Aapka Manzar Aapki Kahani (4th july 2012)!

  • Work-from-home

Asma24

~~*Patar Patar~~*
VIP
Oct 21, 2010
9,256
5,200
513
waliekum assalam i wish all the participents aallll the best wil try to take part :)
 
  • Like
Reactions: hoorain

Fantasy

~ The Rebel
Hot Shot
Sep 13, 2011
48,910
11,270
1,313
(hgj)sis aik thread bnao jis mai sab log punjabi mai baat krain bus(hgj)
aur mai apko tag kia tha real joke waley thread ka alert mila kya apko:(

mjhy to nhi mila... :rolleyes: punjabi thread han g start kr koi hum to agy agy hungy :p
 
  • Like
Reactions: star24

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
aaaaaaaaa sho shweet sis u n jab sey name change kiya u ka name zehan mai nhi ata....

mai apko rasta btati hon ap udher chali jaey sedha sedha idher udher nhi murna ok

joke section mai....thread ka nam real joke ......ye check krain apko bohot maza aye ga(hgj)
 

Fantasy

~ The Rebel
Hot Shot
Sep 13, 2011
48,910
11,270
1,313
ok wesy us mae aap apna name he post kr deti sb wesy he hnsny lag jaty,,, aap ka name sun k smile a jati hy sb k face per :)
 
  • Like
Reactions: star24

SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
meri kahan ka unwaan hai
" Intezaar "

Aaj bhi Farah ne subah uth ke nashta kea aur aa ke wahin sehan mai derwazey ki chookhat pe beth gayi aur us ki hamjooli Chiroun ne ussey aa ghaira aur ussey sarey jahan ke qisse aur kahani sunane lag gayi per Farah aaj bhi un ko dana daal ke kahin khooo si gayi thee, Jaisey woh iss waqt kissi aur he jahan mai ho.... woh youn he hamesha sey khoi khoi rehne wali larki bilkul nahi thee... balkeh us ki shoookhi aur khush mizaji to us ki saheeliou mai bohat mashoor thee, Aur her koi us se mil ke bohat khush hota. us ki aadat he aisi theee woh sub se bohat pyar aur ehteraam sey he milti. Woh hamesha kaha kerti yaar Yeah Zindagi bohat choothi hai khushian saameetne ke lea, to iss ko gham ke kaanton mai uljhaaaaney ka kya faida.

Woh apni zindagi ke 19 Khusgawar Saal purey ker chuki theee iklooti beti hone ki wajah se ghar mai usey bohat pyar milta aur us ki her khawish ko poooora kerna apni zindagi ka maqsad samajhney waley Abu theey aur maa ke rooop mai best friend thee us ki jo keh uss se bohat pyar kerti thee jo keh her maa he apni bachon se kerti hai. Per Farah ki ami ko Farah ki zyada he fikar lagi rehti theee woh zara si bhi college se lait ho jati to us ki maa usey isssi darwaazey ki chookhat pe bethi hoi inteezar mai milti aur aatey he ussey be ikhtiyar galey se laga laiti aur Farah maa ke aansoo saaf kertey hoyee poochti amee aap ro rahi ho to woh kehti arey nahi betaaa payaz kaat rahi thee naa, kuch dair pehley us ki wajah se pani nikal raha hai aankhon sey.... to woh dono he hans perti aur kuch dair pehle ki pareshan maa apne beeti ko deekhtey he jaise her gham bhool jati....

