Aapka Manzar Apaki Kahani(23rd Dec 2012)!

  • Work-from-home

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Assalam o ALaikum
Jis tara aksar manazir daikh k shayri dimagh may aati hay aur barmala insan koi na koi Shaer parhta hay..
Issi tara kuch log aik manzar pe poori kahani tarteeb daine ka hunar bhi rakhte hain..yahan har hafte aik image diya jaayega us pe sab ko Kuch na Kuch likhna hoga par kahani ki soorat may hona chahiye jo ussi manzar k mutabiq ho....(ye bilkul aisa hoga k aik jaamid image may apne alfaz se aise dikhana hay k parhne waale k dimagh may wo manzar harkat karey ,,
jis k alfaz ziada pur asar hon gaye aur parh k ziada maza aayega wohi us week ka winner hoga/gi)
AUr susti ya nakhrey dikhane ki koi zarurat nhi /:)
image pe aap kuch bhi likh sakte hain apni marzi se,, chahey to tanz-o-mazah ho ya sanjeeda sab chalega....
Ye rha ab ka manzar is pe aapko story bnanai hay!
RULES:
1. Manzar likhne se pehle uska Mozu (title)bhi bnayain gaye,,, Mozu jitna pur kashish ho manzar utna hi jaandar lagega...
2, poori kahani sirf Urdu(language not font) may ho....
3. Kahani submit karwane ki last date 5th January 2013 hay INSHAALLAH!
4. Sab apni apni kahani issi thread may share karain gaye aur apni khanai k saath Ye image bhi post karain gaye!
  • jiski kahani n title ziada achi hogi unhe award diya jaayega with a lot of appreciation :p

