62 .- QURAN Amal ki kitab thi
QURAN
Amal ki kitab thi
Dua ki kitab bana diya
Zindagi ki kitab thi
Qabron ki kitab banadiya
Samajhne ki kitab thi
Parhne ki banadiya
Zindon ka dastoor thi
Murdon ka manshoor banadiya
Inqilab ki kitab thi
Sawab ki kitab banadiya
Jo Ilm ki kitab thi
La ilmon k hath de diya
Taskheer-e-kaina'at ka durs dene aae thi
Madarson ki nazar ker diya
Murda qaumon ko zinda karne aae thi
Murdon ke bakshwane per laga dya
AE MUSLMANO YE
TUM NE KYA KYA.
QURAN
Amal ki kitab thi
Dua ki kitab bana diya
Zindagi ki kitab thi
Qabron ki kitab banadiya
Samajhne ki kitab thi
Parhne ki banadiya
Zindon ka dastoor thi
Murdon ka manshoor banadiya
Inqilab ki kitab thi
Sawab ki kitab banadiya
Jo Ilm ki kitab thi
La ilmon k hath de diya
Taskheer-e-kaina'at ka durs dene aae thi
Madarson ki nazar ker diya
Murda qaumon ko zinda karne aae thi
Murdon ke bakshwane per laga dya
AE MUSLMANO YE
TUM NE KYA KYA.