Aapka Manzar Apaki Kahani(23rd Dec 2012)!

  • Work-from-home

kingnomi

Doctor
Super Star
Jan 7, 2009
12,873
10,849
1,313
Owsum , Superb , Very Nice :P
  • Like
Reactions: hoorain and Shizuka

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
hmm achaw inaam kiya hoyega ?? {(thinkg)} :p
award milega :p
muj se shabash b milegi aur sab member se appreciation aur aik mom batti us k saath aik popcorn ka packet hay na bumper prize ;)
chalo ab ftafat karo :p
 
  • Like
Reactions: Rubi

Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
award milega :p
muj se shabash b milegi aur sab member se appreciation aur aik mom batti us k saath aik popcorn ka packet hay na bumper prize ;)
chalo ab ftafat karo :p
haha ........:p
inna dimagh use krne pr bas inna sa saman milega {)^})
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
haha ........:p
inna dimagh use krne pr bas inna sa saman milega {)^})
inna sa saman :eek:
aik sirf aik maire popcorn ka packet hi itna anmol hay aur aapko ye kam lagging hye rabba ki zmana aa gya :p
 
kingnomi

Doctor
Super Star
Jan 7, 2009
12,873
10,849
1,313
Owsum , Superb , Very Nice :P
Assalam o ALaikum
Jis tara aksar manazir daikh k shayri dimagh may aati hay aur barmala insan koi na koi Shaer parhta hay..
Issi tara kuch log aik manzar pe poori kahani tarteeb daine ka hunar bhi rakhte hain..yahan har hafte aik image diya jaayega us pe sab ko Kuch na Kuch likhna hoga par kahani ki soorat may hona chahiye jo ussi manzar k mutabiq ho....(ye bilkul aisa hoga k aik jaamid image may apne alfaz se aise dikhana hay k parhne waale k dimagh may wo manzar harkat karey ,,
jis k alfaz ziada pur asar hon gaye aur parh k ziada maza aayega wohi us week ka winner hoga/gi)
AUr susti ya nakhrey dikhane ki koi zarurat nhi /:)
image pe aap kuch bhi likh sakte hain apni marzi se,, chahey to tanz-o-mazah ho ya sanjeeda sab chalega....
Ye rha ab ka manzar is pe aapko story bnanai hay!
RULES:
1. Manzar likhne se pehle uska Mozu (title)bhi bnayain gaye,,, Mozu jitna pur kashish ho manzar utna hi jaandar lagega...
2, poori kahani sirf Urdu(language not font) may ho....
3. Kahani submit karwane ki last date 5th January 2013 hay INSHAALLAH!
4. Sab apni apni kahani issi thread may share karain gaye aur apni khanai k saath Ye image bhi post karain gaye!
  • jiski kahani n title ziada achi hogi unhe award diya jaayega with a lot of appreciation :p

