ke jisko sab duffer kehte hain woh aqalmand b ho sakta haikhudh ko aqalmand kehney wala sub se bara bewakoof hota hai off the topic baat na karoo
hainn mera ek frnd Tm chor ker jai to mujhe kyun koi matlab nhi hona chaye pehle to ap is bat ka jawab den
pehli baat to yeh ke tumhain is se koi matlab nai hona chaiye k kaun jaa raha hai TM se aur kaun aa raha hai..............aur haan koi b example do jis ko nazar main rakh k tum dono ne yeh thread lagai hai?
kasam se yaar kitne samjhdar ho tum rashk ata hai mujhe apki samjhdari perFahad aik taraf tum keh rahe hon ke jo thread bana ke jatey hain woh drama kartey hain phr jab apni bari aati hai main pochta hon ke tum ne jo kya woh drama tha ke nahi toe khudh ko dramey baaz nahi mantey ,,
hmmm as far as i know aapka mahi k ilawa idhar koi frnd nai hai..............so kaun chor k gaya hai?
hainn mera ek frnd Tm chor ker jai to mujhe kyun koi matlab nhi hona chaye pehle to ap is bat ka jawab den
hainn konsa jawab den jawab dene ke lye sawal ka pocha jana b bohot zarori hota hai yrPehle aap jawab doo hum buhat jawab de chukey
hainnn frnds kya wohi hote hain jo profile main add hote hain? or ap mujhe janti hi kahan tak hain jo yeh claim kr sakti hain ke mera mahi ke ilava koi frnd nhi?
hmmm as far as i know aapka mahi k ilawa idhar koi frnd nai hai..............so kaun chor k gaya hai?
hainnnnn tumko abi tak thread ka maqsad or hamari behes ka matlab hi samjh nhi ayaToe bhai aap us friend ko jakey rooko na baki sub jo gaye un ko kyon dramey baaz etc keh rahe hoo
acha sorry frnds ager asa laga hooaur mahi aapne thread laga ke question nai poocha balki doosron pe fingers point karne ka mauqa diya hai yahan sab ko
main forum pe aapki activities ko dekhte hue aisa keh rahi hun..............coz yahan threads main jo posting karte hain un ko dekhte hue hi hum bata sakte hain k un main kitni frndship hai................jab k aa to agar posting karo b to behes k ilawa kuch karte hi nai
hainnn frnds kya wohi hote hain jo profile main add hote hain? or ap mujhe janti hi kahan tak hain jo yeh claim kr sakti hain ke mera mahi ke ilava koi frnd nhi?
lolzz phr apni baat khud he badal rahey hoo tum ne he kaha tha ke sub dramey baaz hai aur mahi ne kaha ke importance banatey hain aisa kar ke toe tum bhi wohi huwe na ? jab tum ne woh sub is waja se nahi kya tha toe baki sub ko kyon blame karte ho without any proof? koi proof doo ek sub ne drama kya tha ???? warna khudh bhi tasleem kar loo ke tum ne he drama kya tha
kasam se yaar kitne samjhdar ho tum rashk ata hai mujhe apki samjhdari per
main yeh keh rha hon ke jo threads bana ker jaate hain woh drame baaz hain it's true
lekin ap bs itna bata den ke yehi drama maine kab kya?
true..............hum main se koi bhi esa nai chahta...........but agar un ka ese hi mann karta hai to karen............magar last but no least k serious ho k aaj tak kisi ne thread nai lagai..........dares mili thi kisi ko to kisi ne april fool banaya
acha sorry frnds ager asa laga hoo
main tu khna chaty thi k asa mat keroo