History پاک دامن عورت

  • Work-from-home

yoursks

Always different.., Confirm
VIP
Jul 22, 2008
17,222
8,013
1,113
دعاؤں میں
شیخ عبدالحق محدث دہلوی کے مکتوبات میں لکھا ہے کہ ایک مرتبہ دہلی میں قحط پڑا ، بارش نہیں ہورہی تھی، دریاﺅں اور بہروں کا پانی خشل تھا، حتیٰ کہ درخت بھی خشک ہوگئے تھے۔ لوگ پریشان تھے کہ فصلیں نہیں ہورہی۔ قحط سالی کی وجہ سے چرند پرند بھی پریشان ہوگئے۔ سب عوام، علماءاور صلحاءبھی شہر سے باہر آگئے، سب نے نماز استسقاءپڑھی اور دعا مانگی مگر پھر بھی بارش کے آثار ظاہر نہ ہوئے۔ اسی اثناءمیں ایک نوجوان اپنی والدہ کو لے کر قریبی راستے سے گزر رہا تھا، اس نے لوگوں کو اکٹھا دیکھا تو قریب آیا اور سواری سے اتر کر پوچھاکہ لوگ کیوں جمع ہیں؟ لوگوں نے کہا قحط سالی ہے، رحمت کی بارش مانگ رہے ہیں، سب معافی مانگ رہے ہیں مگر بارش کے آثار ظاہر نہیں ہورہے۔ وہ کہنے لگا بہت اچھا، وہ نوجوان گیا اور اپنی والدہ کی چادر کا کونہ پکڑ کر اس نے چند الفاظ کہے۔ اس نوجوان کے وہ الفاظ کہنے ہی تھے کہ آسمان پر بادل چھا گئے اور خوب بارش برسنا شروع ہوگئی۔ علماءو صلحاءاور دوسرے لوگ حیران ہوئے کہ اتنے لوگوں نے توبہ کی مگر رحمت کی بارش نہ برسی، اس نوجوان سے پوچھا کہ اے نوجوان! ہمیں بھی ذرا بتا کہ تیرے وہ کون سے الفاظ تھے جنہوں نے رحمت الٰہی کو کھینچ لیا، تو وہ کہنے لگا میں اس ماں کا بیٹا ہوں جو تقیہ، نقیہ اور پاک صاف زندگی گزارچکی ہے، میں نے جا کر اس کی چادر کا کونہ پکڑا اور کہا اے رب کریم! یہ میری وہ ماں ہے جس نے پاکدامنی کی زندگی گزاردی ہے۔ آپ کو اس کی پاکدامنی کا واسطہ دیتا ہوں کہ آپ رحمت کی بارش برسا دیں۔ اللہ تعالیٰ نے فوراً رحمت کی بارش برسادی۔ [اقتباس-کتنے بڑے ہیں حوصلے پروردگار کے]
 
Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
Jazak Allah Khair...
Allah (SWA)hum sub ko bhi humare sare umer pak damne aur izzat k saath guzarne ki rahmat atha kare (Aameen)
 
  • Like
Reactions: yoursks

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
wallahu aalam k ye waqaya kab hua kaise hua
agar apke paas pokhta hawala hai k to tafseel bayan karen

kyun Allah ne Quran me Allah k namon ka waseela aur khud k neik amal ka waseela talab karne ko kaha hai

aur pure ahadees bhi agar ham chan dalen to ye kahin nahi milega k Allah k Rasul sallellahu alayhiwasallam ne apne sahaba ko ye sikhaya ho k aap mera wasta leke ya falan k wasta leke Allah se dua mange balke Allah rabbul izzat khud Quran me farmata hai

Al-Baqara (2) Ayat (verse) No.: 186

وَإِذَا سَأَلَكَ عِبَادِي عَنِّي فَإِنِّي قَرِيبٌ أُجِيبُ دَعْوَةَ الدَّاعِ إِذَا دَعَانِ فَلْيَسْتَجِيبُواْ لِي وَلْيُؤْمِنُواْ بِي لَعَلَّهُمْ يَرْشُدُونَ http://quran.al-islam.com/Recite/CRecite_g2.asp?s=2&f=186&Reciter=1

And when My servant question thee concerning Me , then surely I am nigh . I answer the prayer of the suppliant when he crieth unto Me . So let them bear My call and let them trust in Me , in order that they may be led aright .