Youn he achey khaasey din guzar rahe thee keh Farah ki zindagi mai ek tooofan saa aaya jo us ki zindagi ki khushi aur us ki hansi ko jaise apne saath he lai urra. Howa kuch youn ke sub ko pasand aane wali farah ko aik larka pasand aa gaya jo ke us ka cousin tha aur us ke Chachooo ka bara betaa Faisal thaa, Faisal aik 25 saal ka wajeh naujwaan tha jo ke MBA kerne ke baad apne abu Khawer Hussain ke sath un ke business mai shamil ho gaya, woh log islamabad mai rehtey the , Faisal bhi Farah ko pasand kerta thaa aur Pasand ka izhaar bhi pehle Faisal ki taraf se he howa thaa Faisal ne apni ami ko bataya apni pasand ka aur us ki ami ne Khawar Hussain se baat ki to jaisey Khawer Hussain ko to apni mun chahi khushi bin maange mil gayi ho, woh khushi khushi agley he din Karachi apne bhai Dilawer Hussain ke ghar apni begam ke sath pohanch gaye aur Farah ka haath maang lea aur Dilawer bhi bohat khush hoye per unhooo ne beti ki razamandi ki baat samney rakhi aur kaha Farah ka faisala he Final ho ga. Aur Farah ki ami ne Farah se Faisal ke rishtey ke barey mai baat ki to Jaisey Farah ke dil mai ladoo pooth parey hon aur gulabi chehrey ke sath us ne asbaat mai ser hilla dea. kyon keh woh to bohat pehley se he Faisal ko dil he dil mai bohat chahti thee aur ussey us waqt apni qismat pe bohat rashk aa raha thaaa... keh Allah ne uss ke dil ke malik ko bin maange us se milwa dea. aur iss tarah dono ke dermiyan mangetar ka rishta qaim ker dea gaya aur Farah ki khushian to jaisey doo baaala ho gae hon, woh to un dinno jaisey hawaoun mai urr rahi ho, wo akser faisal se phone pe baat kerti thee aur ek doosrey se apne dil ki baaten share kea kertey the... per un ki qismat mai yeah khusian bohat kum arsey ke lea aae theen

Dono families he iss rishtey se bohat khush theee aur Aik Saal baad un ki shadi ki date bhi fix ker di gayi theee aur mangni ke panch maheeney guzar gaye the aur un ki shadi ki tayri urooj pe theee aur Faisal apni ami ke saath Karachi aaya howa thaa kyon keh Faisal ki ami ka khayal thaaa keh Jewellery aur Dresses ki shopping to farah ke sath he hogi jo Woh apni bahoo ke lea banwa rahi thee . aur un logon ki shopping jab complete hoi to wapsi ki tyari honey lagi aur woh din aaa gaya 20th April 2012 jis din ne Farah ki uss sey sub khushian cheen li.... Faisal aur us ki ami ke saath Farah ke abu bhi apne bhai se milney Islamabad jaa rahe theee aur Faisal ne Bhoja Air Line ki flight # B4-213 ki ticket kerwa li aur sham ko woh log hansi khushi Islamabad ke lea rawana hoye.... per woh ho gaya jo kisi ke wehmo guman mai bhi nahi thaa ... Plane Crash ho gaya... aur sub log jo iss flight mai the sub khatam ho gae....


Farah ki dunya he lut gayi aur us ki ami to yeah gham berdasht naa ker saki aur woh bhi Farah ko besahara chooorh ke apne shohar ke pass chali gayi aur Farah ko to yaqeen he nahi aa raha thaa sub pee woh to maan he nahi rahi theee aur jab us ko yaqeen aaya to woh bilkul sun ho ke reh gayi aik aansoo bhi naa tapka us ki aankh se woh naa to kisi se kuch bolti thee aur naa he rooti thee .... woh to bus us derwazey ki taraf deekhti rehti jis sey Faisal aur us ke Abu jaatey hoye ussey alwida keh rahe theee.... ussey lagta thaa aaj bhi abu aaen ge aur kahen ge arey bitya rani yeah sub jhoot boltey hain mai to yahan he tumharey pass tumhe choorh ke kahan jaa sakta hon bhala mai.... aur Faisal aaye ga aur kahe ga keh Arey mai ne tumhara sari zindagi ke lea thama hai tumhe chorh ke janey ke lea nahi.... aur uski ami kahen ge are farah uthoo kya haal bana lea hain tum ne chaloo uthoo khana khaa looo.... Per koi nahi aaya kyon keh woh log to wahan jaa chukhe jahan se koi laut ke nahi aaya....