MAzeed details and references k liye ye visit karain
GUD Luck :-bd
@syeda aftima​
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Assalaamu alaikum TM doston mujhe kahani
likhna to nahin aata lekin aaj @hoorain behna ke
lagae thread aur diye huwe manzar per mere likhne
ka dil huwa so as a writer mujhe likhna to nahin aaya
magar Hoorain behna ki dosti me hum ne koshish kar li :p
umeed hai ke INSHA'ALLAH pasand aayega agar
pasand kam hi aaya to INSHA'ALLAH eik achha pegham
subhi ko naseeb hoga here it is
Mere Kitaab mere saathi
Apne bare bhai se behes karta Fawwad bol raha hai ke
dekhen bhai jan jin ashkhaas ka aap tazkira kar rahe hain
bila shuba wo baaqi muamlaat me theek hongen lekin nazariya e ISLAM
unka bilkul bhi theek nahin
Jawwad: chote miyan agar is tarah se karne lage to tumhen
aaj ki tareekh mein koi bhi aisa aalim nahin milega jisme ayeb na ho
ayeb to har bande mein hota hai
ji pyare bhai bilkul sahi farmaya lekin hum unke ayeb ko sahi
keh kar unke gunahgaari ka hissa kyun banen ??
hum unke sahi cheez ko sahi ghalat ko ghalat maan kar baat ko
theek tarah samajh sakte hain naa !!
tum to mujh se is tarah baat kar rahe ho jese tumhare paas ilm ka
khazana hai aur tumhen sub pata hai kab kahan sahi aur ghalat hai
nahin bhai ilm ka khazana hai to nahin per waada hai INSHA'ALLAH kisi din
itna ilm zaroor hoga..ke apne kahe huwe ko be ayeb kutub se saabit kar sakun
haan haan jab aisa karoge tab baat karengen mujhe to khushi hogi tumhare taraqqi se
Fawwad wo insaan jo kabhi ghalti karta aur bachna chahta to use
ghar me sabaq milta ke jo ghalat hai wo ghalat hai
lekin junhi uski umer barhti gaiy so usne jaana ke ye sabaq
dena aur is per amal karna har koi bachpan tak hi mehdood rakhta hai
use apne ird gird eik bhi aisa shakhs nahin mila jiske soch se wo sehmat ho
yehi nuqta wajah bani uske kitaab parhne tehreer likhne ghazal likhne ki
use kitaabon mein eik aisi dunya mili jise wo insaanon mein dhoondta tha
jab wo kitaabon ki dunya mein magan huwa so aise lagne laga ab kisi ke
aage bhi sach kehna asaan hai per wo is baat se bekhabar tha ke
Jahan me sabab e ghuflat se dilon me chahat nahin rehti
insaan ko apne KHUDA se bhi mohabbat nahin rehti
hai is qadar jhoot phela aaj ki dunya mein Chiragh
humare darmyan haqeeqat bhi haqeeqat nahin rehti
pas wo alag alag kutub se hasil kiye gaye ilm ki bunyad per eik fatwe
ke gharz se apne masjid ke aalim ke paas gaya so use aalim ne taal diya
jiski wajah use baad me pata chali ke ye fatwa unke maslak ke khilaf chala jaata
wo heirati huwa ke " Mazhab " aaj tak suna hai jiske mutaliq fatwa maanga mene
ab ye maslak kya shay hai ?? phir us ne socha
hai bach paaya jo dayar e kutub se
nahin jahan mein aisa raaz koi
ab Fawwad ne apne jawaani ke daur hi me apni khudi ko apne imaan ko
nazar o amal e bad e dunya se bachaane ke liye kutub ka sahara liya
eik din wo betha apne ghar pe bola mein soch raha hoon ISLAM ke muazu per
khud se koi kitab likhun..
itne me uske abbu ji bole achha likh lena achhi baat hogi lekin pehle ye to bataao
ISLAM ke IMAM E A'AZAM koun the ??
Fawwad bina ek lamhe ke intizar ke bol para ALLAH ke pyare nabi alaehe salam
to uske abbu bole ji ji wo to hain magar Imam Abu Hanifa Imam Malik Imam Hanbal
Imam Shafaiy RAHEMULLAH alaehem me se afzal koun se the ??
Fawwad kuch waqt sochne ke baad..abbu ji jahaan tak mera ilm hai chaaron aaiyma e karam
eik barabar the in alfaaz se behes barhti gaiy aur ta aakhir uske abbu ji bole
ae meri khabees aulad kya tu ghair muqallid ban betha hai ??
Fawwad ji abbu agar mere haq bolne parhne samajhne likhne ko aap ghair muqallid
ka naam dete ho to theek hai wagarna mein hanafi bhi hun maliki bhi hun shafaiy bhi hun hanbali bhi hun
Fawwad ke ghar walon ne jab ye dekha ke Fawwad ke rehen sehen khaane peene hatta ke
namaz ke tareeqe mein bohot bari tabdeeli aa chuki hai use ghar waalon ne use samjhana chaha ke
aap ye harkaten chorh do aur pehle ki tarah ban jaao wo bola
hargiz nahin mere azeezon balke aap loug ye syasi tehreek ka saath aur eik Imam ko
