History پاک دامن عورت

  • Work-from-home

6sman

Newbie
Jun 12, 2010
139
65
0
38
Lahore
سالام، میرے نزدیک کسی کا پاک دامن ہونا بھی نیک اعمال میں شامل ہے۔ اور اگر کسی شخص کے نیک اعمال کا واسطہ دے بھی دیا جائے تو کوئی بڑا انحراف نہیں۔ بھائی آپ واقف ہوں گے کہ حضرت عمرؓ نے حضرت عباسؓ کی نیک شخصیت کے وسیلے سے استسقا فرمایا تھا۔ مذکور قاقعہ میں فرق یہ ہے کہ عورت کے نیک عمل کو بیان کر دیا گیا جو اُسے نیک بناتا ہے۔ آپ کی بات بھی درست ہے اس معاملے میں کافی ساودھانی برتنی چاہئے اور وسیلہ وہی ہے جسے قرآن سنت نے بیان کیا۔ واللہ اعلم
 
  • Like
Reactions: yoursks

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Abhi bhee hum maen aise Allah ke pasandeedah log mojood hain, jinki badolat Allah ta'laa hum gunahgaron ki sunta hai or hum pe apna karam karta rehta hai...

Aap sub ke pasand karne ka bohat bohat shukriyaah....
bilkul janab jab tak rai k dane k barabar bhi imaan baki rahegi qayamat waqe nahi hogi is par hamara imaan hai

سالام، میرے نزدیک کسی کا پاک دامن ہونا بھی نیک اعمال میں شامل ہے۔ اور اگر کسی شخص کے نیک اعمال کا واسطہ دے بھی دیا جائے تو کوئی بڑا انحراف نہیں۔ بھائی آپ واقف ہوں گے کہ حضرت عمرؓ نے حضرت عباسؓ کی نیک شخصیت کے وسیلے سے استسقا فرمایا تھا۔ مذکور قاقعہ میں فرق یہ ہے کہ عورت کے نیک عمل کو بیان کر دیا گیا جو اُسے نیک بناتا ہے۔ آپ کی بات بھی درست ہے اس معاملے میں کافی ساودھانی برتنی چاہئے اور وسیلہ وہی ہے جسے قرآن سنت نے بیان کیا۔ واللہ اعلم
bilkul Janab wo waqaya aap khud bagaur padhen sab wazeh hai aur jayez bhi agar koi neik banda ho to aap unse dua k liye keh sakte hain lekin unka daman pakad kar unka waseela lena ye sarasar galat hai aap aisa amal kisi bhi hadees se sabit nahi kar sakte baat wazeh hai na janab confuse kyun ho rahe hain ye deen ka aqaid ka mamla hai aqeede me bigad sare amaal ko barbaad kar deta hai

( aur apne kaha k apke nazdeek ) to hame ye dekhna chahiye k Allah aur uske Habib alayhisalam k nazdeek kya sahi hai aur hamne jaise pehle bhi kaha hamare liye hujjat sirf Quran aur Hadees hai agar ye waqaya hua bhi ho wallahu aalam lekin isse ham koi bahes nahi bana sakte

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 
  • Like
Reactions: yoursks

6sman

Newbie
Jun 12, 2010
139
65
0
38
Lahore

bilkul Janab wo waqaya aap khud bagaur padhen sab wazeh hai aur jayez bhi agar koi neik banda ho to aap unse dua k liye keh sakte hain lekin unka daman pakad kar unka waseela lena ye sarasar galat hai aap aisa amal kisi bhi hadees se sabit nahi kar sakte baat wazeh hai na janab confuse kyun ho rahe hain ye deen ka aqaid ka mamla hai aqeede me bigad sare amaal ko barbaad kar deta hai
aur is issue par aap ki raye meri raye sey behtar hai. Allah aap ka jaza-e khair dein!
 
  • Like
Reactions: yoursks

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
jahan tak mujhe pata hai wo yeh k ... ap kissi ko keh sakte hain k hamare lie duwa kijiye ga.. na k us k reference say duwa mangi gaye... but m not really sure.. so cant say anithing..

I think, wasta nai dena cahiye bass yeh keh dena cahiye k ... for example.. k may Hazrat Muhammad SAW ka ummati ho meri duwa qabool ferma... instead k ap yeh kahein k may Hazrat Muhammad SAW ka wasta deta hon...
 
  • Like
Reactions: yoursks

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
aur is issue par aap ki raye meri raye sey behtar hai. Allah aap ka jaza-e khair dein!
Aameen :)
shukran janab lekin ye hamari zati rai nahi hai bas jo Quran aur Hadees se mil raha hai wo hi apke samne rakh rahe hain

great saviou =D>
shukran...Jazakallah khair :)

mashaAllah saviou bhai...

Allah ta'laa aapko jaza-e-khair ataa farmaye, ameen
Aameen :)

jahan tak mujhe pata hai wo yeh k ... ap kissi ko keh sakte hain k hamare lie duwa kijiye ga.. na k us k reference say duwa mangi gaye... but m not really sure.. so cant say anithing..

I think, wasta nai dena cahiye bass yeh keh dena cahiye k ... for example.. k may Hazrat Muhammad SAW ka ummati ho meri duwa qabool ferma... instead k ap yeh kahein k may Hazrat Muhammad SAW ka wasta deta hon...
sahi kaha janab koi neik banda ho to aap unse keh sakte hain dua karne k liye
wasta waseela jayez nahi jo jayez hai wo apke samne hai uper hamne kaha hai

aur dua kaise mangi jaye khud Allah ne hame sikhaya hai Quran ki pehli surat sure Fateha ap padhlen jisme Allah hame sikha raha hai kaise dua mangte hain pehle Allah ki tareef karni chahiye phir usse gidgida k nadamat k sath dua mange phir wo qabool bhi karta hai jaise dusre maqamat par Allah ka farman hai

Top