MAzeed details and references k liye ye visit karain
GUD Luck :-bd
Walaikum Salam .. Acha Silsila hai mien batien toh boht karlete hun lekin kahani :s Kabhi Tarteeb se koi kahani likhi toh nhn khair try karta hhun ...
* Rizq Ki Talaash *
Hamid Aik Boht Hi Gareeb Gharanay Se Taaluk Rakhta Tha , Us Kay Aboo Nay Jaise Taise Karkay Hamid ko School College Padhaya Aur Phr University Mien admission mien Dilwaya Toh Hamid Boht Mehnat Karnay Laga Kay Padh Likh Kar Bada Aadmi Banay Us Nay University mien ayi huwi scholarship kay liye Apply kiya toh us ko 100% scholarship Mil Gayi Aur Ab Us ki Padhayi Aur Books Ka Kharcha Univeristy uthanay lagi is tarah kaafi mehnat karkay Hamid Nay Graduation Mukamal ki Woh Kafi inteligent aur talented tha aur university kay baad woh Jobs kay liye apply karnay laga kay ab apni qabliyat ko maanwaya jaye aur kuch Paise Kama Kay Apnay Abu ka Sath Day Sakay, Isi tarah Woh Apply Karta raha test aur interview deta raha per job na lagi isi tarah 1 saal guzar gaya aur woh abhi tak Berozgar tha Sirf Mohlay Mien Kuch Bachon ko Tution Padha Kay Apna Kharcha Nikal Leta tha Per Tution Padhana uska Aim Nhn Tha , Mayoos Mayoos Sa Hamid Ab Dil Bardashta ho gaya kay usay job milegi bhi ya nhn woh kuch acha kama sakay ga ya nhn apnay ghar walon ko khushyan de sakay ga ya nhn isi tarah woh sochta kay padhayi ka kiya faida Itna Padh Likh Kay Bhi Job Nhn mil rahi Aik Din Woh Apnay Puranay Books Utha kar aisa sochnay laga aur boht mayoos ho gaya aur Jobs kay liye apply karnay mein susti karnay laga kay job milti hi nhn kiya apply karun woh Sir Pay Kitab Rakh kay yehi sab soch raha tha kay Us kay Aboo Agaye Usay Is Tarah Pereshan Behte Dekh kar Hamid Se Baat Karnay Lagay Kay Beta kiya huwa kiun itna pereshan ho , Toh Hamid Hansnay laga kay abo kuch nhn aise hi per us kay abo us ki pereshani samajh gaye aur kehne lagay beta Mujhay pata hai tum kiun pereshan ho aur yehi soch rahay ho kay noukri kiun nhn milti toh beta yad rakhna noukri rizq Allah kay hath mien us nay jab tumhara rizq likha hoga tumhay usi time per milega Aur is tarah milega jis ka tum yakeen bhi nhn karsaktay Tum apni koshish jaari rakho Allah nay Hum Say Rizq Ka Waada Kiya Hai aur woh humein zarur milega kaise bhi per loug pata nhn kiun itna mayoos ho jaatay hain aur Allah per tawakul kho beht tay hain Allah nay hum say Jis baat ka waada kiya hai hum us kay liye itna pereshan hain per Allah nay bakhsish ka waada nhn kiya us kay liye hum fikir hi nhn kartay ,
tum Allah ki ibadat karo Allah per Bharosa Rakho Apni jawani in Tensions mien mat zaaya karo Rizq Tumhay Apnay muqarara Waqt per hi milega bas tum jobs kay liye apply kartay raho Jab Bhi Tumhari qismat mien Likha hoga tumhay job mil jayegi filhal fariq waqt mien Apni Jawani ko Deen Ki Khidmat mien lagao Rizq Mil jayega Per yeh Waqt nhn Ayega Wapis Jab Qayamat kay din Allah Sawal karega Kay Tum Nay Apni Jawani Kin Kaamon mien lagayi toh tum kiya jawab do gay Mien Apnay rizq kay liye fikir kar raha tha Allah is liye Sahi Se Ibadat na karsaka Allah Kahega Ai Banday Mene toh tujh se Rizq ka waada kiya tha toh tum kiun meri ibadat ki fikir ko chor kar rizq ki fikir karnay lagay tab tum kiya jawab do gay ? Haamid Khaali Khaali Nazron se Apnay Abo ki taraf dekhnay laga , Toh Hamid Kay Aboo nay Agay Kaha Beta Kiya tumhay woh hadees yad nhn jo molvi sahab nay kuch din phele hi batayi thi Kay Huzoor S.A.W.W Nay farmaya 7 Admi Aise Hain jin ko Allah Qayamat Kay Din Apnay Saaye Mien Jaga Day Ga Aur Us Mien Aik Woh No Jawan Bhi Shamil Hai jo Allah ki Ibadat Mien Pal Kar parwan chada ho ,
Beta Jawani Mien Ibadat Karnay Walay ko Allah Ta'lah Apnay Arsh Kay Saaye Talay Jaga Ata Farmayega .. Apni Jawani ko ganimat samjho Aur is Farig Waqt ko keemti banao jo Akhirat mien bhi kaam aa sakay tumhay ... Yeh Sab Batien Hamid Baday Gour Se Sun Raha tha Aur Apnay Aboo Kay Galay Lag Gaya Usay ehsas ho gaya tha kay mayoosi boht bada gunnah hai Aur Rizq Apnay Waqt Muqarara Per hi Milega , Usi Waqt Magrib Ki Azan Lagi Aur Hamid Nay Kaha Aboo Jaldi Chalain Azaan Lag Rahi Hai Mien Abhi Se He Aap ki Baat Per Amal Karna chahta hun aur Aik mint bhi zaaye kiye bagair Is Waqt ko Keemti Banana Chahta hun is Baat Per Hamid Kay Abo Muskuraye Aur Kaafi Mutmain Ho Kar Hamid Kay Sath Masjid Ki Taraf Chal Diye ....
Yeh Kahani Shayad Aap ko Tarteeb kay Hisab Se Achi Na Lagay Per Yehi Aaj Kal Ki Haqeeqat Hai Hum aaj kal Kay Nojawan Apni Noukri Ki fikir mien rehte hain per Rizq Toh Allah Kay Hath Mien Hai Doston Hum Nay Apni Pdhayi Mukamal Karli Mehnat Karkay Hum Job Kay Liye Poori Mehnat Kar rahay Hain Beshak Allah Hamari Koshish Dekh raha hai Aur woh In Sha Allah Jab Jiska Rizq Likha hoga qismat mien usay Usi Time Milega So Humien Bhi Hamid Ki tarah Apna Waqt Zaaye Nhn Karna chaye Aur Apni Jawani Allah Ki Ibadat Mien Bitaani Chaye .... Aur Apnay Future Ki Fikir Mien Mayoos Hokar Apni Jawani Zaaye nhn karni Chaye , Future Toh Likha Ja Chuka Hai Uper Allah Kay Pass Agar Acha Hai Toh Ibadat karkay Advance mein shukar ada karain agar bura hoga toh boht duyien karain apni achi qismat ki beshak Duyien hi hain jo qismat takdeer badal deti hain .... In sha Allah Allah Ko Apnay Honay Ka Ehsas Dilayein Us ki Dil Se Ibadat karain Be Shumaar Duyien Maangay Beshak Woh Sun Nay Wala Hai ....
Jazaka'Allah
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
acha to manzar kahan hai? /:)
to pehli post may kia hay bhaya :eek:[DOUBLEPOST=1357178796][/DOUBLEPOST]

gr8 message MASHAALLAH
bohat zabardast likha apa ne nomi bhaya :-bd
 
  • Like
Reactions: kool~nomi
Top