thaam kar rakhna chorh do Fawwad ki haqparasti uske ghar waalon ke nazar mein zidd thi
eik aisi zidd jo ilaaqe bhar mein uske ghar waalon ko badnaam kar sakti thi theek is hi soch se
wo Fawwad ko apne ghar se nikaal kar eik aur shehr rawana kar dete hain us shehr mein
uske abbu ji ke door ke rishtedaar the jo intihaiy buzarg ho chuke the aur unhen ghar ke kaam kaaj ke liye
eik Fawwad jese bande ki zarurat thi ab Fawwad unke ghar apne aise doston ke saath pohncha jo ke
un do buzargaan ki bachi kuchi zindagi mein bhi bari tabdeeli laaya unhen din raat
tarz e du'a se le kar namaaz tak ke liye alag alag duaaen batata rehta Fawwad..Fawwad ke
ilm o meher se wo bhi bare khush the eik din huwa youn ke us buzarg ki shareek e hayat
ka shadeed bimari ke sabab intiqaal huwa ab ye ghar us buzarg ko saanp ki tarah dasne laga
aur tanhaiy use uski maut se badtar lagne lagi yahaan Fawwad ne mukammal saath dene ki koshish ki
aur us buzarg ki khidmat me apna khoob waqt lagaya shab o rouz use waqiyaat sunata raha uski khidmat karta raha
wo bhi Fawwad ko eik humraz shakhsiyat jaante huwe bol pare ke mere bhi 3 bache hain
do suraj jese bete aur eik chaand si beti per unke waliden ka saath unhen tab tak raas raha
jab tak unke waliden ne unhen parhaya aur kama kar khilaya
phir kuch syasi doston ke wajeh se syasat ka hissa eik bhai ko kya mila usne us hi ghar me
apni behen biha di Fawwad unki baat kaat'te huwe kya ye sub aapki raza mandi se huwa ??
raza mandi to darkinar bete mujhe ilm tak na tha mein apni shareek e hayat ke saath
gaanv gaya huwa tha wahaan mere behnowi shadeed bimar the unki ayadat ko
laut kar dekha ke jamhuri syasat ke jis paleet daldal se mein apne bachon ko
bachaana chahta tha us daldal ko shehed ka neher jaante huwe mere bache
usme bare shouq se kood pare..Fawwad:aur aapka doosra beta ??
jab mene unpe zour diya ke mein in corrupt tehreekon ke khilaf hoon tum bhi
ye kaam chorh do to bara beta bola yehi tehreek mujhe eik bangla aur car de chuki hai
jinme aapke bakwas se door me rehne ja raha hoon aur chote ne bhi uske saath haami bhari
meri bad bakhti thi jo mujhe aise aulaad naseeb huwe
badbakht aap nahin aap to sahih raah per hone ka shukr ada karen
bad bakht to aapke aulaad hain jinhen HAQ dikh to raha hai magar DULAT se kam
jaante hain use
buzarg ko sahara dete huwe Fawwad ne ye kalimat kahe phir kamre se nikal kar
dubara apne kitaabon ke janib gaya aur khud ko bolne laga
ek bhi insan aisa na mila zindagi mein
ho jis ki khushi HAQ ke bulandi mein
aaj Fawwad shadeed sadme mein tha kyunke jese afsaane kahani usne parhe sune the
aaj unki haqeeqat mein us ne deikh liya use ye yaqeen ho gaya ke jahan haq per hone ke
sabab uske ghar walon ne use chhora aur yahan in buzarg ke aal ne inhen chhora
younhi haq per hone waalon ke khilaf hi hona hai aksariyat ko ab wo buzarg iski
shaadi ki baat karta to ye bolta ke mujhe intizar hai eik haqparast hasti ka
warna meri ye zindagi mein apne in azeez dost kitaabon ke naam karta hoon
ab panjgaana namaz aur QURAN ki tilawat ke baad din raat
kitaaben parhna bana kaam Fawwad ka
rehta hai jo har nigaah se hijaabon mein
har wo raaz dikh jaata hai kitaabon mein
Fawwad ki tarah ALLAH humen bhi na insaafi
jaahil hukmuraanon ki pairvi buraaiy nafarmaani
be adabi haq ki khilaf warzi taqleed se bachaaye hidayat e haq
naseeb farmaae Aameen
aur phir chaahe dunya ka har fard humaare khilaf hi kyun na ho jaaye hum
HAQ ko naa chhoren Aameen
[DOUBLEPOST=1356237991][/DOUBLEPOST]@shizuka @zoonia @masoom_se_chahat @Sabah @sabha_khan40 @Rubi @SHAZIE @saviou @F-iceage @ShyPrincess[DOUBLEPOST=1356238071][/DOUBLEPOST]@shizuka @lotr @Abidi @*Muslim* @kool~nomi @*SHOAIB* @Nelly @*Muskaan* @*khushi* @EasHal[DOUBLEPOST=1356238130][/DOUBLEPOST]@shizuka @Atif-adi @hoorain @FallenAngeL @Piyari @Mahen @ChoCo @Shallu @Sparkofighter @H!N@[DOUBLEPOST=1356238323][/DOUBLEPOST]@shizuka @MysTeri0uS @Dreamy Boy @Zee Leo @Hans_Mukh @Fa!th @stillalone @Lost Passenger @Anokhi_Laadli @Raat ki Rani
 
Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
Wa'alaikum Assalam
ahan...dil'chasp...!

inhsaAllah..mai b koshish kron gi kuch likhne ki..:)
 
Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
Walaikumsalam​
hmmmm​
{(book)}
[DOUBLEPOST=1356245828][/DOUBLEPOST]
walaikumsalam​
hmmm acha likha hy bro :-bd
mainne beech beech mein se prha ...lambi thi naw bahut :p dont mind plx X_X
@hoorain @hoorain wrdx limit b honi chahiye thi nii? {(thinkg)}

Lost Passenger

Senior Member
Aug 10, 2009
889
1,976
1,293
Loh-e-jahan pe herf-e-mukerer nahin hoon main
Assalam o ALaikum
Jis tara aksar manazir daikh k shayri dimagh may aati hay aur barmala insan koi na koi Shaer parhta hay..
Issi tara kuch log aik manzar pe poori kahani tarteeb daine ka hunar bhi rakhte hain..yahan har hafte aik image diya jaayega us pe sab ko Kuch na Kuch likhna hoga par kahani ki soorat may hona chahiye jo ussi manzar k mutabiq ho....(ye bilkul aisa hoga k aik jaamid image may apne alfaz se aise dikhana hay k parhne waale k dimagh may wo manzar harkat karey ,,
jis k alfaz ziada pur asar hon gaye aur parh k ziada maza aayega wohi us week ka winner hoga/gi)
AUr susti ya nakhrey dikhane ki koi zarurat nhi /:)
image pe aap kuch bhi likh sakte hain apni marzi se,, chahey to tanz-o-mazah ho ya sanjeeda sab chalega....
Ye rha ab ka manzar is pe aapko story bnanai hay!
RULES:
1. Manzar likhne se pehle uska Mozu (title)bhi bnayain gaye,,, Mozu jitna pur kashish ho manzar utna hi jaandar lagega...
2, poori kahani sirf Urdu(language not font) may ho....
3. Kahani submit karwane ki last date 5th January 2013 hay INSHAALLAH!
4. Sab apni apni kahani issi thread may share karain gaye aur apni khanai k saath Ye image bhi post karain gaye!
  • jiski kahani n title ziada achi hogi unhe award diya jaayega with a lot of appreciation :p

MAzeed details and references k liye ye visit karain
GU Luck :-bd
Buhat achi thread aur silsika hoorain, laikin afsos keh maloom nahi'n kyoo'n aajkal bilkul mood hi nahi'n likhney ka aakhri tehreer jo share ki wo bhi koi tehreer nahi'n bus aisey hi samander kinarey baith ker jo dil mai'n aaya likh dala, phir bhi koshish kroo'n ga, apni duaoo'n mai'n apney bhai ko shamil kerna na bholna,Allah tumhai'n hamaisha khush aur salamet rakhey,
Ameen
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Buhat achi thread aur silsika hoorain, laikin afsos keh maloom nahi'n kyoo'n aajkal bilkul mood hi nahi'n likhney ka aakhri tehreer jo share ki wo bhi koi tehreer nahi'n bus aisey hi samander kinarey baith ker jo dil mai'n aaya likh dala, phir bhi koshish kroo'n ga, apni duaoo'n mai'n apney bhai ko shamil kerna na bholna,Allah tumhai'n hamaisha khush aur salamet rakhey,
Ameen
SUM AAMEEN
we'll be honored to have ur sharing here!
INSHAALALH zarur koshish kariyega :-bd
Stay BLessed :)

par apa k mood ko kia hua?
 