Faisal ke abu bhi Karachi aa gaye theee un pe bhi ghamooon ke paahar tootey thee per woh apne bhai ki lakhtey jigar aur apne bete ki pasand aur apni pyari bahteeji ke lea Karachi aaye thee unhey deekh ke Farah un se lipat ke bohat roooyi aur bohat baar behoosh hoi aur jaisey he hosh aata phir roney lagti theee aur Khawer Hussain se us ki yeah halat deekhi nahi jati thee unho ne Farah se kaha keh chalo Farah mere saath Islamabad chalooo mai yahan tumhe akeela nahi chooorh sakta. per Farah apna ghar chorney pe tyar nahi theee woh apne abu apni ami aur faisal ko jahan akhri baar deekha us ghar ko chorney ke lea tyar naa theeee.... aur Majbooran Farah ke chachoo ne he haar maan li aur apni bhateeji ke pass he rehney lagey aur apna business bhi kuch arsey mai karachi transfer ker lea ... aur Farah ne bhi khud ko kafi hud tuk sanbhaal lea tha aur aub woh shadi nahi kerna chahti thee... us ne ek school start kea aur wahan pe he khud ko waqf ker dea...


Aaj bhi Farah subah uth ke namaz perh ke yahan chokhat pe beth jati hai aur un dino ki yaadon mai gum ho jati hai jab ussey dunya mai apni zaat sub sey zyada khush naseeb lagti thee… aur ussey aaj bhi intezar hai apne Ami Abu aur apni mohabbat faisal ka….


The End

*Muskaan* sweet doll Nelli ~Bahaar~ hoorain Wasif Safi RedRose64 Fa!th Fahad_ star24
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
aaaaaaaaa mai n aongi kyon k aap n writing waley ka result nhi btaya:([DOUBLEPOST=1341412597][/DOUBLEPOST]aaaaaaaaa mai n aongi kyon k aap n writing waley ka result nhi btaya:(
star siso naraz kyun hoti hain/:)
mujhe ek din den mai ne us thread me sharing karni hai us k bad result mil jaye ga
sorry pehle mai busy thi phir bhool gai:s
 

Silent Soul

Banned
May 24, 2012
3,420
2,568
113
Karachi
meri kahan ka unwaan hai
" Intezaar "

Aaj bhi Farah ne subah uth ke nashta kea aur aa ke wahin sehan mai derwazey ki chookhat pe beth gayi aur us ki hamjooli Chiroun ne ussey aa ghaira aur ussey sarey jahan ke qisse aur kahani sunane lag gayi per sabah aaj bhi un ko dana daal ke kahin khooo si gayi thee, Jaisey woh iss waqt kissi aur he jahan mai ho.... woh youn he hamesha sey khoi khoi rehne wali larki bilkul nahi thee... balkeh us ki shoookhi aur khush mizaji to us ki saheeliou mai bohat mashoor thee, Aur her koi us se mil k
OMG itni lambi! maine short short ker ke read ki hai waqai TM par urdu ke bare bare writers aay howe hain bhy:-bd
[/quote]
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
Assalam o ALaikum
Kuch arsa pehle Aapka manzar aapki kahanii k Title se aik silsila shuroo kiya tha maine jo kisi wja se aik task k baad hi close karna parra!
ab dbara se wohi silsila shuroo kar rhi hun ,,hope aap sab zarur particpate karain gaye n enjoyable rhega INSHA ALLAH!
is naye silsile ka aaghaz karte hain..Jis tara aksar manazir daikh k shayri dimagh may aati hay aur barmala insan koi na koi Shaer parhta hay..
Issi tara kuch log aik manzar pe poori kahani tarteeb daine ka hunar bhi rakhte hain..yahan har hafte aik image diya jaayega us pe sab ko Kuch na Kuch likhna hoga par kahani ki soorat may hona chahiye jo ussi manzar k mutabiq ho....(ye bilkul aisa hoga k aik jaamid image may apne alfaz se aise dikhana hay k parhne waale k dimagh may wo manzar harkat karey ,,
jis k alfaz ziada pur asar hon gaye aur parh k ziada maza aayega wohi us week ka winner hoga)Kuch arsa ye silsila aise hi chlaate hain jab aap sab ki practice ho jaayegi to is pey aik contest rakhain gaye INSHAALLAH!
AUr susti ya nakhrey dikhane ki koi zarurat nhi /:)
image pe aap kuch bhi likh sakte hain apni marzi se,, chahey to tanz-o-mazah ho ya sanjeeda sab chalega....
RULES:
1. Manzar likhne se pehle uska Mozu (title)bhi bnayain gaye,,, Mozu jitna pur kashish ho manzar utna hi jaandar lagega...
2,poori kahani sirf Urdu(language not font) may ho....
3.agle jumma 12:00 Pm tak is image pe likh sakte hain aap us k baad monday ko next image diya jaayega INSHA ALLAH!
4.sab apni apni kahani issi thread may share karain gaye aur apni khanai k saath Ye image bhi post karain gaye,,Aaj ka image ye hay:

