A letter from Mom and Dad...!

  • Work-from-home

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
oh..:(
muje pata hai phir kya haal hota hai ma ne b eysa experience kia huva hai....
 
  • Like
Reactions: $HADOW

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
HAN G...
WALDEEN KI MUHABBAT TO BE'GARZOR BE'LOS HOTI HAI...
JISKO KISI PEMANE SE NAPA NHI JA SKTA OR NA HI HUM KABI HUM IS KA BADLA CHUKA SKTE HN..
ALLAH HUME HAMESHA APNE BOHT PYARE WALDEEN KI KA FARMABARDARi karne ki toofeeq day

OR UN KA SAYA HUMESHA HUMARE SIRO PE SALAMAT RAKHE..
AMEEN
Thank yOu sO muCh anaaya
Such batawOn meri aankhO may aansOo agayeh thay
Really gr8 sharing
 
  • Like
Reactions: Noor_Afridi

Noor_Afridi

Super Star
Feb 28, 2009
14,443
9,602
1,313
40
karachi
HAN G...
WALDEEN KI MUHABBAT TO BE'GARZOR BE'LOS HOTI HAI...
JISKO KISI PEMANE SE NAPA NHI JA SKTA OR NA HI HUM KABI HUM IS KA BADLA CHUKA SKTE HN..
ALLAH HUME HAMESHA APNE BOHT PYARE WALDEEN KI KA FARMABARDARi karne ki toofeeq day

OR UN KA SAYA HUMESHA HUMARE SIRO PE SALAMAT RAKHE..
AMEEN
haan Sahi kaha yaar jab hum Chotay Chotay thay tO wO log kis Tarah humari Care kartay thay humari har khwahish kO pOora kartay thay humari har baat ka jawab detay thay apni buSy life may Say wO humaray liyeh time nikaltay thay
aaj jab hum baray hOgayeh hain tO itna buSy hOgayeh hain k humaray paSs On k liyeh time hi nahi hOtha baSs On On kO 2 waQt ki rOti de kar Samajtay hain k hum apna Qarz Othar rahay hain
Such kaha hai kiSsi nay k
1 Maa 1 baap 6 baCho kO paaal Saktay hain
phir 6 baChay 1 maa Or 1 baap kO Q nahi paal Saktay ?
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
gap ne boht sach bat kahi..
bs allah humare haal par reham kre...

haan Sahi kaha yaar jab hum Chotay Chotay thay tO wO log kis Tarah humari Care kartay thay humari har khwahish kO pOora kartay thay humari har baat ka jawab detay thay apni buSy life may Say wO humaray liyeh time nikaltay thay
aaj jab hum baray hOgayeh hain tO itna buSy hOgayeh hain k humaray paSs On k liyeh time hi nahi hOtha baSs On On kO 2 waQt ki rOti de kar Samajtay hain k hum apna Qarz Othar rahay hain
Such kaha hai kiSsi nay k
1 Maa 1 baap 6 baCho kO paaal Saktay hain
phir 6 baChay 1 maa Or 1 baap kO Q nahi paal Saktay ?
 

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
nice sharing anayaa very heart touching.aur han aaj is daur me aisa hi kuch horaha hai.log apne walden ko old age house me rakh rahe hain.aur aise bhi hogaya hai k ye wahi maa baap hain jinke chote se ghar me unki saari aulad ek jagah rahti thi laikin jab ye badey hojate hain to apne in bacchaon ke paas ek maa baap ko rakhne ki jagah nahi hoti.isliye hamey chahiye k hum ziada se ziada apni aulad ko islam ki taaleemaat se waqif karwayen.jo mere nabi(s) ne farmaya tha k tum agar apne walden ko budhape me pao to unhe uff tak na karo.subhanAllah kitni bahetreen taaleem di hai hamare nabi sallallahu alaihi wasallam ne.jazakAllah khair anayaa.
 

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
Nice sharing annu :) aap ko last time le kar gai thien toe aap sub ka khana akele kha gai thi so thats why is dafa ye risk nahi lya aunty ne :p
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Jazakallah khair anaaya :)

hamare liye maa baap ki ahmiat kitni hai wo Quran shahid hai kayi maqamat par Allah ne apni itteba aur shirk se door rehne ki tanbeeh dene k baad Maa Baap ki farmabardari ka zikr kiya hai issi se ham andaza laga sakte hain k unki kya hamiat hai

aur sath hi ahadees me aata hai Maa k kadmo k tale Jannat hai aur Baap Jannat k darwazon me se ek darwaza hai

Allah hame apne maa baap ki khidmat karke Jannat hasil karna naseeb farmaye Aameen
 

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
waaah!!!!!!! wat a beautiful sharing..
Jeeti rah Annuuuuuu.....
Jo apne Maa Baap se neki karega uski aulaad bhi usse neki rakhegi..
Allah hume taufeeq de........Ameen
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
ameen............
Jazakallah khair anaaya :)

hamare liye maa baap ki ahmiat kitni hai wo Quran shahid hai kayi maqamat par Allah ne apni itteba aur shirk se door rehne ki tanbeeh dene k baad Maa Baap ki farmabardari ka zikr kiya hai issi se ham andaza laga sakte hain k unki kya hamiat hai

aur sath hi ahadees me aata hai Maa k kadmo k tale Jannat hai aur Baap Jannat k darwazon me se ek darwaza hai

Allah hame apne maa baap ki khidmat karke Jannat hasil karna naseeb farmaye Aameen
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
Ameen
kisi maa baap k gustakh ko izat nhi milti..
Yahan izat nhi milti wahan janat nhi milti.....
waaah!!!!!!! Wat a beautiful sharing..
Jeeti rah annuuuuuu.....
Jo apne maa baap se neki karega uski aulaad bhi usse neki rakhegi..
Allah hume taufeeq de........ameen
 
Top