  • Like
Reactions: Lost Passenger

Lost Passenger

Senior Member
Aug 10, 2009
889
1,976
1,293
Loh-e-jahan pe herf-e-mukerer nahin hoon main
Assalaamu alaikum TM doston mujhe kahani
likhna to nahin aata lekin aaj @hoorain behna ke
lagae thread aur diye huwe manzar per mere likhne
ka dil huwa so as a writer mujhe likhna to nahin aaya
magar Hoorain behna ki dosti me hum ne koshish kar li :p
umeed hai ke INSHA'ALLAH pasand aayega agar
pasand kam hi aaya to INSHA'ALLAH eik achha pegham
subhi ko naseeb hoga here it is
Mere Kitaab mere saathi
Apne bare bhai se behes karta Fawwad bol raha hai ke
dekhen bhai jan jin ashkhaas ka aap tazkira kar rahe hain
bila shuba wo baaqi muamlaat me theek hongen lekin nazariya e ISLAM
unka bilkul bhi theek nahin
Jawwad: chote miyan agar is tarah se karne lage to tumhen
aaj ki tareekh mein koi bhi aisa aalim nahin milega jisme ayeb na ho
ayeb to har bande mein hota hai
ji pyare bhai bilkul sahi farmaya lekin hum unke ayeb ko sahi
keh kar unke gunahgaari ka hissa kyun banen ??
hum unke sahi cheez ko sahi ghalat ko ghalat maan kar baat ko
theek tarah samajh sakte hain naa !!
tum to mujh se is tarah baat kar rahe ho jese tumhare paas ilm ka
khazana hai aur tumhen sub pata hai kab kahan sahi aur ghalat hai
nahin bhai ilm ka khazana hai to nahin per waada hai INSHA'ALLAH kisi din
itna ilm zaroor hoga..ke apne kahe huwe ko be ayeb kutub se saabit kar sakun
haan haan jab aisa karoge tab baat karengen mujhe to khushi hogi tumhare taraqqi se
Fawwad wo insaan jo kabhi ghalti karta aur bachna chahta to use
ghar me sabaq milta ke jo ghalat hai wo ghalat hai
lekin junhi uski umer barhti gaiy so usne jaana ke ye sabaq
dena aur is per amal karna har koi bachpan tak hi mehdood rakhta hai
use apne ird gird eik bhi aisa shakhs nahin mila jiske soch se wo sehmat ho
yehi nuqta wajah bani uske kitaab parhne tehreer likhne ghazal likhne ki
use kitaabon mein eik aisi dunya mili jise wo insaanon mein dhoondta tha
jab wo kitaabon ki dunya mein magan huwa so aise lagne laga ab kisi ke
aage bhi sach kehna asaan hai per wo is baat se bekhabar tha ke
Jahan me sabab e ghuflat se dilon me chahat nahin rehti
insaan ko apne KHUDA se bhi mohabbat nahin rehti
hai is qadar jhoot phela aaj ki dunya mein Chiragh
humare darmyan haqeeqat bhi haqeeqat nahin rehti
pas wo alag alag kutub se hasil kiye gaye ilm ki bunyad per eik fatwe
ke gharz se apne masjid ke aalim ke paas gaya so use aalim ne taal diya
jiski wajah use baad me pata chali ke ye fatwa unke maslak ke khilaf chala jaata
wo heirati huwa ke " Mazhab " aaj tak suna hai jiske mutaliq fatwa maanga mene
ab ye maslak kya shay hai ?? phir us ne socha
hai bach paaya jo dayar e kutub se
nahin jahan mein aisa raaz koi
ab Fawwad ne apne jawaani ke daur hi me apni khudi ko apne imaan ko
nazar o amal e bad e dunya se bachaane ke liye kutub ka sahara liya
eik din wo betha apne ghar pe bola mein soch raha hoon ISLAM ke muazu per
khud se koi kitab likhun..
itne me uske abbu ji bole achha likh lena achhi baat hogi lekin pehle ye to bataao
ISLAM ke IMAM E A'AZAM koun the ??
Fawwad bina ek lamhe ke intizar ke bol para ALLAH ke pyare nabi alaehe salam
to uske abbu bole ji ji wo to hain magar Imam Abu Hanifa Imam Malik Imam Hanbal
Imam Shafaiy RAHEMULLAH alaehem me se afzal koun se the ??
Fawwad kuch waqt sochne ke baad..abbu ji jahaan tak mera ilm hai chaaron aaiyma e karam
eik barabar the in alfaaz se behes barhti gaiy aur ta aakhir uske abbu ji bole
ae meri khabees aulad kya tu ghair muqallid ban betha hai ??
Fawwad ji abbu agar mere haq bolne parhne samajhne likhne ko aap ghair muqallid
ka naam dete ho to theek hai wagarna mein hanafi bhi hun maliki bhi hun shafaiy bhi hun hanbali bhi hun
Fawwad ke ghar walon ne jab ye dekha ke Fawwad ke rehen sehen khaane peene hatta ke
namaz ke tareeqe mein bohot bari tabdeeli aa chuki hai use ghar waalon ne use samjhana chaha ke
aap ye harkaten chorh do aur pehle ki tarah ban jaao wo bola
hargiz nahin mere azeezon balke aap loug ye syasi tehreek ka saath aur eik Imam ko
thaam kar rakhna chorh do Fawwad ki haqparasti uske ghar waalon ke nazar mein zidd thi