Jin logon ko Idea theek se clear nhi hua wo idhar se pichle task ko daikh k help lke sakte hain :)

http://www.tafrehmela.com/threads/aapka-manzar-aapki-kahani-3-march-2012-to-10-march-2012.189028/


Wasif Safi
@atfi-adi
~Zeest~
Nelli
star24
Asma24
RedRose64
Wssalam u alaikum
dil'chasp...:-bd
image boht acha diya hai ap ne...:)
inshaAllah jald sharing kron gi
 
  • Like
Reactions: hoorain

SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
OMG itni lambi! maine short short ker ke read ki hai waqai TM par urdu ke bare bare writers aay howe hain bhy:-bd
[/quote]


Thankooo .... zyada lambi hai mai ne to pori koshish ki thee ke zyada lambi naa ho.... :s[DOUBLEPOST=1341423992][/DOUBLEPOST]
OMG itni lambi! maine short short ker ke read ki hai waqai TM par urdu ke bare bare writers aay howe hain bhy:-bd
[/quote]


Thankooo .... zyada lambi hai mai ne to pori koshish ki thee ke zyada lambi naa ho.... :s
 

Wasif Safi

!!pRaISe D CReAtOr!!
Banned
Oct 1, 2009
14,987
4,810
513
Hyderabad, India
meri kahan ka unwaan hai
" Intezaar "

Aaj bhi Farah ne subah uth ke nashta kea aur aa ke wahin sehan mai derwazey ki chookhat pe beth gayi aur us ki hamjooli Chiroun ne ussey aa ghaira aur ussey sarey jahan ke qisse aur kahani sunane lag gayi per sabah aaj bhi un ko dana daal ke kahin khooo si gayi thee, Jaisey woh iss waqt kissi aur he jahan mai ho.... woh youn he hamesha sey khoi khoi rehne wali larki bilkul nahi thee... balkeh us ki shoookhi aur khush mizaji to us ki saheeliou mai bohat mashoor thee, Aur her koi us se mil ke bohat khush hota. us ki aadat he aisi theee woh sub se bohat pyar aur ehteraam sey he milti. Woh hamesha kaha kerti yaar Yeah Zindagi bohat choothi hai khushian saameetne ke lea, to iss ko gham ke kaanton mai uljhaaaaney ka kya faida.

