Aap ki zindagi mein dukhi din kub tha? and kia abhi bhi aap dukhi hai?.. And hai tau share kare. Kub kub dukhi thai ya hain?
main apni zindagi main jub udaas howi thi jub mera school main aakhri din tha . pata bhi nahien tha k aaj k baad kisi se mil bhi paongi k nahien . 2 month pehlay se rona shuroo hogaya thaor ab bhi jub bhi yaad kerti hoon rona ata hai
![]()
oh ho ye to her larki ki adat hai k wo school chortay waqt khooob roti hein...wauisay mein to nahe roye
![]()