Allah to hame kehta hai k wo hamse kareeb hai hamari pukar ko sunta hai aur dua ko qabool karta hai hame chahiye k usse mange ussi par tawaqq rakhen aur Allah k Rasul sallellahu alayhiwasallam k bataye huye tareeqe par chalen

Allah hame deen ki sahi samajh aata farma Aameen
 
mashaAllah saviou bhai Allah ta'laa aapko jaza-e-Khair ataa farmaye, ameen.... iss thread maen saath saath maen ne book ka reference bee mention kar diya hai....
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313

mashaAllah saviou bhai Allah ta'laa aapko jaza-e-Khair ataa farmaye, ameen.... iss thread maen saath saath maen ne book ka reference bee mention kar diya hai....
Aameen

haan janab hamne dekha
شیخ عبدالحق محدث دہلوی کے مکتوبات میں لکھا ہے
lekin hamare liye inki kitab ya kisi bhi aalim ka qaul hujjat nahi hai
balke Allah ki kitab aur uske Rasul sallellahu alayhiwasallam ka farman

bas asal me ye hai k ye waqaya sara sar Quran aur hadees k khilaf jaa raha hai
apne Musa a.s ka waqaya suna hoga waqt k nabi dua mange hain to dua qabool nahi hoti jab tak k unki majlis me gunehgar rehta hai aur aise kayi waqayat hadees me milte hain

par kisi bhi pak daman ki chadar pakad kar waseela manga aur wo ladka kaun tha aur wo aurat kaun thi uski ye sab ajeeb baat lag rahe hai

ye baaten hamare aqaid se judi hain isliye ham is par zorr de rahe hain aap us kitab ki tehqeeq karen k wo kitni motabar hai

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 
6sman

Newbie
Jun 12, 2010
139
65
0
38
Lahore
salam,

میرا نہیں خیال کہ یہ کوئی دین سے انحراف والی بات ہے۔ اس واقعہ میں ایک زندہ نیک عوت کے نیک اعمال کا واسطہ دے کر دعا کی گئی جو شریعت کے اعتبار سے جائز وسیلہ ہے۔ اصحاب غار ثلاثلہ کے قصے میں یہی بیان ہوا۔ اللہ اعلم بالصواب
 
  • Like
Reactions: yoursks

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
salam,

میرا نہیں خیال کہ یہ کوئی دین سے انحراف والی بات ہے۔ اس واقعہ میں ایک زندہ نیک عوت کے نیک اعمال کا واسطہ دے کر دعا کی گئی جو شریعت کے اعتبار سے جائز وسیلہ ہے۔ اصحاب غار ثلاثلہ کے قصے میں یہی بیان ہوا۔ اللہ اعلم بالصواب
janab shayad apne hamari pehli post par gaur nahi kiya ham phir se yahan usko late hain

wallahu aalam k ye waqaya kab hua kaise hua
agar apke paas pokhta hawala hai k to tafseel bayan karen

kyun Allah ne Quran me Allah k namon ka waseela aur khud k neik amal ka waseela talab karne ko kaha hai

aur pure ahadees bhi agar ham chan dalen to ye kahin nahi milega k Allah k Rasul sallellahu alayhiwasallam ne apne sahaba ko ye sikhaya ho k aap mera wasta leke ya falan k wasta leke Allah se dua mange balke Allah rabbul izzat khud Quran me farmata hai

Al-Baqara (2) Ayat (verse) No.: 186

وَإِذَا سَأَلَكَ عِبَادِي عَنِّي فَإِنِّي قَرِيبٌ أُجِيبُ دَعْوَةَ الدَّاعِ إِذَا دَعَانِ فَلْيَسْتَجِيبُواْ لِي وَلْيُؤْمِنُواْ بِي لَعَلَّهُمْ يَرْشُدُونَ

And when My servant question thee concerning Me , then surely I am nigh . I answer the prayer of the suppliant when he crieth unto Me . So let them bear My call and let them trust in Me , in order that they may be led aright .

Allah to hame kehta hai k wo hamse kareeb hai hamari pukar ko sunta hai aur dua ko qabool karta hai hame chahiye k usse mange ussi par tawaqq rakhen aur Allah k Rasul sallellahu alayhiwasallam k bataye huye tareeqe par chalen

Allah hame deen ki sahi samajh aata farma Aameen

isme upar hamne saaf taur par likha hai k khud k neik amal ka waseela jaiz hai par yahan is waqaya me beta apni maa ki paak damani ka waseela le raha hai jo k sahi nahi thora gaur farmayen agar aap chahen to waseele k wazahat k liye ek thread hi bana dete hain taake sab ko baat samajh me aajaye kyun k hamare liye deen me hujjat sirf Allah aur Allah k Rasul sallellahu alayhiwasallam ka farman hai
 
  • Like
Reactions: yoursks

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
wesay manay b 1st time ye waqiya sona hay,baqe Allah behtar janta hay.
 
  • Like
Reactions: yoursks

yoursks

Always different.., Confirm
VIP
Jul 22, 2008
17,222
8,013
1,113
دعاؤں میں
Abhi bhee hum maen aise Allah ke pasandeedah log mojood hain, jinki badolat Allah ta'laa hum gunahgaron ki sunta hai or hum pe apna karam karta rehta hai...

Aap sub ke pasand karne ka bohat bohat shukriyaah....
 
Top