Al-khabra Old Village.

  • Work-from-home

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
Assalam alaikum dosto.:)

yesterday(juma) ki baat hai main apne doston k saath hamari city se dur ek old village dekhne keliye gaya hua tha.aur wahan ki kuch snaps bhi maine li thin sooncha aapse share karun.umeed k pasand aaye inshaAllah.

Note : Saudi citizens apni purani cheezon ko bahot sambhal kar rakhte hain.aur ye village jo aajse taqreeban 319 saal purana hai.iske atraaf me boundary bana di gayi hai aur isse aasaare qadima k taur par rakha gaya hai.

DSC00566.jpg
DSC00525.jpg
DSC00526.jpg
DSC00527.jpg
DSC00529.jpg
Masjid ka androoni hissa​
DSC00539.jpg
DSC00542.jpg
DSC00543.jpg
Old Village ka taayeraana manzar​
DSC00553.jpg
Old Well​
DSC00560.jpg
Qabristan​
DSC00563.jpg
 

Attachments

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
Wa'alaikum Assalam

interesting................!
 

kingnomi

Doctor
Super Star
Jan 7, 2009
12,873
10,849
1,313
Owsum , Superb , Very Nice :P
Assalam alaikum dosto.:)

yesterday(juma) ki baat hai main apne doston k saath hamari city se dur ek old village dekhne keliye gaya hua tha.aur wahan ki kuch snaps bhi maine li thin sooncha aapse share karun.umeed k pasand aaye inshaAllah.

Note : Saudi citizens apni purani cheezon ko bahot sambhal kar rakhte hain.aur ye village jo aajse taqreeban 319 saal purana hai.iske atraaf me boundary bana di gayi hai aur isse aasaare qadima k taur par rakha gaya hai.

Masjid ka androoni hissa​
Old Village ka taayeraana manzar​
Old Well​
Qabristan​
Nice sharing bro JazakaALlah .. Masjid boht achi bnayi huwi hai khaas karkay ...
 
  • Like
Reactions: Aara'af

Asma Shah

TM Star
Jan 16, 2012
6,450
1,604
263
KSA,AL-Khubar
ohhhh waooooooooooo really beautiful.....muje bht shouqe hai aisi jaghon ko visit krne ka....btw ye hai konsi side pe....AL Qassim waly area mn....????
ya kahen aur..............???
i want to visit that place.....is it for visitor....????
 

SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
Waalikum Assalam....!!!

bohat he khoobsurat hai aur bohat khayal rakha gaya hai sub kuch mitti se bana hua kya udhar barish nhi hoti kya???
 

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
ohhhh waooooooooooo really beautiful.....muje bht shouqe hai aisi jaghon ko visit krne ka....btw ye hai konsi side pe....AL Qassim waly area mn....????
ya kahen aur..............???
i want to visit that place.....is it for visitor....????
ji han mohtarma alqassim wale area me hi hai.jo aapse taqreeban 1200km dur hai.han laikin yahan ziada visitors to nahi aate.likin kuch khaas moqon par hi jaise eid al azha,eid ul fitr bus.:)
 
  • Like
Reactions: Asma Shah

Mahen

Alhamdulillah
VIP
Jun 9, 2012
21,845
16,877
1,313
laнore
Wow nice place
Jazak Allah Bro wasie iss goun mi nazr koi nhi aa rha koi rhta nhi yaha kia {(thinkg)}
 

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,302
1,313
hmmmm waowwwwww bohot hi zaberdast hai,,,,merey pass is sey bhi old village ki pic hai ,,, pr mujhey uski history nahi pata is liye share nahi ki...:)
 
  • Like
Reactions: Aara'af

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
Waalikum Assalam....!!!

bohat he khoobsurat hai aur bohat khayal rakha gaya hai sub kuch mitti se bana hua kya udhar barish nhi hoti kya???
baarish agar yahan hone lag jaaye to petrol nahi rahega.baarish garmi ka mousam badalte waqt hi hoti hai.kuch din keliye.abhi haal hi me yahan baarish hui thi 2 ya 3 din.:).laikin ye itne mazboot bane hote hain.k is baarish ka ispar koi asar nahi hota.[DOUBLEPOST=1354348564][/DOUBLEPOST]
Wow nice place
Jazak Allah Bro wasie iss goun mi nazr koi nhi aa rha koi rhta nhi yaha kia {(thinkg)}
shayed k aapne meri post nahi parhi:) ab isse aasaare qadima k taur par rakha gaya hai.yahan koi nahi rahta.
 
