Aap kay khayal main shadi k liye larka aur larki ki zyada ya kum age difference se kuch faraq parta hai? age diff zyada hona bahatar hai ya kum?? sab apna apna opinion batain Kuon k mainay KUch larkiyo se suna hai k zyada age diff doesn't matter... balkay banda mature hota hai bajay ..
AAP k khayal main kya age difference ko nazar andaaz kiya ja sakta hai agar understanding ho aur pyar ho...? what u guys think
AAP k khayal main kya age difference ko nazar andaaz kiya ja sakta hai agar understanding ho aur pyar ho...? what u guys think