Woh apni zindagi ke 19 Khusgawar Saal purey ker chuki theee iklooti beti hone ki wajah se ghar mai usey bohat pyar milta aur us ki her khawish ko poooora kerna apni zindagi ka maqsad samajhney waley Abu theey aur maa ke rooop mai best friend thee us ki jo keh uss se bohat pyar kerti thee jo keh her maa he apni bachon se kerti hai. Per Farah ki ami ko Farah ki zyada he fikar lagi rehti theee woh zara si bhi college se lait ho jati to us ki maa usey isssi darwaazey ki chookhat pe bethi hoi inteezar mai milti aur aatey he ussey be ikhtiyar galey se laga laiti aur Farah maa ke aansoo saaf kertey hoyee poochti amee aap ro rahi ho to woh kehti arey nahi betaaa payaz kaat rahi thee naa, kuch dair pehley us ki wajah se pani nikal raha hai aankhon sey.... to woh dono he hans perti aur kuch dair pehle ki pareshan maa apne beeti ko deekhtey he jaise her gham bhool jati....

Youn he achey khaasey din guzar rahe thee keh Farah ki zindagi mai ek tooofan saa aaya jo us ki zindagi ki khushi aur us ki hansi ko jaise apne saath he lai urra. Howa kuch youn ke sub ko pasand aane wali farah ko aik larka pasand aa gaya jo ke us ka cousin tha aur us ke Chachooo ka bara betaa Faisal thaa, Faisal aik 25 saal ka wajeh naujwaan tha jo ke MBA kerne ke baad apne abu Khawer Hussain ke sath un ke business mai shamil ho gaya, woh log islamabad mai rehtey the , Faisal bhi Farah ko pasand kerta thaa aur Pasand ka izhaar bhi pehle Faisal ki taraf se he howa thaa Faisal ne apni ami ko bataya apni pasand ka aur us ki ami ne Khawar Hussain se baat ki to jaisey Khawer Hussain ko to apni mun chahi khushi bin maange mil gayi ho, woh khushi khushi agley he din Karachi apne bhai Dilawer Hussain ke ghar apni begam ke sath pohanch gaye aur Farah ka haath maang lea aur Dilawer bhi bohat khush hoye per unhooo ne beti ki razamandi ki baat samney rakhi aur kaha Farah ka faisala he Final ho ga. Aur Farah ki ami ne Farah se Faisal ke rishtey ke barey mai baat ki to Jaisey Farah ke dil mai ladoo pooth parey hon aur gulabi chehrey ke sath us ne asbaat mai ser hilla dea. kyon keh woh to bohat pehley se he Faisal ko dil he dil mai bohat chahti thee aur ussey us waqt apni qismat pe bohat rashk aa raha thaaa... keh Allah ne uss ke dil ke malik ko bin maange us se milwa dea. aur iss tarah dono ke dermiyan mangetar ka rishta qaim ker dea gaya aur Farah ki khushian to jaisey doo baaala ho gae hon, woh to un dinno jaisey hawaoun mai urr rahi ho, wo akser faisal se phone pe baat kerti thee aur ek doosrey se apne dil ki baaten share kea kertey the... per un ki qismat mai yeah khusian bohat kum arsey ke lea aae theen

Dono families he iss rishtey se bohat khush theee aur Aik Saal baad un ki shadi ki date bhi fix ker di gayi theee aur mangni ke panch maheeney guzar gaye the aur un ki shadi ki tayri urooj pe theee aur Faisal apni ami ke saath Karachi aaya howa thaa kyon keh Faisal ki ami ka khayal thaaa keh Jewellery aur Dresses ki shopping to farah ke sath he hogi jo Woh apni bahoo ke lea banwa rahi thee . aur un logon ki shopping jab complete hoi to wapsi ki tyari honey lagi aur woh din aaa gaya 20th April 2012 jis din ne Farah ki uss sey sub khushian cheen li.... Faisal aur us ki ami ke saath Farah ke abu bhi apne bhai se milney Islamabad jaa rahe theee aur Faisal ne Bhoja Air Line ki flight # B4-213 ki ticket kerwa li aur sham ko woh log hansi khushi Islamabad ke lea rawana hoye.... per woh ho gaya jo kisi ke wehmo guman mai bhi nahi thaa ... Plane Crash ho gaya... aur sub log jo iss flight mai the sub khatam ho gae....


