koi bi nahi kia kiya jaye ????????
koi nahi hai tou simple wait karye .. time ab mein pouch k deti abi tou fir mein 10/11 bajye end kar deti ho phly sara din sari rat chlta ta round ..!koi bi nahi kia kiya jaye ???
aik to u ny time bi 11 ka kar dia
ab ap k samny haim main akela he behas karon kia main to wait kar raha hon na... ye points kis ko mily gy??koi nahi hai tou simple wait karye .. time ab mein pouch k deti abi tou fir mein 10/11 bajye end kar deti ho phly sara din sari rat chlta ta round ..!
ary bro jab bat wazeh hy to aap kiun kisi ka wait kr ray ho chup kr k surrender kro k sirf payar se hi tarbiat hoti hy bachon ki.ab ap k samny haim main akela he behas karon kia main to wait kar raha hon na... ye points kis ko mily gy??
kon sy pointsab ap k samny haim main akela he behas karon kia main to wait kar raha hon na... ye points kis ko mily gy??
haan baat to waziya he hai k maar bi piyar k sath honi chahiyeary bro jab bat wazeh hy to aap kiun kisi ka wait kr ray ho chup kr k surrender kro k sirf payar se hi tarbiat hoti hy bachon ki.
maar to sara sar bigarrr hoti hy
lo g kia baat hy bachy maar k dar se ziada parrhty haain kia bat hy.??? wht is thissssaesa piyar bi kisi kaam ka nahi mere bhai jo bachy ko bigaar dy.. agar maar ka dar bachy main nahi hoga to wo piyar se bigry na k acha bany ga
jitna piyaar ka haq hai utna he maar ka bi..
mar to baro baro ko seddha kar deti hai . bachy maar k dar se ziyada party hain
bhai haam aj k bacho ko apny nabi se mila rahy hain kia ..toba..lo g kia baat hy bachy maar k dar se ziada parrhty haain kia bat hy.??? wht is thissss
o mery dosto baat parrhny ki ho rai hy ya tarbiat ki??
taaleem to tarbiat ka ek juzz hy busss.
aur tarbiat wohi thi jo meri nibi (saw) ki unki maa hazrat aamana ne ki.. 6 saal tak.
lakin us mn ne kaheen maar thi aur na hi taaleem ka koi ansaar
mera yeh daawa hy k wo tarbiat dunya k sbb se aala shkal hy tarbiat ki...
baqi @Mahiya aur baqi mem. achy se jaanty hain.
thiss is prooof
jis pe aitraaz aaj tak kaafiron ne bhi ni kiaaa.
baqi koi kuchh b keh skta hy
chl aap kuchh to many lakin aaj k topic se aap phir b hat ry hain .
humara topic hai k piyaar k sath maar na k only maar..chl aap kuchh to many lakin aaj k topic se aap phir b hat ry hain .
kiiun k tarbiat mn maar ka mtlab sirf waldain ya guardian ki tarf se bachy pe koi baat zabardasti dalna hota hy..aur zabardasti ki mar to maar hoti hy lakin aap ne apny bayan mn fifity fifty to khud maan liaaa.baqi neechy ki line parrhain
kiun agr bacha koi kaam krna kliy raaz hy to thorri mar k b zarurat ni hoti...
iska mtlab payar se sbb chlta hy jab bachy ka payar se mind bana dia jay to koi aisy baat ni bachti jo usko maar k krwana parry ya zabardasti.
zabardasti ka mtlab dilo dimagh mn jang hy.
aur nateejah kharaab
kia baat hy jnabbhai haam aj k bacho ko apny nabi se mila rahy hain kia ..toba..
bro wo ALLAH k nabi hain..
hum sirf bacho ki baat kar rahy hain..
maar ka hukam to humary NABI ny bi dia hai.... NAMAZ k bary main to ap kesy keh sakty ho k maar lazmi nahi hai
@Mahiya