  • Like
Reactions: Star24

Mahen

Alhamdulillah
VIP
Jun 9, 2012
21,845
16,877
1,313
laнore
Waalikum Assalam....!!!

bohat he khoobsurat hai aur bohat khayal rakha gaya hai sub kuch mitti se bana hua kya udhar barish nhi hoti kya???
tou kia barish mitti k ghar khtam kr dati :eek: yaha bhi tou hoty ha na mitti k gahr kuch nhi hota :p
kachii mitti nhi ha ye :D[DOUBLEPOST=1354348643][/DOUBLEPOST]
baarish agar yahan hone lag jaaye to petrol nahi rahega.baarish garmi ka mousam badalte waqt hi hoti hai.kuch din keliye.abhi haal hi me yahan baarish hui thi 2 ya 3 din.:).laikin ye itne mazboot bane hote hain.k is baarish ka ispar koi asar nahi hota.[DOUBLEPOST=1354348564][/DOUBLEPOST]

shayed k aapne meri post nahi parhi:) ab isse aasaare qadima k taur par rakha gaya hai.yahan koi nahi rahta.
oops bhol gie ti :D
 

SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
tou kia barish mitti k ghar khtam kr dati :eek: yaha bhi tou hoty ha na mitti k gahr kuch nhi hota :p
kachii mitti nhi ha ye :D
acha jee tumhe bara pata hai kachi mitti nahi hai tum ne to nahi banye choo choo...
 

Nelly

VIP
Sep 23, 2009
97,862
38,645
1,313
United Kingdom
walaikum assalam
ahhhhhh once again beautiful sharing bro :) it luks reallly Old, but also really beautiful n clean . m in luv with it {(heart)}
 

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
Assalam alaikum dosto.:)

yesterday(juma) ki baat hai main apne doston k saath hamari city se dur ek old village dekhne keliye gaya hua tha.aur wahan ki kuch snaps bhi maine li thin sooncha aapse share karun.umeed k pasand aaye inshaAllah.

Note : Saudi citizens apni purani cheezon ko bahot sambhal kar rakhte hain.aur ye village jo aajse taqreeban 319 saal purana hai.iske atraaf me boundary bana di gayi hai aur isse aasaare qadima k taur par rakha gaya hai.

Masjid ka androoni hissa​
Old Village ka taayeraana manzar​
Old Well​
Qabristan​
Assalam alaikum dosto.:)

yesterday(juma) ki baat hai main apne doston k saath hamari city se dur ek old village dekhne keliye gaya hua tha.aur wahan ki kuch snaps bhi maine li thin sooncha aapse share karun.umeed k pasand aaye inshaAllah.

Note : Saudi citizens apni purani cheezon ko bahot sambhal kar rakhte hain.aur ye village jo aajse taqreeban 319 saal purana hai.iske atraaf me boundary bana di gayi hai aur isse aasaare qadima k taur par rakha gaya hai.

Masjid ka androoni hissa​
Old Village ka taayeraana manzar​
Old Well​
Qabristan​
Walaikum Salam
MashAllah buhut se bhi zyada buhut he khubsurat jagah hain. truly

khaas ker yeh image tu buhut he acha hain jess se ek choti village ka image dekhta hain and mostly aise ancients jagah ko dekar yeh khwahish huti hain k kash same old sadi mei huti.
thank you for sharing this with us aur keep it up :)
 
Top