Farah ki dunya he lut gayi aur us ki ami to yeah gham berdasht naa ker saki aur woh bhi Farah ko besahara chooorh ke apne shohar ke pass chali gayi aur Farah ko to yaqeen he nahi aa raha thaa sub pee woh to maan he nahi rahi theee aur jab us ko yaqeen aaya to woh bilkul sun ho ke reh gayi aik aansoo bhi naa tapka us ki aankh se woh naa to kisi se kuch bolti thee aur naa he rooti thee .... woh to bus us derwazey ki taraf deekhti rehti jis sey Faisal aur us ke Abu jaatey hoye ussey alwida keh rahe theee.... ussey lagta thaa aaj bhi abu aaen ge aur kahen ge arey bitya rani yeah sub jhoot boltey hain mai to yahan he tumharey pass tumhe choorh ke kahan jaa sakta hon bhala mai.... aur Faisal aaye ga aur kahe ga keh Arey mai ne tumhara sari zindagi ke lea thama hai tumhe chorh ke janey ke lea nahi.... aur uski ami kahen ge are farah uthoo kya haal bana lea hain tum ne chaloo uthoo khana khaa looo.... Per koi nahi aaya kyon keh woh log to wahan jaa chukhe jahan se koi laut ke nahi aaya....

Faisal ke abu bhi Karachi aa gaye theee un pe bhi ghamooon ke paahar tootey thee per woh apne bhai ki lakhtey jigar aur apne bete ki pasand aur apni pyari bahteeji ke lea Karachi aaye thee unhey deekh ke Farah un se lipat ke bohat roooyi aur bohat baar behoosh hoi aur jaisey he hosh aata phir roney lagti theee aur Khawer Hussain se us ki yeah halat deekhi nahi jati thee unho ne Farah se kaha keh chalo Farah mere saath Islamabad chalooo mai yahan tumhe akeela nahi chooorh sakta. per Farah apna ghar chorney pe tyar nahi theee woh apne abu apni ami aur faisal ko jahan akhri baar deekha us ghar ko chorney ke lea tyar naa theeee.... aur Majbooran Farah ke chachoo ne he haar maan li aur apni bhateeji ke pass he rehney lagey aur apna business bhi kuch arsey mai karachi transfer ker lea ... aur Farah ne bhi khud ko kafi hud tuk sanbhaal lea tha aur aub woh shadi nahi kerna chahti thee... us ne ek school start kea aur wahan pe he khud ko waqf ker dea...


Aaj bhi Farah subah uth ke namaz perh ke yahan chokhat pe beth jati hai aur un dino ki yaadon mai gum ho jati hai jab ussey dunya mai apni zaat sub sey zyada khush naseeb lagti thee… aur ussey aaj bhi intezar hai apne Ami Abu aur apni mohabbat faisal ka….


The End

*Muskaan* sweet doll Nelli ~Bahaar~ hoorain Wasif Safi RedRose64 Fa!th Fahad_ star24

SHOAIB Bhai waqai me aap bohot behtareen writer ho meri maano ek book lik daalo, kamyab hoge zaroor...
Bohot hi achi tarah se aapne is Picture me Mubni story likhi hai bhai..Masha'ALLAH:):)
 
  • Like
Reactions: *SHOAIB*

Silent Soul

Banned
May 24, 2012
3,420
2,568
113
Karachi

Thankooo .... zyada lambi hai mai ne to pori koshish ki thee ke zyada lambi naa ho.... :s[DOUBLEPOST=1341423992][/DOUBLEPOST][/quote]


Thankooo .... zyada lambi hai mai ne to pori koshish ki thee ke zyada lambi naa ho.... :s[/quote]

Nahi ziada lambi nhi hai waqai Shoaib mujhy to pata he nhi tha tum bhi itna acha likh sakte ho {}{43r5
 
  • Like
Reactions: *SHOAIB*
Top