eik aisi zidd jo ilaaqe bhar mein uske ghar waalon ko badnaam kar sakti thi theek is hi soch se
wo Fawwad ko apne ghar se nikaal kar eik aur shehr rawana kar dete hain us shehr mein
uske abbu ji ke door ke rishtedaar the jo intihaiy buzarg ho chuke the aur unhen ghar ke kaam kaaj ke liye
eik Fawwad jese bande ki zarurat thi ab Fawwad unke ghar apne aise doston ke saath pohncha jo ke
un do buzargaan ki bachi kuchi zindagi mein bhi bari tabdeeli laaya unhen din raat
tarz e du'a se le kar namaaz tak ke liye alag alag duaaen batata rehta Fawwad..Fawwad ke
ilm o meher se wo bhi bare khush the eik din huwa youn ke us buzarg ki shareek e hayat
ka shadeed bimari ke sabab intiqaal huwa ab ye ghar us buzarg ko saanp ki tarah dasne laga
aur tanhaiy use uski maut se badtar lagne lagi yahaan Fawwad ne mukammal saath dene ki koshish ki
aur us buzarg ki khidmat me apna khoob waqt lagaya shab o rouz use waqiyaat sunata raha uski khidmat karta raha
wo bhi Fawwad ko eik humraz shakhsiyat jaante huwe bol pare ke mere bhi 3 bache hain
do suraj jese bete aur eik chaand si beti per unke waliden ka saath unhen tab tak raas raha
jab tak unke waliden ne unhen parhaya aur kama kar khilaya
phir kuch syasi doston ke wajeh se syasat ka hissa eik bhai ko kya mila usne us hi ghar me
apni behen biha di Fawwad unki baat kaat'te huwe kya ye sub aapki raza mandi se huwa ??
raza mandi to darkinar bete mujhe ilm tak na tha mein apni shareek e hayat ke saath
gaanv gaya huwa tha wahaan mere behnowi shadeed bimar the unki ayadat ko
laut kar dekha ke jamhuri syasat ke jis paleet daldal se mein apne bachon ko
bachaana chahta tha us daldal ko shehed ka neher jaante huwe mere bache
usme bare shouq se kood pare..Fawwad:aur aapka doosra beta ??
jab mene unpe zour diya ke mein in corrupt tehreekon ke khilaf hoon tum bhi
ye kaam chorh do to bara beta bola yehi tehreek mujhe eik bangla aur car de chuki hai
jinme aapke bakwas se door me rehne ja raha hoon aur chote ne bhi uske saath haami bhari
meri bad bakhti thi jo mujhe aise aulaad naseeb huwe
badbakht aap nahin aap to sahih raah per hone ka shukr ada karen
bad bakht to aapke aulaad hain jinhen HAQ dikh to raha hai magar DULAT se kam
jaante hain use
buzarg ko sahara dete huwe Fawwad ne ye kalimat kahe phir kamre se nikal kar
dubara apne kitaabon ke janib gaya aur khud ko bolne laga
ek bhi insan aisa na mila zindagi mein
ho jis ki khushi HAQ ke bulandi mein
aaj Fawwad shadeed sadme mein tha kyunke jese afsaane kahani usne parhe sune the
aaj unki haqeeqat mein us ne deikh liya use ye yaqeen ho gaya ke jahan haq per hone ke
sabab uske ghar walon ne use chhora aur yahan in buzarg ke aal ne inhen chhora
younhi haq per hone waalon ke khilaf hi hona hai aksariyat ko ab wo buzarg iski
shaadi ki baat karta to ye bolta ke mujhe intizar hai eik haqparast hasti ka
warna meri ye zindagi mein apne in azeez dost kitaabon ke naam karta hoon
ab panjgaana namaz aur QURAN ki tilawat ke baad din raat
kitaaben parhna bana kaam Fawwad ka
rehta hai jo har nigaah se hijaabon mein
har wo raaz dikh jaata hai kitaabon mein
Fawwad ki tarah ALLAH humen bhi na insaafi
jaahil hukmuraanon ki pairvi buraaiy nafarmaani
be adabi haq ki khilaf warzi taqleed se bachaaye hidayat e haq
naseeb farmaae Aameen
aur phir chaahe dunya ka har fard humaare khilaf hi kyun na ho jaaye hum
HAQ ko naa chhoren Aameen
[DOUBLEPOST=1356237991][/DOUBLEPOST]@shizuka @zoonia @masoom_se_chahat @Sabah @sabha_khan40 @Rubi @SHAZIE @saviou @F-iceage @ShyPrincess[DOUBLEPOST=1356238071][/DOUBLEPOST]@shizuka @lotr @Abidi @*Muslim* @kool~nomi @*SHOAIB* @Nelly @*Muskaan* @*khushi* @EasHal[DOUBLEPOST=1356238130][/DOUBLEPOST]@shizuka @Atif-adi @hoorain @FallenAngeL @Piyari @Mahen @ChoCo @Shallu @Sparkofighter @H!N@[DOUBLEPOST=1356238323][/DOUBLEPOST]@shizuka @MysTeri0uS @Dreamy Boy @Zee Leo @Hans_Mukh @Fa!th @stillalone @Lost Passenger @Anokhi_Laadli @Raat ki Rani
Hmmmmmmmmmmmmmmmmm, Buhat achi kawish hey mairey bhai, likhtey raha kroaur hamarey liye share kertey raha kro,Allah tumhai'n kamyab fermaye aur hamaisha khush aur salamet rakhey,Ameen
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH
Top