Apko Kis Member K Sath Posting Karne Maza Aata Hy?

  • Work-from-home

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Haww nellu u ne Annu ka naam nae likha lm bro ka b nhi ..btaugi unhe:p
mujhe ab tk TM pe Arisha, Shb, Storm, Safi bro, Adi, RR, Farry, Hoorain sis aur Dreem k saath posting krne main maza aaya hai

baqi agr yaad aaye tu aa k likh doongi ;)
 

Muhammad_Rehman_Sabir

وَاللّهُ عَلَى كُلِّ شَيْءٍ قَدِيرٌ
TM Star
Nov 28, 2013
2,473
172
113
Dammam Saudi Arabia
nae main apne bhai ko hasraton may dooba hua nhi dekh sakti ;))
apa hoorain main ne ap ko kuch kaha tha
ap facebook pe imingle pe tm k naam pe ik room bana dein
waha pe room main optoion hoti hien
ager koi distb karein to us ko banded kiya ja skta hy
baki aur b bohat kuch hy
main chahta houn ap fb pe woh room bana lein tm k name pe aur waha sab ko invite karien
aur waha koi kisi ka id b nahi dekh skta
bus name ata hy
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
apa hoorain main ne ap ko kuch kaha tha
ap facebook pe imingle pe tm k naam pe ik room bana dein
waha pe room main optoion hoti hien
ager koi distb karein to us ko banded kiya ja skta hy
baki aur b bohat kuch hy
main chahta houn ap fb pe woh room bana lein tm k name pe aur waha sab ko invite karien
aur waha koi kisi ka id b nahi dekh skta
bus name ata hy
kio?
idhar chatbox hay to sahi :-?
aur main inni b weli nhi hu :p
 
Top