Sher bahadur hai hahahahaha aaj aap se suna hai lolzzzz
aik sher ne apne bache se kaha keh beta kabhi insaan se panga mat lo bht khatarnak hai
aik din sher ka bacha kaheen bahar nikla to samne se aik insaan nazar aya kisi se pocha yeh kia hai janawaro'n se usay bataya keh yeh insaan hai
wo insaan ke pas aya aur kaha keh mujh se muqabla karo mere abba huzoor aap ki bht tareef karte the
aadmi ne usy kaha keh yaar muqabla hoga to faisla karne wala bhi to koi ho na
sher ne kaha bula lo jis ko bhi bulana hai
aadmi ne kaha keh me bulaane jaonga to tum bhaag jaogy
sher ne kaha keh nahi bagonga
admi ne mashwara dia keh mere aane tak main tujhe baandh deta hon darakht ke saath
kehne laga theek hai kyun keh baqool aap ke bht bahadur ban raha tha
aad me ne koob kas ke baadh dia aur khaato'n se kaafi saari hari hari lakriyaa'n kaat ke laya aur
us Bahadur sher ki dhulaai shuru ki
tab jaake usy yaqeen hua keh insaan ke saath panga nahi lena chahiye
@Don @saviou @shehr-e-tanhayi @Shiraz-Khan @Aaylaaaaa @Hoorain @DiLkash @Star24 @AnadiL @Umm-e-ahmad @Bird-Of-Paradise @Hoorain @khalid_khan @Armaghankhan @Aaidah @Ahmad-Hasan @CuTe_HiNa @fahadhassan @seemab_khan @Sunny_Rano @Dil-Wale @Mazyona @sonofaziz @Cali @Zia_Hayderi @isma33 @duaabatool @rooja @Rubi @Jhalli Churail @Shoaib_Nasir @imama @Shireen2410 @minaahil