Coffee With REDROSE- Aara'af

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
Assalam o alaikum sajid bhai :)
shukriya sajid bhai.kaise hain aap?
inshaAllah main aapke sawalat ka intezar karunga.
 

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar


chalen fatima sis aapke jawab dete hain pahle.

ans 1 . aisa to koi dost nahi hai jo meri har se waqif ho kyunke main apni chund baaton ko ksi se share nahi karta.jo share karna hota hai wahi karta hon.aur chund ek dost hain jo mere saath zindagi k har mod par rahe.mera saath dia.afzal , shakeel(late) ,arif bhai , ashfaq , nasir.

ans 2. deendar ho kyunke Allah k nabi(pbuh) ne farmaya jab tum shaadi karo to deendar larki se karo.
second khush mizaj ho.third well educated ho.

ans 3.zindagi ek muhallat hai jo hamey di gayi hai.hum usse sahi istemal kare.aur zindagi aisi jiye k jisse dosron ko bhi faayeda ho.kyunke

maut uski hai kare jiska zamana afsoos
warna dunya me sabhi aate hain marne keliye



aur hamari zindagi ka ek maqsad hona chahiye be maqsad to janwar bhi jee lete hain.

ans 4. meri zindagi ka haseen lamha.jab maine umrah kia tha.tab mujhe bahot khushi mahsoos hui thi.

ans 5. jab mere close friend shakeel ka road accident me maut hogayi.us waqt ko maine aaj tak nahi bhool paya hon.

mashaAllah se abhot acche sawal thei.:)



hmmmm bht bht shukrya apk jawabat ka....

Allah pak apko naik seerat shareekay hayat ata farmnae..ameen

or apk dost shakeel ki magfirat farmaye....ameen
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
Assalam u alaikum
welcome....:)
tyar ho jayen sawalat k liye..{(popcorn)}
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
ye rahe chand sawalat..

1=kabi khud ko boht be'bas mehsos kia ya kabi zindgi se boht khoof mehsos huva?
2=ap sb se zeyada kis se close hn?
3=ap bat dil me rakhte hain ya sb kuch bol dete hain?
4=koi esa lamha or insan jisne apki zindgi badal di ho?
5=kya ap apne ap se razi hain?
6=kya ap sensitive hain or kis had tak?
7=kya koi b insan age k sath hi mature hota hai?
 

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
Assalam u alaikum
welcome....:)
tyar ho jayen sawalat k liye..{(popcorn)}
walaikum assalam ji :)
bus aap swalaon k saath tayyar rahein.inshaAllah sabke sahih jawab dene ki har mumkin koshish karenge.

WELCOME BRO{(popcorn)}
thank u atif bhai.kaise hain aap?:)
mujhe welcome karke aap khud popcorn khaa rahe hain?popcorn chote bacche khaate hain.aur mashaAllah aapto kaafi badey hain.
 

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
ye rahe chand sawalat..

1=kabi khud ko boht be'bas mehsos kia ya kabi zindgi se boht khoof mehsos huva?
2=ap sb se zeyada kis se close hn?
3=ap bat dil me rakhte hain ya sb kuch bol dete hain?
4=koi esa lamha or insan jisne apki zindgi badal di ho?
5=kya ap apne ap se razi hain?
6=kya ap sensitive hain or kis had tak?
7=kya koi b insan age k sath hi mature hota hai?
ye len hum aapke jawabat k saath hazir hain.

1 . mere walid k inteqaal k waqt maine khudko bahot bebas mahsoos kia.jab wo hospital me thei.aur main kuch nahi karsakta tha.aisa ti nahi hua main zindagi ki mushkilaat se har waqt samna kia.aur aaj bhi kar raha hon.aur isi ka naam zindagi hai.

2 . mere dost ashfaq se.

3 . agar kuch mujhe bura lagey to main dilme hi rakhleta hon ksi se kuch nahi kahta.laikin us shaqs se firse wo taaluqaat nahi rakhta kyunke ab wo eitemaad k zumre se khaarij hochuka hota hai.

4 . aisa to koi khaas nahi.

5 . samjha nahi.

6 . han aur kuch ziada hi hon.isiliye to main aksar funny thrds ya ksi dosre members se jinse main waqif nahi hon mazaq nahi karta kyunke agar mujhse anjane me ya unse anjane me kuch ghalat hojaaye to main khudko zummedar mahsoos karta hon k maine ek insan ko takleef dedi.

7 . age se iska koi taaluq nahi hai.baaz log kum age se zaheen hote hain aur baaz log badi umr tak bhi mature nahi ho paate.aur baaz log apne ilm ki bina bahot kuch hasil karlete hain jaise aap.
 
Status
Not open for further replies.
Top